Betiyan "Khwaish"

by khwaish on March 14, 2012, 12:20:53 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 21179 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Kudiyan Chidiyan Hundiyan Ne
Par Parr Nahi Honde Kudiyan De..
Saure Vi Honde Ne, Peke Vi Honde Ne
Par Ghar Nahi Honde Kudiyan De.......



Iss  Sher Ki gehrai Kabhi Naapi Nahi Jaa Sakti..Kuch Din pehle ki
Baat Thi..Main Meri Bitiyan ke School Fuction (Annual day) Celebrations Par gaya
tha, usme meri Bitiyan Ne Dance mein Hissa Liya Tha..Usse Door se Stage par Dance karte dekhkar
Pata Nahi Kyon,Meri Aankhein Bhar Aayi..Aur main Yeh Sochta Reh Gaya Ke Ek Din iss Beti Ko
Kisi Aur  Pariwaar ke Haathon Mein Thaam Kar Main Tanha Akela Sa Reh Jaaunga..yeh Feelings Ek Baap Ki Apni Beti Ke Liye
Hoti Hai..Aur yeh Kavita Har Uss Baap-Beti Ko Dedicate karna Chaata Hoon Kyonki
Vakaai Yeh Sach Hai Betiyan To Papa Ki pariyan Hoti Hai..!!!!!!


 Teri Awaaz Se
Mera Ghar-Aangan Mehak Jaata hai
Tujhe Seene Se Laga Loon,
To  Waqt Tehar Jaata Hai

Din Bhar Ki Thakaan,
Meri Pareshaaniyon Ki Dukaan...!!!!!!!
Tujhe Dekhte Hi Meri Zindagi Ka
Har Hissa Sawar Jaata Hai

Bitiyan Tujhe Kya Naam Doon..
"Meri Khushi".."Meri Hassi".."Meri Zindagi!!"
Tujhe Apne Haathon Me Uthau To,
Mujh jaisa Ek Pathar Bhi Nikhar jaata hai

Pata Nahi Kyon Iss Duniya Mein Betiyon Ko
Khud Se Juda Karna Padhta Hai...!!!
Sirf Iss Soch se Mera Dil,
Toot Kar Bikhar Jaata Hai...

Kaash Betiyan Bhi Beton
 Ki Tarah Saath-Saath Rehte...!!!!!!
Tujhse juda Hone Ki Soch se Hi,
Meri Aankhon Se Ashq ka Qatra Utar Jaata hai

"Khwaish" Betiyan To Woh Heere Ki Tarah Hai
 Jahan Par Bhi jaaye Apni chamak Bikherenge..!!
Apne Pariwaar ke Liye Sab Kuch Qurbaan Karne Wali "Beti"
Iss Duniya Mein Tera Alag Hi Mukaam Reh Jaata hai

I Love You My Daughter...."Sanjam"


               ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: March 14, 2012, 12:28:48 PM »
bahut hi pyaaree rachnaa jiskaa jwaab naheen
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: March 14, 2012, 12:51:07 PM »
Bahut Bahut khoob likha hai khwaish ji
it's a very sentimental issue u have raised which is essential for the society..
Friuts of this tree, gets multiplied in long term and spread the happiness in the family..
Betiyan jaati hai to betiyaan aati bhi hai na..
ek baap se doosre baap ke ghar..nahi to bhala unhe hum kyo bhejenge..
Good Bless u SANJAM
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 14, 2012, 01:26:07 PM »
bahut hi pyaaree rachnaa jiskaa jwaab naheen


Thankyou Sooooooooooooooooo Much Saheb!!!!

Apna Saath huemsha Yuhi banaye Rakhiyega icon_flower icon_flower
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #4 on: March 14, 2012, 01:32:28 PM »
Kudiyan Chidiyan Hundiyan Ne
Par Parr Nahi Honde Kudiyan De..
Saure Vi Honde Ne, Peke Vi Honde Ne
Par Ghar Nahi Honde Kudiyan De.......



Iss  Sher Ki gehrai Kabhi Naapi Nahi Jaa Sakti..Kuch Din pehle ki
Baat Thi..Main Meri Bitiyan ke School Fuction (Annual day) Celebrations Par gaya
tha, usme meri Bitiyan Ne Dance mein Hissa Liya Tha..Usse Door se Stage par Dance karte dekhkar
Pata Nahi Kyon,Meri Aankhein Bhar Aayi..Aur main Yeh Sochta Reh Gaya Ke Ek Din iss Beti Ko
Kisi Aur  Pariwaar ke Haathon Mein Thaam Kar Main Tanha Akela Sa Reh Jaaunga..yeh Feelings Ek Baap Ki Apni Beti Ke Liye
Hoti Hai..Aur yeh Kavita Har Uss Baap-Beti Ko Dedicate karna Chaata Hoon Kyonki
Vakaai Yeh Sach Hai Betiyan To Papa Ki pariyan Hoti Hai..!!!!!!


 Teri Awaaz Se
Mera Ghar-Aangan Mehak Jaata hai
Tujhe Seene Se Laga Loon,
To  Waqt Tehar Sa Jaata Hai

Din Bhar Ki Thakaan,
Meri Pareshaaniyon Ki Dukaan...!!!!!!!
Tujhe Dekhte Hi Meri Zindagi Ka
Har Hissa Sawar Jaata Hai

Bitiyan Tujhe Kya Naam Doon..
"Meri Khushi".."Meri Hassi".."Meri Zindagi!!"
Tujhe Apne Haathon Me Uthau To,
Mere jaisa Ek Pathar Bhi Nikhar jaata hai

Pata Nahi Kyon Iss Duniya Mein Betiyon Ko
Khud Se Juda Karna Padhta Hai...!!!
Sirf Iss Soch se Mera Dil,
Toot Kar Bikhar Jaata Hai...

Kaash Betiyan Bhi Beton
 Ki Tarah Saath-Saath Rehte...!!!!!!
Tujhse juda Hone Ki Soch se Hi,
Meri Aankhon Se Ashq ka Qatra Utar Jaata hai

"Khwaish" Betiyan To Woh Heere Ki Tarah Hai
 Jahan Par Bhi jaaye Apni chamak Bikherenge..!!
Apne Pariwaar ke Liye Sab Kuch Khurbaan Karne Wali "Beti"
Iss Duniya Mein Tera Alag Hi Mukaam Reh Jaata hai

I Love You My Daughter...."Sanjam"


               ~~~~~Khwaish~~~~~


Lajawaab peshkash Khwaish ji.. Bahoot Bahoot behtareen aur bahoot hi Umda Likha hai .. Bahoot Bahoot Khoob !!!

Mujhe Bhi beityan bahoot Pyaari lagti hai.. MUjhe Bhi beti Hi Chaiye ...Usual Smile 

Once Again beautiful Creation Khwaish ji !!!
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #5 on: March 14, 2012, 01:43:10 PM »
Waah Khwaish Jee, Behad Khoob, Lajawab.
 Applause Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #6 on: March 14, 2012, 03:32:04 PM »
Bahut khoob,Khwaish ji.Bahut pyaare jazbat ki akkaasi ki hai.Waqai betiaan kitni mohini hoti hain aur unke chhootne ka khayaal kitna takleefdeh hota hai.Lekin yeh to nizaam e qudrat hai.Yahi betiyaan jub dusre ghar ko apni seerat se haseen banati hain to inke chhootne ka gham fakhr ke ehsaas mein badal jaata hai aur hum Khuda ke qanoon pe shukr bajaa laate hain.Khuda aapki beti ko bhi aapke liye qaabil e fakhr banaaye.Aamin.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #7 on: March 14, 2012, 03:42:17 PM »
pehli baat to khwaishji kehna chahti hoon ki aap ki bitiya bahut taqdeerwali hai,ishwar buri nazar se bachye sanjam ko,ki aap jaise pita usko mile.sabhi itna sochen to fir inhen kabhi juda karna hi na pade.bahut sunder tareeqe se motiyon ko piroya hai.mala ekdam sachhe motiyon ki hai.
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
sarfira
Guest
«Reply #8 on: March 14, 2012, 07:51:54 PM »
meri shadee nhi hui par mai apni bhateeji ko apni beti manta hoon--
aur aapne jaisa kaha nilkul wahi sochta aur feel bhi krta hoon--
shayd agle kuch saalon me uski shadee ho jaegi--
lekin usse duur hone ka soch hi bht rula jata hai--

aapki kavita ne to bas dil ki bat keh di--
ekdum sachi baat aur sache ehsaas kahe hain aapne Khwaish ji--

daad dene ko shabd hi nhi hain

khus rahie
muskurate rahie
Logged
dolly
Guest
«Reply #9 on: March 15, 2012, 02:14:06 AM »
bahu hi khubsoorat...khwaish ji...v true fact...lines in punjabi also gud one...God bless ur daughter...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: March 15, 2012, 05:59:29 AM »
Bahut Bahut khoob likha hai khwaish ji
it's a very sentimental issue u have raised which is essential for the society..
Friuts of this tree, gets multiplied in long term and spread the happiness in the family..
Betiyan jaati hai to betiyaan aati bhi hai na..
ek baap se doosre baap ke ghar..nahi to bhala unhe hum kyo bhejenge..
Good Bless u SANJAM


Thanks A Million For Your Soooooooooooo Sweet Comments Mukeshji... icon_flower icon_flower icon_flower

Aapki Har Baat Sirf Sach Hai...Par Iss Mann Ka Kya Kiya Jaaye..
Logged
khujli
Guest
«Reply #11 on: March 15, 2012, 06:07:36 AM »
Kudiyan Chidiyan Hundiyan Ne
Par Parr Nahi Honde Kudiyan De..
Saure Vi Honde Ne, Peke Vi Honde Ne
Par Ghar Nahi Honde Kudiyan De.......



Iss  Sher Ki gehrai Kabhi Naapi Nahi Jaa Sakti..Kuch Din pehle ki
Baat Thi..Main Meri Bitiyan ke School Fuction (Annual day) Celebrations Par gaya
tha, usme meri Bitiyan Ne Dance mein Hissa Liya Tha..Usse Door se Stage par Dance karte dekhkar
Pata Nahi Kyon,Meri Aankhein Bhar Aayi..Aur main Yeh Sochta Reh Gaya Ke Ek Din iss Beti Ko
Kisi Aur  Pariwaar ke Haathon Mein Thaam Kar Main Tanha Akela Sa Reh Jaaunga..yeh Feelings Ek Baap Ki Apni Beti Ke Liye
Hoti Hai..Aur yeh Kavita Har Uss Baap-Beti Ko Dedicate karna Chaata Hoon Kyonki
Vakaai Yeh Sach Hai Betiyan To Papa Ki pariyan Hoti Hai..!!!!!!


 Teri Awaaz Se
Mera Ghar-Aangan Mehak Jaata hai
Tujhe Seene Se Laga Loon,
To  Waqt Tehar Sa Jaata Hai

Din Bhar Ki Thakaan,
Meri Pareshaaniyon Ki Dukaan...!!!!!!!
Tujhe Dekhte Hi Meri Zindagi Ka
Har Hissa Sawar Jaata Hai

Bitiyan Tujhe Kya Naam Doon..
"Meri Khushi".."Meri Hassi".."Meri Zindagi!!"
Tujhe Apne Haathon Me Uthau To,
Mujh jaisa Ek Pathar Bhi Nikhar jaata hai

Pata Nahi Kyon Iss Duniya Mein Betiyon Ko
Khud Se Juda Karna Padhta Hai...!!!
Sirf Iss Soch se Mera Dil,
Toot Kar Bikhar Jaata Hai...

Kaash Betiyan Bhi Beton
 Ki Tarah Saath-Saath Rehte...!!!!!!
Tujhse juda Hone Ki Soch se Hi,
Meri Aankhon Se Ashq ka Qatra Utar Jaata hai

"Khwaish" Betiyan To Woh Heere Ki Tarah Hai
 Jahan Par Bhi jaaye Apni chamak Bikherenge..!!
Apne Pariwaar ke Liye Sab Kuch Khurbaan Karne Wali "Beti"
Iss Duniya Mein Tera Alag Hi Mukaam Reh Jaata hai

I Love You My Daughter...."Sanjam" Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP


               ~~~~~Khwaish~~~~~

 tearyeyed tearyeyed tearyeyed Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #12 on: March 15, 2012, 06:12:52 AM »
khwaish ji aapki is peshash ka katra -katra mein mehsus kar rah hoon mere pass bhi ek beti hai is liye apki feelings ko feel karte hain hum.is jamaane me beti hona kismat ki baat hai.thanks for haring this with us Applause Applause Applause


god bless SANJAM
Logged
SkykiTears
Guest
«Reply #13 on: March 15, 2012, 06:30:03 AM »
Kudiyan Chidiyan Hundiyan Ne
Par Parr Nahi Honde Kudiyan De..
Saure Vi Honde Ne, Peke Vi Honde Ne
Par Ghar Nahi Honde Kudiyan De.......



Iss  Sher Ki gehrai Kabhi Naapi Nahi Jaa Sakti..Kuch Din pehle ki
Baat Thi..Main Meri Bitiyan ke School Fuction (Annual day) Celebrations Par gaya
tha, usme meri Bitiyan Ne Dance mein Hissa Liya Tha..Usse Door se Stage par Dance karte dekhkar
Pata Nahi Kyon,Meri Aankhein Bhar Aayi..Aur main Yeh Sochta Reh Gaya Ke Ek Din iss Beti Ko
Kisi Aur  Pariwaar ke Haathon Mein Thaam Kar Main Tanha Akela Sa Reh Jaaunga..yeh Feelings Ek Baap Ki Apni Beti Ke Liye
Hoti Hai..Aur yeh Kavita Har Uss Baap-Beti Ko Dedicate karna Chaata Hoon Kyonki
Vakaai Yeh Sach Hai Betiyan To Papa Ki pariyan Hoti Hai..!!!!!!


 Teri Awaaz Se
Mera Ghar-Aangan Mehak Jaata hai
Tujhe Seene Se Laga Loon,
To  Waqt Tehar Sa Jaata Hai

Din Bhar Ki Thakaan,
Meri Pareshaaniyon Ki Dukaan...!!!!!!!
Tujhe Dekhte Hi Meri Zindagi Ka
Har Hissa Sawar Jaata Hai

Bitiyan Tujhe Kya Naam Doon..
"Meri Khushi".."Meri Hassi".."Meri Zindagi!!"
Tujhe Apne Haathon Me Uthau To,
Mujh jaisa Ek Pathar Bhi Nikhar jaata hai

Pata Nahi Kyon Iss Duniya Mein Betiyon Ko
Khud Se Juda Karna Padhta Hai...!!!
Sirf Iss Soch se Mera Dil,
Toot Kar Bikhar Jaata Hai...

Kaash Betiyan Bhi Beton
 Ki Tarah Saath-Saath Rehte...!!!!!!
Tujhse juda Hone Ki Soch se Hi,
Meri Aankhon Se Ashq ka Qatra Utar Jaata hai

"Khwaish" Betiyan To Woh Heere Ki Tarah Hai
 Jahan Par Bhi jaaye Apni chamak Bikherenge..!!
Apne Pariwaar ke Liye Sab Kuch Khurbaan Karne Wali "Beti"
Iss Duniya Mein Tera Alag Hi Mukaam Reh Jaata hai

I Love You My Daughter...."Sanjam"


               ~~~~~Khwaish~~~~~

Sach pe Khwaish Ji Aap ne bht hi badya likha hai..Yeh Wahi baap Likh Sakte Hai Joe Apni Betiyon Koe Khud Se Bhi Zayada Muhabbat karta Hoe.. Aur Is Duniya May Aeise Baap bht Kam Betiyon koe Milti Hai..Allah Aap Ki beti Ki Naseeb Pe Khushiyan hi Khushiyan De Ameen... Aur Allah Aap Jeise Baap Is Duniya Pe Har Betiyon koe De Ameen.. You Are Really Lucky Sanjam K Tumhe Itna Pyaar Dete Wala Pita Mila Hai.. Usual Smile
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #14 on: March 15, 2012, 07:49:53 AM »
BAHU BAHUT HI PYARI AUR SUNDAR PESKASH HAI AAPKI KHWAISH JI PAD KE ANKHEIN BHI NAM HO GAI. AP KI HITARAH MERI BHI EK CHOTI SI BITYA HAI ISE PAD KE MUJHE BHI USKA CHERA SAMNE AAGYA. BAHUT ACHE BHAWON KI BYANGI KI HAI AAPNE. BHAGWAN APKO AUR APKI BITYA KO SADA KHUS AUR SALAMAT RAKHE. EK BAAR PHIR SE BAHUT BAHUT MUBARAK BAAD AAPKI IS RACHNA KE LIYE.  Clapping Smiley tearyeyed Clapping Smiley tearyeyed Clapping Smiley tearyeyed Clapping Smiley tearyeyed Clapping Smiley notworthy notworthy notworthy
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:01:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer