beete palo ki nishaaniyaan

by ranjana on July 21, 2006, 08:14:31 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 3144 times)
ranjana
Guest
Jaate jaate mang li usne sabhi nishaniyaan apni
Maut deni thee yun mujhe toh kishto mein toh  di hoti

Thee khabar kya ek din yeh bhi hoga
Hamne toh apni saanse tak unke naam thee kar di

Badal gaye who hawao,n ki rukh ki tarah
Kuch toh apne jaane ki khabar hamko di hoti

Mil jaati hame panaah unki bahaon mein agar
Toh yeh zindagi yun na mushkil hui hoti

Thaa who bebasi ka alam jab hum  juda hue
Kash us pal mein yeh dard ki dastaan na hui hoti

Maangana thaa toh maang lete hamse who hamari jaan bhi
Par yun apne beete palo ki nishaaniyaan toh na maangi hoti……….
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kuch palo ke liye by Pooja in Miscellaneous Shayri
bachpane ki nishaaniyaan by @kaash in Ghazals
Yoindia - Beete palo ki dastan yaad aa gai by deepika_divya in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Kuch Palo ke Liye by Bhupinder Kaur in Other Languages
parikshani palo...jyuthika... by jyuthika in Miscellaneous Shayri
Meena is back
Guest
«Reply #1 on: July 21, 2006, 08:28:36 AM »
wah wah ranjana ji...

nishaniyan unki kitab me us sukr phool ki tara hai,
jo haath lagane se hi bikar jata hai!!
Logged
indian_groom
Guest
«Reply #2 on: July 21, 2006, 08:34:38 AM »
Quote from: "ranjana"
Jaate jaate mang li usne sabhi nishaniyaan apni
Maut deni thee yun mujhe toh kishto mein toh  di hoti

Thee khabar kya ek din yeh bhi hoga
Hamne toh apni saanse tak unke naam thee kar di

Badal gaye who hawao,n ki rukh ki tarah
Kuch toh apne jaane ki khabar hamko di hoti

Mil jaati hame panaah unki bahaon mein agar
Toh yeh zindagi yun na mushkil hui hoti

Thaa who bebasi ka alam jab hum  juda hue
Kash us pal mein yeh dard ki dastaan na hui hoti

Maangana thaa toh maang lete hamse who hamari jaan bhi
Par yun apne beete palo ki nishaaniyaan toh na maangi hoti……….





MEIN KAB TAK SAHOON A DIL TERE DARD KO
AB AAZAD KARDE MERE ISS DARD KO

APNE HI WAJOOD KO TOR DALA
KHUD KO US KI JUDAAI MEIN BIKHAIR DALA

MAIN KAISE KAROON MUKAMMAL ANDER KE ISS INSAAN KO
IS QADAR TOOT KE BIKHRA HOON KE

AB TOOT KAR KISI KO CHAHNA NAHEEN
ISLIYE BANA LIYA TERE NISHANYAN KO APNI SASSE
Logged
ranjana
Guest
«Reply #3 on: July 21, 2006, 10:06:10 AM »
Quote from: "Meena is back"
wah wah ranjana ji...

nishaniyan unki kitab me us sukr phool ki tara hai,
jo haath lagane se hi bikar jata hai!!


shukriya meena ji.........bahut khoob........

ab bikhar jaane de mujhe ek sukhe pate ki tarah
tujhse bicharane ke baad mera vajood hi kya hai!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #4 on: July 21, 2006, 10:18:47 AM »
Quote from: "indian_groom"
Quote from: "ranjana"
Jaate jaate mang li usne sabhi nishaniyaan apni
Maut deni thee yun mujhe toh kishto mein toh  di hoti

Thee khabar kya ek din yeh bhi hoga
Hamne toh apni saanse tak unke naam thee kar di

Badal gaye who hawao,n ki rukh ki tarah
Kuch toh apne jaane ki khabar hamko di hoti

Mil jaati hame panaah unki bahaon mein agar
Toh yeh zindagi yun na mushkil hui hoti

Thaa who bebasi ka alam jab hum  juda hue
Kash us pal mein yeh dard ki dastaan na hui hoti

Maangana thaa toh maang lete hamse who hamari jaan bhi
Par yun apne beete palo ki nishaaniyaan toh na maangi hoti……….







MEIN KAB TAK SAHOON A DIL TERE DARD KO
AB AAZAD KARDE MERE ISS DARD KO

APNE HI WAJOOD KO TOR DALA
KHUD KO US KI JUDAAI MEIN BIKHAIR DALA

MAIN KAISE KAROON MUKAMMAL ANDER KE ISS INSAAN KO
IS QADAR TOOT KE BIKHRA HOON KE

AB TOOT KAR KISI KO CHAHNA NAHEEN
ISLIYE BANA LIYA TERE NISHANYAN KO APNI SASSE



shukriya Naveen ..........bahut khoob likha hai aapne...

na jaane woh hum se kyu juda ho gaye
zinadgi ke pal aur dard bhare ho gaye

na they woh bewafa na they hum bewafa
fir woh pyaar ek pal kyu faana ho gaye

mujhe mujhse hi juda kar diya ek pal mein
hum bhari duniya mein tanah ho gaye

ek baar bhi fir palat ke na dekha unhone
wahi pyaar ke raste kyu ajnabi se ho gaye

ab hum chaha na sakenge kabhi kisi ko is qader
mere dil ke zakham kuch aur gehare ab ho gaye
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #5 on: July 21, 2006, 11:45:33 AM »
nisahaniay un beete palo ki
chupa rakhi hai kitaab mai
teri mehak daba rakhi hai ruki si sanso mai
jaise baki ho khusbo sukhe gulabo mai.....
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #6 on: July 21, 2006, 12:06:27 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "Meena is back"
wah wah ranjana ji...

nishaniyan unki kitab me us sukr phool ki tara hai,
jo haath lagane se hi bikar jata hai!!


shukriya meena ji.........bahut khoob........

ab bikhar jaane de mujhe ek sukhe pate ki tarah
tujhse bicharane ke baad mera vajood hi kya hai!!!!!


nice nice!!

apna vajood kayam rakhna mujhse bichadne ke baad,
ati hai humesha ek nayi subha din dhalne ke baad!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #7 on: July 21, 2006, 02:02:21 PM »
Quote from: "vikas2210"
nisahaniay un beete palo ki
chupa rakhi hai kitaab mai
teri mehak daba rakhi hai ruki si sanso mai
jaise baki ho khusbo sukhe gulabo mai.....


bahut khoob....

jin raho se tumne aana thaa
hamne un raha per apni nishaani rakh di
tum mujh tak aa sako isliye
apni dastaan  ishare mein keh di....
Logged
ranjana
Guest
«Reply #8 on: July 21, 2006, 02:26:36 PM »
Quote from: "Meena is back"
Quote from: "ranjana"
Quote from: "Meena is back"
wah wah ranjana ji...

nishaniyan unki kitab me us sukr phool ki tara hai,
jo haath lagane se hi bikar jata hai!!


shukriya meena ji.........bahut khoob........

ab bikhar jaane de mujhe ek sukhe pate ki tarah
tujhse bicharane ke baad mera vajood hi kya hai!!!!!


nice nice!!

apna vajood kayam rakhna mujhse bichadne ke baad,
ati hai humesha ek nayi subha din dhalne ke baad!


bahut khoob...........

ab bhi tujhse milne ki fariyaad karti hun
tere khatao ka bqarari se intazaar karti hun
kabhi toh gujare pal tu bhi yaad kar
un gujare lamho mein toh main aaj bhi jeeti hun
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #9 on: July 21, 2006, 03:53:13 PM »
Quote from: "ranjana"
Jaate jaate mang li usne sabhi nishaniyaan apni
Maut deni thee yun mujhe toh kishto mein toh  di hoti

Thee khabar kya ek din yeh bhi hoga
Hamne toh apni saanse tak unke naam thee kar di

Badal gaye who hawao,n ki rukh ki tarah
Kuch toh apne jaane ki khabar hamko di hoti

Mil jaati hame panaah unki bahaon mein agar
Toh yeh zindagi yun na mushkil hui hoti

Thaa who bebasi ka alam jab hum  juda hue
Kash us pal mein yeh dard ki dastaan na hui hoti

Maangana thaa toh maang lete hamse who hamari jaan bhi
Par yun apne beete palo ki nishaaniyaan toh na maangi hoti……….


WOW really nice Ranju...aaj kal harr Jagah ek naya Blast kar rahi ho..... :wink:
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #10 on: July 21, 2006, 03:56:14 PM »
Jab Jeena Chahe koi Zindagi haste hue......
Par jeene ki koi Raah na mile.....

Mile Zakhm sirf iss Dushman Dunia se......
Tum hee batao woh Musafir IshQ ki Raah kaise Chale.....

Jab girr pade Bijliaan Asmaan se bhi.....
Toh Humsafar ke saath Manzilen kaise Taye kare.....

Na thi Fikar kabhi Dunia ki aur na hee hum apni kia karte the......
Jab se kia Zurm IshQ ka humne kya batayein Jeete nahi toh akele Marke bhi kya kare........!!!!!!!!!
 
 
Logged
ranjana
Guest
«Reply #11 on: July 21, 2006, 05:54:33 PM »
shukriya gauarv .........bahut aacha likha hai.......

ab toh kho gayi hai meri duay.n bhi hawa mein kahi
ab toh unka rehmo karam hum per kahi nahi

yeh kaisi fiza chhaa gayi hai dard ki sab taraf
ki aaj fir hum hi hum hai tum toh hum nahi

kai shikve hain kai shikayte thee meri jubaan per
dheere se jab kaha unhone ki ab woh mera sanam nahi

ab dard ki baat hum kehenge apne ashqo se
ki ab unke dil mein mere vajood ki keemat kuch nahi

jo kehna thaa aaj unhone hamko keh diya
ki ab kisi baat ka bhi unhe ranzo-gum nahi

kar diya hame katal apni hi kai masoom aadao.n se
ab aankh chura ke kehte hain woh ki kaatil toh hum nahi!!!!!!!!
Logged
phoenix
Guest
«Reply #12 on: July 21, 2006, 06:29:11 PM »
bahut khoob
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #13 on: July 21, 2006, 07:43:22 PM »
Quote from: "ranjana"
shukriya gauarv .........bahut aacha likha hai.......

ab toh kho gayi hai meri duay.n bhi hawa mein kahi
ab toh unka rehmo karam hum per kahi nahi

yeh kaisi fiza chhaa gayi hai dard ki sab taraf
ki aaj fir hum hi hum hai tum toh hum nahi

kai shikve hain kai shikayte thee meri jubaan per
dheere se jab kaha unhone ki ab woh mera sanam nahi

ab dard ki baat hum kehenge apne ashqo se
ki ab unke dil mein mere vajood ki keemat kuch nahi

jo kehna thaa aaj unhone hamko keh diya
ki ab kisi baat ka bhi unhe ranzo-gum nahi

kar diya hame katal apni hi kai masoom aadao.n se
ab aankh chura ke kehte hain woh ki kaatil toh hum nahi!!!!!!!!


Wah Ranju really Superb....

Ki jo Baat tumne aisi ki Zakhm the Seene par....
par hum Zakhmi khelaye the nahi......

Raat poochti thi humse tumhare aane ka WaQt.....
Par laakd duaon ke baad bhi Na jaane tum aaye kyu nahi......

Na dinn tha mere paas na Raaton ki hoti thi khabar.....
Jaise Bheegta tha main boondo me par Barsaat toh hoti thi nahi.....

Hai yeh Dard ya phir bas ek Raat ka Peher hai.....
Ki hum rote hai bahut par tab bhi unhe samajh kuch ata nahi......!!!!!!!
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #14 on: July 21, 2006, 08:23:19 PM »
Quote from: "ranjana"
Jaate jaate mang li usne sabhi nishaniyaan apni
Maut deni thee yun mujhe toh kishto mein toh  di hoti

Thee khabar kya ek din yeh bhi hoga
Hamne toh apni saanse tak unke naam thee kar di

Badal gaye who hawao,n ki rukh ki tarah
Kuch toh apne jaane ki khabar hamko di hoti

Mil jaati hame panaah unki bahaon mein agar
Toh yeh zindagi yun na mushkil hui hoti

Thaa who bebasi ka alam jab hum  juda hue
Kash us pal mein yeh dard ki dastaan na hui hoti

Maangana thaa toh maang lete hamse who hamari jaan bhi
Par yun apne beete palo ki nishaaniyaan toh na maangi hoti……….


bohot hii khubsurat likha hai ranz-na jiii!!!! Usual Smile
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 01:13:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer