be asar mohabat

by rashmisangeeta on May 21, 2013, 07:49:07 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1282 times)
rashmisangeeta
Guest
zindgaani be asar si ho gaii hai
har kahaani be asar si ho gaii hai

har ghadDi kayon aajmaate o sakha tum
aajmaanii be asar si ho gaii hai

baantne chaahe tere jo dard hum dum
meharbaani be asar si ho gaii hai

kyon na mujh ko samajh paate sahajta se
akaldaani be asar si ho gaii hai

lipat jaauN dard se main jakham kha looN
dard-daani be asar si ho gaii hai

aarzoo thi do kadam mil ke chalenge
arazdaani be asar si ho gaii hai

tum n "rashmi" ko kabhi pahchhaan paaye
har viyaani be asar si ho gaii hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dil ka asar. by lajo in Shayri-E-Dard
marz mohabat dawabhi mohabat by soudagar in Shayri-E-Dard
mout ke dar se mohabat ka asar by soudagar in Shayri for Khumar -e- Ishq
yeh mohabat sirf mohabat hee hai by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
teri mohabat ka asar hai by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #1 on: May 21, 2013, 08:30:41 PM »
zindgaani be asar si ho gaii hai
har kahaani be asar si ho gaii hai

har ghadDi kayon aajmaate o sakha tum
aajmaanii be asar si ho gaii hai

baantne chaahe tere jo dard hum dum
meharbaani be asar si ho gaii hai

kyon na mujh ko samajh paate sahajta se
akaldaani be asar si ho gaii hai

lipat jaauN dard se main jakham kha looN
dard-daani be asar si ho gaii hai

aarzoo thi do kadam mil ke chalenge
arazdaani be asar si ho gaii hai

tum n "rashmi" ko kabhi pahchhaan paaye
har viyaani be asar si ho gaii hai

verii gud-RS
Logged
aqsh
Guest
«Reply #2 on: May 21, 2013, 10:26:36 PM »
bahut bahut khoob...
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #3 on: May 21, 2013, 10:29:30 PM »
Bahut Khoob Likha Apne.
Logged
nashwani
Guest
«Reply #4 on: May 22, 2013, 12:29:12 AM »
zindgaani be asar si ho gaii hai
har kahaani be asar si ho gaii hai

har ghadDi kayon aajmaate o sakha tum
aajmaanii be asar si ho gaii hai

baantne chaahe tere jo dard hum dum
meharbaani be asar si ho gaii hai

kyon na mujh ko samajh paate sahajta se
akaldaani be asar si ho gaii hai

lipat jaauN dard se main jakham kha looN
dard-daani be asar si ho gaii hai

aarzoo thi do kadam mil ke chalenge
arazdaani be asar si ho gaii hai

tum n "rashmi" ko kabhi pahchhaan paaye
har viyaani be asar si ho gaii hai

V. Nice rashmi jee..happy9
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #5 on: May 22, 2013, 12:51:08 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
rashmisangeeta
Guest
«Reply #6 on: May 22, 2013, 02:15:11 AM »

verii gud-RS

ji behad shukarguzar hoon aapne saath diya
Logged
rashmisangeeta
Guest
«Reply #7 on: May 22, 2013, 02:16:37 AM »
bahut bahut khoob...
ji shukriya aqsh ji aise hi housle badate rahein
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #8 on: May 22, 2013, 02:23:56 AM »
kaafi interesting sa tareeka laga aapka mujhe khaas taur se shabdoN ka chayan, kuch alag hi andaaz ka tha, ahchi kosish rahi, umeed karta hun aapki kalam se aur padhne ko milegaa...!!
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #9 on: May 22, 2013, 02:50:34 AM »
zindgaani be asar si ho gaii hai
har kahaani be asar si ho gaii hai

har ghadDi kayon aajmaate o sakha tum
aajmaanii be asar si ho gaii hai

baantne chaahe tere jo dard hum dum
meharbaani be asar si ho gaii hai

kyon na mujh ko samajh paate sahajta se
akaldaani be asar si ho gaii hai

lipat jaauN dard se main jakham kha looN
dard-daani be asar si ho gaii hai

aarzoo thi do kadam mil ke chalenge
arazdaani be asar si ho gaii hai

tum n "rashmi" ko kabhi pahchhaan paaye
har viyaani be asar si ho gaii hai
Beutiful lines
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #10 on: May 22, 2013, 12:59:37 PM »
bahut khoob
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #11 on: May 22, 2013, 01:01:38 PM »
bohut khub rashmi ji very  nice keep writing and welcome
Logged
rashmisangeeta
Guest
«Reply #12 on: May 22, 2013, 05:56:08 PM »
Bahut Khoob Likha Apne.
shukriya ravindr ji bahut khushi hui aap ne humein honsla diya
Logged
rashmisangeeta
Guest
«Reply #13 on: May 23, 2013, 06:26:12 PM »
V. Nice rashmi jee..happy9
[/quote ji shukriya aapka tah-e-dil se aap ne humeiN is duniya mein kaboola ye humare liye gourab ki baat hai
Logged
rashmisangeeta
Guest
«Reply #14 on: May 25, 2013, 04:23:45 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
shukriya sudhir ji aise hi nimat badate rahein
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 09:27:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer