BEKHUDI YOUN BADNAAM KERTI HAI

by srikant on November 05, 2006, 11:13:21 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1846 times)
srikant
Guest
“KABHI-KABHI BEKHUDI BHI
YOUN KAAM KARTI HAI
NAAM KO PAL BHAR ME
BADNAAM KARTI HAI
YOUN TOH NAHI AABAD HAI
SABR KI DUNIYA
BEKASHI KAMBHAKHAT BHI
KYA ANJAM KARTI HAI
BAHUT SE CHEHRE HAIN
JO AKSHAR YAD AATE HAIN
YADDAST FHIR BHI DHOKA KYOUN
SREAAM KERTI HAI
SAPNO KO PAKADNE KI
KOSIS MAIN”SRI”
HAATH AAYE PAL KO BHI JINDGI
TAMAM KARTI HAI
WAISE BAHTA HAI PURE AAVEG SE YE
DERIYA-E-GUM
KABHI FIR SUKHI AAKHEN BHI
ANOKHA KAAM KARTI HAIN
BHULNA AASAN NAHI
KWABON KO RUMANI
DERDE MOHHABAT BHI
AJAB HAYRAN KARTI HAI”
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindge jis ki tamana kerti ha by FArah in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
dill ko aabad kerti ha by waffa in Miscellaneous Shayri
meri jan youn na udass ho by faiiz_76 in Shayri-E-Dard
AB kYUN yOun,,,,.. by mast_zindagani in Shayri-E-Dard
Kia hoNgi phir mulaakhat bahut der tak youN hi by ParwaaZ in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: December 02, 2008, 04:32:51 PM »
Bohat Badhiya Srikant,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: December 02, 2008, 04:48:50 PM »
wah lil bro.. bahot purani post le ayye app baher... but agree with you... nice work Srikant ji!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: December 02, 2008, 04:53:12 PM »
wah lil bro.. bahot purani post le ayye app baher... but agree with you... nice work Srikant ji!!
Haan Sis,.
Bohat Achchi Nazm Likhi Hai Srikant Ne,.
Magar Kisi Ne Ispe KOi Comments Na Diya,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: December 02, 2008, 05:03:54 PM »
Jaanasheen.. her roj itani new posts hoti hai ki kabi kabhi bahoot achi post bhi miss ho jaati hai.. shayad is thread ke sath yahi hua hoga... magar khushi hai der se he sahi... response mila is thread ko!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: December 02, 2008, 05:13:08 PM »
Jaanasheen.. her roj itani new posts hoti hai ki kabi kabhi bahoot achi post bhi miss ho jaati hai.. shayad is thread ke sath yahi hua hoga... magar khushi hai der se he sahi... response mila is thread ko!!
Haan Sis,.

Bekhudi Yun Mujhe Badnaam Karti Hai,.
Mohabbat Ki Har Sazaa Mere Naam Karti Hai,.

Kaise Jee Raha Hoon Maaloom Nahi, Mujhe Bhi,.
Maut Bhi, Meri Zindagi Ko Salaam Karti Hai,.

Kehte The Log Mujhe, Ke "Azeem" Mohabbat Na Karna,.
Ye Mohabbat, Khushi Cheenkar, Rona Aam Karti Hai,.

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: December 02, 2008, 05:15:32 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah kaya baat hai lil bro... ek ek line bahoot achi likhi hai.. magar yah do line dil chu gai:

Kaise Jee Raha Hoon Maaloom Nahi, Mujhe Bhi,.
Maut Bhi, Meri Zindagi Ko Salaam Karti Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: December 02, 2008, 05:28:26 PM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah kaya baat hai lil bro... ek ek line bahoot achi likhi hai.. magar yah do line dil chu gai:

Kaise Jee Raha Hoon Maaloom Nahi, Mujhe Bhi,.
Maut Bhi, Meri Zindagi Ko Salaam Karti Hai,.

Shukriya Didi,.

Dil KO Samjhaata Raha Main, Kisi Se Yun Dil Na Lagaa,.
Khel Samajhte Hain Pyaar Karna Bhi Yahaan, Tu Is Khel Se Khudko Bachaa,.

Ghamand Tha Dil Ko Mere, Mujhse Hi Bhagaawat Kar Baitha,.
Aakhir "Zaalim Dil, Us Shaks Se Mohabbat Kar Baitha,.

Ab Toot Gaya Hai, To Tum Aansoon Na Bahaao "Doston,.
Aao Mere Saath, Tum Bhi Is Dil Ko Samjhaao "Doston,.

_______________________________-Jaanasheen-



Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: December 02, 2008, 05:39:01 PM »
bahoot khoob Lil bro

dunia se akar koi na sath nibhayega
dil jo toota tera, tu he khud ko manyega

ayege kuch log, tasalli ke shabdo main
sab ke apne sawarth, yah baad main tujhe pata chal jayega

dil hai yah tera, jeevan bhi tera hai
khud ko samjha samjha kar chal, warna phir se thokar khayega
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 07, 2008, 11:15:57 AM »
bahoot khoob Lil bro

dunia se akar koi na sath nibhayega
dil jo toota tera, tu he khud ko manyega

ayege kuch log, tasalli ke shabdo main
sab ke apne sawarth, yah baad main tujhe pata chal jayega

dil hai yah tera, jeevan bhi tera hai
khud ko samjha samjha kar chal, warna phir se thokar khayega

Nice One Didi,.

Sahi Kaha Tumne, Main Bhi Ab Duniya Ko Jaan Gaye,.
Muskuraate Hue Logon Ke, Dilon Ka Haal Main Pehchaan Gaya,.

Khushi Manaate Hain Ye, Kisi Ko Jab Dard Hota Hai,.
Haste Hain Ye, Jab Koi Apni Kismat Pe Rota Hai,.

Maine Bhi Is Duniya Mein "Pooja" Ab Rehna Seekh Liya,.
Dard Hazaaron Dil Mein Liye, Inhe Haste Hue Sehna Seekh Liya,.

Tu Bhi Dua Kar Mere Dost, Khuda Mujhe Hausla De,.
Jo Mile Hain, Ab Use Bhi Zakham Zyada De,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: December 07, 2008, 11:26:52 AM »
bahoot khoob Lil bro

dunia se akar koi na sath nibhayega
dil jo toota tera, tu he khud ko manyega

ayege kuch log, tasalli ke shabdo main
sab ke apne sawarth, yah baad main tujhe pata chal jayega

dil hai yah tera, jeevan bhi tera hai
khud ko samjha samjha kar chal, warna phir se thokar khayega

Haste Haste Dekha Hai, Duniye Kaise Rulaati Hai,.
Puraane Dard Taaza Karke, Kaise Ye Aazmaati Hai,.

Achcha Hua Tune Bhi Chehra Dekh Liya Duniya Ka "Pooja",.
Ye Duniya To Aage Kuch Dikhti Hai, Peeche Kuch Bataati Hai,.

Mera Is Jahaan Mein, Koi Hum Safar Nahi Doston,.
Ye Duniya To Bas, Upar Se Hi Mohabbat Jataati Hai,.

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:44:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer