anu_love91
Guest
|
«Reply #45 on: December 29, 2006, 11:14:22 AM » |
|
Tumne daman bhi jhatka toh bazaar ke beech Dhundhe se fir gull na mila guljaar ke beech Hum toh ungliyoo ke aahat hone se hi darr gaye Par yahan toh damann taar-taar hua khaar ke beech!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #46 on: December 29, 2006, 03:09:47 PM » |
|
Na raha mera saaki,Sharab kis se lu Na raha chaman baaki,Gulaab kis se lu Jab khuda ho ker tujhe hi reham na aaya Toh apne julm ka hisaab kis se lu....!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #47 on: December 29, 2006, 03:14:58 PM » |
|
Husn Ishq ko ruswa kare Chahat ka yeh toh koi dastoor nahi Mere har sajde parwaan hi chad jaye Dil ke hathoon itne bhi majboor nahi...!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #48 on: December 29, 2006, 03:41:09 PM » |
|
Har najar ko najare mile jarruri toh nahi Har girte ko sahare mile jarruri toh nahi Raste khud mein kabhi manjil bhi hua karte hain Har veerane ko baharein mile jarruri toh nahi...!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #49 on: December 29, 2006, 03:45:36 PM » |
|
Jaam piye aur sambhle bhi,Yeh jarruri toh nahi Dur rahein aur badle bhi, Yeh jarruri toh nahi Hum toh apne jameer ko jinda rakhte hain Nazro mein dusro ko rahein ujle bhi,Yeh jarruri toh nahi.....!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #50 on: December 29, 2006, 03:49:09 PM » |
|
Gar girna hi pade toh girne ka ek andaaj toh rakh Bhed ke har shor mein chilata hai Ek awaaz toh rakh Kyu jhanjhanata firta hai dil ke taro ko gana chahta hai Nagma-E-Mohabat,Toh ek saaj toh rakh!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #51 on: December 29, 2006, 03:56:52 PM » |
|
Na sahi be-sumaar Daulat,Teri rehmat ka kajana toh hai Na chade ishq parwaan mera,teri justju ka bahana toh hai Log dhundhte firte hai usko dar-bdarr,kahi aur Mile na mile dard-d-dil mein thikana toh hai....!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #52 on: December 29, 2006, 04:05:12 PM » |
|
Peete rahe khub par pilane ka andaaz na aaya Jite rahe khud par jeene ka andaaz na aaya Zamaane ke diye zakhmo ko dil mein dafn kar Rote rahe khub par rulane ka andaaz na aaya..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #53 on: December 29, 2006, 04:39:49 PM » |
|
Acha hua jo tune sare hi bharam tod diye Mere jeete jiye Gairo se rishte jod liye Badi shidatt se safar toh taiy kar hi jaunga Shukr gujaar hoon ki saare hi rukh mod diye!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #54 on: December 29, 2006, 04:54:35 PM » |
|
Khoon dekar Gulistaan ko humne aabaad kiya Mandir-masjid ke naam se tumne hamesha fasaad kiya Kis-kisko ja ker sunaye yeh kahaniyaa Hum ko gairon ne nahi apno ne hi barbaad kiya....!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #55 on: December 29, 2006, 04:58:35 PM » |
|
Koi ek toh mile jo gulshan ko nikhare Mulk ki bigadti huyi kismat ko sawanre Bakshi thi jahan bhar ki roshni jisne Fir se us shama ke daman ko sawanre...!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #56 on: December 29, 2006, 05:04:19 PM » |
|
Bhatke huye rahi ko manjil ka nasha de Husn gar de toh uska na guma de Umr bhar na de bhale chahat kisi ki Gar de toh fir usko kehne ki juba de....!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #57 on: December 29, 2006, 05:09:46 PM » |
|
Ghav mere aaj tak nasoor rahe Aham se apne,tum bhi majboor rahe Socha tha hadso se kuch toh samjhoge Par tum toh sirf husn se magrur rahe....!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #58 on: December 29, 2006, 05:16:08 PM » |
|
Tut jaata hai dil teri bato ko sunkar , Gir padte hai ansu tere khayalo ko sochkar, Tu samne na aana mere kabhi nikal jaygi jaan teri bewafai dekh kar!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anu_love91
Guest
|
|
«Reply #59 on: December 30, 2006, 09:46:56 AM » |
|
Main bankar aansu teri aankh mein chalakna chahta hoon Main bankar jajba tere dil mein machalna chahta hoon Chahta hoon teri chahat ko is tarah chahu,Khud na rahu bas teri Khudi mein shalna chahta hoon!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|