Bhooli Bisri Dastaan "Khwaish"

by khwaish on December 27, 2011, 11:48:53 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 3897 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Zindagi Ke Kuch daur Se Hum Yuh Guzarte Hai
kanton Pe Chalna Asan Hai Hum Phulo Se Darte hai

Ab Inn lafzon Ki Gehraiyon Par Naa Jaao...!!!!!
Tanha Rehne Wale Aksar Gehraiyo Ki baat karte Hai

Taqdeer Mein Apne pathar Bhi Hai Aur Phool Bhi!!!!
safar Taye tabhi hota Hai jab Insaan Sirf Chalte Hai

Raat Bhar Gunjthe Hai Kuch Sannatein Iss kadar!!!
Mehsus Hota Hai Yeh sanatein Bhi meri Hi baat karte Hai

Haare, Thake Hue Musafiro Ki Awaaz Kaun Sunta Hai!!!
Jo Rukhna Naa jaane woh aage ki ore badhte hai

Duniya mein Har Cheez mehangi Hai yeh Jaana Humne
Ek Insaani Rishte Hi Hai Jo Aaj Bhi bahut Saste Hai

Jo Paas Hai Uski Kadar karna Ab seekh bhi Le Eh Bande!!!!
yahan Aise Bhi Log hai Jo Apni Majboriyon Se Hurdum Ladte Hai

"Khwaish" Bhooli Bisri Dastaan Ko Yaad Kar Kya Haasil!!!
Beete Hue Waqt Ko yaad kar Hum Kyon  Iss Kadar Marte Hai
 

                      `````Khwaish`````
Logged
mkv
Guest
«Reply #1 on: December 27, 2011, 12:01:17 PM »
Zindagi Ke Kuch daur Se Hum Yuh Guzarte Hai
kanton Pe Chalna Asan Hai Hum Phulo Se Darte hai  Applause Applause

Ab Inn lafzon Ki Gehraiyon Par Naa Jaao...!!!!!
Tanha Rehne Wale Aksar Gehraiyo Ki baat karte Hai  Applause Applause Applause Applause

Taqdeer Mein Apne pathar Bhi Hai Aur Phool Bhi!!!!
safar Taye tabhi hota Hai jab Insaan Sirf Chalte Hai  Applause Applause

Raat Bhar Gunjthe Hai Kuch Sannatein Iss kadar!!!
Mehsus Hota Hai Yeh sanatein Bhi meri Hi baat karte Hai  Applause Applause

Haare, Thake Hue Musafiro Ki Awaaz Kaun Sunta Hai!!!
Jo Rukhna Naa jaane woh aage ki ore badhte hai  Applause Applause

Duniya mein Har Cheez mehangi Hai yeh Jaana Humne
Ek Insaani Rishte Hi Hai Jo Aaj Bhi bahut Saste Hai  Applause Applause

Jo Paas Hai Uski Kadar karna Ab seekh bhi Le Eh Bande!!!!
yahan Aise Bhi Log hai Jo Apni Majboriyon Se Hurdum Ladte Hai  Applause Applause

"Khwaish" Bhooli Bisri Dastaan Ko Yaad Kar Kya Haasil!!!
Beete Hue Waqt Ko yaad kar Hum Kyon  Iss Kadar Marte Hai  Applause Applause Applause
 

                      `````Khwaish`````

bAHUT KHOOB KHWAISH JI
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #2 on: December 27, 2011, 12:31:54 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause khwaish bro behtreen aur nayab peshkash hai aapki.....hazaron, hazar daad  Thumbs UP
Logged
sarfira
Guest
«Reply #3 on: December 27, 2011, 02:39:40 PM »
lajawaab
Logged
Jasleen13kaur
Guest
«Reply #4 on: December 27, 2011, 04:37:58 PM »
bhut khoob

 Applause Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: December 27, 2011, 05:41:05 PM »
Khawahish Jee Aadaab!


Waah janab kia kahne aapke .. bahut khoob janab behad
achche khayaalaat kaheN hai aapne.. Usual Smile

Har sher dili daad O mubarakbad ke kabil hai janab..
bahut khoob bahut umdaa daad daad daad Usual Smile

Is umdaa aur dilfareb kalaam par hazaaroN daad janab
likhate rahiye.. aate rahiye..

Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile   



Zindagi Ke Kuch daur Se Hum Yuh Guzarte Hai
kanton Pe Chalna Asan Hai Hum Phulo Se Darte hai

Ab Inn lafzon Ki Gehraiyon Par Naa Jaao...!!!!!
Tanha Rehne Wale Aksar Gehraiyo Ki baat karte Hai

Taqdeer Mein Apne pathar Bhi Hai Aur Phool Bhi!!!!
safar Taye tabhi hota Hai jab Insaan Sirf Chalte Hai

Raat Bhar Gunjthe Hai Kuch Sannatein Iss kadar!!!
Mehsus Hota Hai Yeh sanatein Bhi meri Hi baat karte Hai

Haare, Thake Hue Musafiro Ki Awaaz Kaun Sunta Hai!!!
Jo Rukhna Naa jaane woh aage ki ore badhte hai

Duniya mein Har Cheez mehangi Hai yeh Jaana Humne
Ek Insaani Rishte Hi Hai Jo Aaj Bhi bahut Saste Hai

Jo Paas Hai Uski Kadar karna Ab seekh bhi Le Eh Bande!!!!
yahan Aise Bhi Log hai Jo Apni Majboriyon Se Hurdum Ladte Hai

"Khwaish" Bhooli Bisri Dastaan Ko Yaad Kar Kya Haasil!!!
Beete Hue Waqt Ko yaad kar Hum Kyon  Iss Kadar Marte Hai
 

                      `````Khwaish`````

Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #6 on: December 28, 2011, 04:43:15 AM »
bahut khoob kahaa khwaish ji
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #7 on: December 28, 2011, 08:36:56 AM »
bahut khoob,Khwaish ji.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: December 28, 2011, 12:09:43 PM »
bAHUT KHOOB KHWAISH JI

Mkv Ji Aapka bahut bahut Shukriya icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 28, 2011, 01:11:33 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause khwaish bro behtreen aur nayab peshkash hai aapki.....hazaron, hazar daad  Thumbs UP

Sanjeev Bro Aapne Padha Matlab Likhna Safal hua

Aapka Bahut bahut Shukriya icon_flower
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: December 28, 2011, 01:35:55 PM »
Apki iss kalam se dobara mujhe apki kahi woh line yaad agayi: "Agey barrne ka naam hi zindagi hai"..Bahaut bahaut khoob mere dost..
Bahaut sachaiyon se bhara hai apne iss kalam ko..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: December 29, 2011, 06:37:47 AM »
lajawaab


Aapka Bahut bahut shukriya S.f ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: January 05, 2012, 09:00:05 AM »
bhut khoob

 Applause Applause Applause

Tuada bahut bahut Shukarguzaar Haan Jasleen Ji

Inj Hi Saath Nibhaande Reha Karo  icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:04:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer