bewafa dost

by mehul jain on January 07, 2006, 11:45:17 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 11213 times)
mehul jain
Guest
dosto hazir hu nayi kavita se dost ki bewafai bardash na hone par ye kavita likhi hai maine
kash wo dosti kabhi ki na hoti
toh aaj bhi dosti mere liye sab kuch hoti
wo dosti jo kuch alag hi thi
aisi dosti jo sari duniya jante the
aaj na rahi wo hi dosti

mujhe fakar tha jis dost par
woh hi dost aaj mujhe bhool gaya
bhool gaya wo humara dostana
bhool gaya  wo shararte
jo hum socha aur kiya karte the
bhool gaya wo hasi -mazak

har baar jo saath rehta tha
aaj ek pal saath nahi rehta
kya jawaab du is duniya ko
jo aise sawaal puchte hai
jinke koi jawaab hi nahi
kya kahu un thikano se
jaha hum mila aur baitha karte the
kaha jao bin tere dost
log ab pehchan bhi nahi pate hai

berang tha main pehle bhi
kyu dosti ka rang ek pal ke liye bhara
bejaan tha main pehle bhi
kyu kuch pal ki zindagi mujhe de gaya..........
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #1 on: August 15, 2012, 07:25:04 PM »
GD
dosto hazir hu nayi kavita se dost ki bewafai bardash na hone par ye kavita likhi hai maine
kash wo dosti kabhi ki na hoti
toh aaj bhi dosti mere liye sab kuch hoti
wo dosti jo kuch alag hi thi
aisi dosti jo sari duniya jante the
aaj na rahi wo hi dosti

mujhe fakar tha jis dost par
woh hi dost aaj mujhe bhool gaya
bhool gaya wo humara dostana
bhool gaya  wo shararte
jo hum socha aur kiya karte the
bhool gaya wo hasi -mazak

har baar jo saath rehta tha
aaj ek pal saath nahi rehta
kya jawaab du is duniya ko
jo aise sawaal puchte hai
jinke koi jawaab hi nahi
kya kahu un thikano se
jaha hum mila aur baitha karte the
kaha jao bin tere dost
log ab pehchan bhi nahi pate hai

berang tha main pehle bhi
kyu dosti ka rang ek pal ke liye bhara
bejaan tha main pehle bhi
kyu kuch pal ki zindagi mujhe de gaya..........
Logged
laaiba
Guest
«Reply #2 on: August 16, 2012, 10:07:11 AM »
bohat khoob....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: August 16, 2012, 06:54:47 PM »
Bohat Khoob Gehra Ehsaas,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:10:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer