Bhuul gaye hain.................

by Aarzuu on June 21, 2005, 08:13:30 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1599 times)
Aarzuu
Guest
Mudke jo fir se dekha, ek baar zindagi ko,
mehsoos yeh hua....kahin kuch bhool gaye hain....

Teri baatein, teri aankhein, tera chehra, tere lab......
Bas yehi yaad hai.........aur sab bhool gaye hain.....

Mohabbat hai khuda, kehte hain...kehne ko sabhi log,
per hum toh is mohabbat mein rab bhool gaye hain....

zamaane ke sitam yaad na apni hi wafa yaad,
hum toh apne aap ko hi ab bhool gaye hain.....

kis naam se pukaarein, awaaz dein toh kaise,
tera naam likhke hum toh kahiin bhool gaye hain.....

gar ho sake toh tum bhi yeh Aarzuu bhula do,
teri aarzuu mein hum toh jahaan bhool gaye hain.....

Aapki..................Aarzuu.............
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
hum bhool gaye hain by romeo_must_die in Shayri-E-Dard
~~~badal gaye hain~~~ by tanha dil tanha safar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Kahan kho gaye hain hum.......!!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
!!__-Kia Hu Gaye Hain hum -__!! by khamosh.larka in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aa gaye hain sanam: dard key din gaye! by abdbundeli in Ghazals « 1 2  All »
khushiiiii
Guest
«Reply #1 on: June 22, 2005, 04:44:50 AM »
Quote from: "Aarzuu"
Mudke jo fir se dekha, ek baar zindagi ko,
mehsoos yeh hua....kahin kuch bhool gaye hain....

Teri baatein, teri aankhein, tera chehra, tere lab......
Bas yehi yaad hai.........aur sab bhool gaye hain.....

Mohabbat hai khuda, kehte hain...kehne ko sabhi log,
per hum toh is mohabbat mein rab bhool gaye hain....

zamaane ke sitam yaad na apni hi wafa yaad,
hum toh apne aap ko hi ab bhool gaye hain.....

kis naam se pukaarein, awaaz dein toh kaise,
tera naam likhke hum toh kahiin bhool gaye hain.....

gar ho sake toh tum bhi yeh Aarzuu bhula do,
teri aarzuu mein hum toh jahaan bhool gaye hain.....

Aapki..................Aarzuu.............

veryyyyyy nice .....................aarzuu.............
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #2 on: June 22, 2005, 04:48:11 AM »
WOW aarzuu........good job.......and these lines just  simply GR8 "Mohabbat hai khuda, kehte hain...kehne ko sabhi log, per hum toh is mohabbat mein rab bhool gaye hain.... "
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #3 on: June 22, 2005, 05:29:10 AM »
Thx Khushii and Saba..................................

kisi shaayar ne kaha hai na....
Dil ke chaalon ko koii shayri kahe toh koii baat nahi....
taqleef toh tab hoti hai jab koii Wah Wah kehta hai................
Logged
Meena
Guest
«Reply #4 on: June 22, 2005, 09:38:58 AM »
wowwwwwwwwwww arzoo sis bohot hi acha likha apne!!!!!

 :D
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #5 on: June 22, 2005, 10:33:00 AM »
Quote from: "Aarzuu"
Mudke jo fir se dekha, ek baar zindagi ko,
mehsoos yeh hua....kahin kuch bhool gaye hain....

Teri baatein, teri aankhein, tera chehra, tere lab......
Bas yehi yaad hai.........aur sab bhool gaye hain.....

Mohabbat hai khuda, kehte hain...kehne ko sabhi log,
per hum toh is mohabbat mein rab bhool gaye hain....

zamaane ke sitam yaad na apni hi wafa yaad,
hum toh apne aap ko hi ab bhool gaye hain.....

kis naam se pukaarein, awaaz dein toh kaise,
tera naam likhke hum toh kahiin bhool gaye hain.....

gar ho sake toh tum bhi yeh Aarzuu bhula do,
teri aarzuu mein hum toh jahaan bhool gaye hain.....

Aapki..................Aarzuu.............

wah wah  aarzuu   kya jabardast likhi  ho............  bahot dino  baad  tumhari  itni  acchi poem  padhne ko  mili...........  tongue3
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #6 on: June 23, 2005, 06:00:46 AM »
Thanks Meena....aap se chit chat per pehchaan na ho saki lekin yahaan aapne humein saraha.....Tah-e-dil se shukriya................

Waheed sahab......Bahut bahut shukriya....ki aapne hum per bhi kuch dhyaan diya.....warna aap toh humein poochte hi nahi...lolzzzz....kiddin..............
Logged
amrita
Guest
«Reply #7 on: June 23, 2005, 06:12:38 AM »
Quote from: "Aarzuu"
Mudke jo fir se dekha, ek baar zindagi ko,
mehsoos yeh hua....kahin kuch bhool gaye hain....

Teri baatein, teri aankhein, tera chehra, tere lab......
Bas yehi yaad hai.........aur sab bhool gaye hain.....

Mohabbat hai khuda, kehte hain...kehne ko sabhi log,
per hum toh is mohabbat mein rab bhool gaye hain....

zamaane ke sitam yaad na apni hi wafa yaad,
hum toh apne aap ko hi ab bhool gaye hain.....

kis naam se pukaarein, awaaz dein toh kaise,
tera naam likhke hum toh kahiin bhool gaye hain.....

gar ho sake toh tum bhi yeh Aarzuu bhula do,
teri aarzuu mein hum toh jahaan bhool gaye hain.....

Aapki..................Aarzuu.............

jiyoooooooooo ...........bahut acha likha hai..!!
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #8 on: June 23, 2005, 10:59:49 AM »
Quote from: "Aarzuu"
Mudke jo fir se dekha, ek baar zindagi ko,
mehsoos yeh hua....kahin kuch bhool gaye hain....

Teri baatein, teri aankhein, tera chehra, tere lab......
Bas yehi yaad hai.........aur sab bhool gaye hain.....

Mohabbat hai khuda, kehte hain...kehne ko sabhi log,
per hum toh is mohabbat mein rab bhool gaye hain....

zamaane ke sitam yaad na apni hi wafa yaad,
hum toh apne aap ko hi ab bhool gaye hain.....

kis naam se pukaarein, awaaz dein toh kaise,
tera naam likhke hum toh kahiin bhool gaye hain.....

gar ho sake toh tum bhi yeh Aarzuu bhula do,
teri aarzuu mein hum toh jahaan bhool gaye hain.....

Aapki..................Aarzuu.............

nice n gr8 one aarzuu...

hum to aapne aap ko bhool gaye hain...
jinke yaadon me kho kar khud bhool gaye hain...
nahin seh jata aap iss dard ko doston...
lagta hai ab hum iss jahan ko he bhool gaye hain....
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #9 on: June 26, 2005, 03:24:19 AM »
Bhaut Bhaut Shukriya.....Amrita and Salma ji.............
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #10 on: June 26, 2005, 07:51:22 PM »

Yeh Na Samjh Bichri Ho Tu Bhool Gya Hoon Tujhay
Tere Pyaar Ki Khushbhu Haathon Mein Aaj Bhi hai

Mohabbat S badh kr Mujhay Aqeedat Hai Aarzuu Tum S
Yun Muqaam Tera Buland Sab Pyaroon Mein Aaj Bhi hai

Tu Woh Hai Jo Barsoon Ki Talash ka Samar hai
Tumhein Sochna Meri Yadoon Mein Aaj Bhi hai

Yeh Aur Baat Teri Mjboorion Ney Nibhane na di Dosti
Werna Shamil Schai Meri Wafaon Mein Aaj Bhi Hai

Mera Har Sheir Meri Chahton Ki Gwahi De Ga
Chahton Ki khushbo In Lafzoon Mein aaj Bhi Hai

Har Lamha Zindgi mein Mohabatin Naseeb Hoon Tujhe
Shamil Tu Meri Duaon mein Meri Aarzuu Aaj Bhi hai

Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #11 on: June 27, 2005, 06:47:29 PM »
Quote from: "fakharenaveed"

bahut khoobsurat likha hai aapne.....wah kahein ki Aah kahein...........
Shukriya..............
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #12 on: July 02, 2005, 02:00:27 PM »

Jo Bhi Kahoo Aarzuu Dil Mein Chupa K Na Kahoo
Jahan Bhi Rahoo Khushain Yun Dab K na Rahoo
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #13 on: July 02, 2005, 07:09:20 PM »
Tu Ney Bewjha Jheel Mein Kenkar Gira Diya
Pani Ney Tere Aks Ko Jhoola Jhla Diya
Chaha Na tha Aap Hoon Ruswa Yahan
Ashkon Ney Mere Haal s Parda Utha Diya
Jaga Hai Jab Bhi Dard e Judai Kabhi Kabhi
Bete Dinon Ki Thapkian De Kr Sula Diya
Tanhaion Mein Naveed Ka Shughal reh Gya
Teri Tasweer Bnai Aur Mita usay Mita Diya
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #14 on: July 02, 2005, 07:11:49 PM »
Quote from: "Aarzuu"
Mudke jo fir se dekha, ek baar zindagi ko,
mehsoos yeh hua....kahin kuch bhool gaye hain....

Teri baatein, teri aankhein, tera chehra, tere lab......
Bas yehi yaad hai.........aur sab bhool gaye hain.....

Mohabbat hai khuda, kehte hain...kehne ko sabhi log,
per hum toh is mohabbat mein rab bhool gaye hain....

zamaane ke sitam yaad na apni hi wafa yaad,
hum toh apne aap ko hi ab bhool gaye hain.....

kis naam se pukaarein, awaaz dein toh kaise,
tera naam likhke hum toh kahiin bhool gaye hain.....

gar ho sake toh tum bhi yeh Aarzuu bhula do,
teri aarzuu mein hum toh jahaan bhool gaye hain.....

Aapki..................Aarzuu.............

Great aarzu
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:06:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer