Bichard kar bhi....

by Pooja on June 26, 2007, 06:42:26 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2776 times)
Pooja
Guest
Jeene bhi nahi dete, aor marne bhi nahi dete
Bichard kar bhi kyun, mujhko, khud se bichardne nahi dete

Waqat ke sung sung, kyun mujhko chalne nahi dete
Beet chuka hai jo sab kuch, kyun usko beetane nahi dete

Hath hai khali aor yah dil jakhamo se bhara
Rulate ho khud hi mujhko, aor phir rone bhi nahi dete

Bichard kar bhi kyun, mujhko, khud se bichardne nahi dete!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bichard Ke Bhi Mujhe by Azeem Azaad in Shayri for Dard -e- Judai
Tere houtho se bichard kar hasee roti hai (Ghazal) by Advo.RavinderaRavi in Ghazals
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004

View Profile
«Reply #1 on: June 27, 2007, 03:23:55 AM »
Quote from: "Pooja"
Jeene bhi nahi dete, aor marne bhi nahi dete
Bichard kar bhi kyun, mujhko, khud se bichardne nahi dete

Waqat ke sung sung, kyun mujhko chalne nahi dete
Beet chuka hai jo sab kuch, kyun usko beetane nahi dete

Hath hai khali aor yah dil jakhamo se bhara
Rulate ho khud hi mujhko, aor phir rone bhi nahi dete

Jeene bhi nahi dete, aor marne bhi nahi dete
Bichard kar bhi kyun, mujhko, khud se bichardne nahi dete!!

POOJA JI NAMASTE !!
main aapko reply dene main bhi darta hoo sochta hoo aap itna achcha likhte hain aur humne ganda sa reply de diya to aap ko bura lagega, POOJA MUJHE TUM SHISHYA BANA DO PLEASE AAP MERE GURU BAN JAAO NA PLEASE
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #2 on: June 27, 2007, 11:19:37 AM »
Bahoot Khoob Pooja Didi,..
Kamaal Ka Likha Hai,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: June 27, 2007, 04:03:20 PM »
Quote from: "poem143s"
Quote from: "Pooja"
Jeene bhi nahi dete, aor marne bhi nahi dete
Bichard kar bhi kyun, mujhko, khud se bichardne nahi dete

Waqat ke sung sung, kyun mujhko chalne nahi dete
Beet chuka hai jo sab kuch, kyun usko beetane nahi dete

Hath hai khali aor yah dil jakhamo se bhara
Rulate ho khud hi mujhko, aor phir rone bhi nahi dete

Jeene bhi nahi dete, aor marne bhi nahi dete
Bichard kar bhi kyun, mujhko, khud se bichardne nahi dete!!

POOJA JI NAMASTE !!
main aapko reply dene main bhi darta hoo sochta hoo aap itna achcha likhte hain aur humne ganda sa reply de diya to aap ko bura lagega, POOJA MUJHE TUM SHISHYA BANA DO PLEASE AAP MERE GURU BAN JAAO NA PLEASE

Dil mai atta hai jo, wo main likh jaati hu
Hansti hu kalam sung apni aor kabhi Ro jaati hu

Behte hai zabaat, kalam se apni wo hi likh jaati hu
Socha nahi kabhi kaya likha, app sabki tippani se samjh jaati hu!!

Zindagi hai dhoop-chaya ka ek chakarview
Jo deta hai, dikhata hai, unko hi shabdo mai likh jaati hu

Aise kah kar na karo sharminda ki app likhne se ghabraate hai
Aise baato ko pard kar, main apna dil dukha jaati hu

Khul kar likho app bhi, jo bhi dil mai apke ayye
Pardti hu jab apka sab ka likha, ussi mai sukh mai pa jaati hu!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: June 27, 2007, 04:05:24 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Pooja Didi,..
Kamaal Ka Likha Hai,..

Thanks Lil Bro..... app bhi kuch likh jaate!!
Logged
niraj_191
Guest
«Reply #5 on: June 30, 2007, 08:46:42 PM »
Quote from: "Pooja"
Quote from: "poem143s"
Quote from: "Pooja"
Jeene bhi nahi dete, aor marne bhi nahi dete
Bichard kar bhi kyun, mujhko, khud se bichardne nahi dete

Waqat ke sung sung, kyun mujhko chalne nahi dete
Beet chuka hai jo sab kuch, kyun usko beetane nahi dete

Hath hai khali aor yah dil jakhamo se bhara
Rulate ho khud hi mujhko, aor phir rone bhi nahi dete

Jeene bhi nahi dete, aor marne bhi nahi dete
Bichard kar bhi kyun, mujhko, khud se bichardne nahi dete!!

POOJA JI NAMASTE !!
main aapko reply dene main bhi darta hoo sochta hoo aap itna achcha likhte hain aur humne ganda sa reply de diya to aap ko bura lagega, POOJA MUJHE TUM SHISHYA BANA DO PLEASE AAP MERE GURU BAN JAAO NA PLEASE

Dil mai atta hai jo, wo main likh jaati hu
Hansti hu kalam sung apni aor kabhi Ro jaati hu

Behte hai zabaat, kalam se apni wo hi likh jaati hu
Socha nahi kabhi kaya likha, app sabki tippani se samjh jaati hu!!

Zindagi hai dhoop-chaya ka ek chakarview
Jo deta hai, dikhata hai, unko hi shabdo mai likh jaati hu

Aise kah kar na karo sharminda ki app likhne se ghabraate hai
Aise baato ko pard kar, main apna dil dukha jaati hu

Khul kar likho app bhi, jo bhi dil mai apke ayye
Pardti hu jab apka sab ka likha, ussi mai sukh mai pa jaati hu!!

dil ka dard likhne ki unki fitrat nahi hoti
agar wafa karne me unko koi dhirkat nahi hoti

hum bhi sochte hai dard dil ka unki tarah baya kiya jaye
par kambakht ab is dil me koi harkat nahi hoti
Logged
paani
Guest
«Reply #6 on: July 02, 2007, 05:30:56 AM »
Jeene bhi nahi dete, aor marne bhi nahi dete
Bichard kar bhi kyun, mujhko, khud se bichardne nahi dete

So nice Pooja
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: July 08, 2007, 09:14:19 PM »
BAHOOT KHOOB NIRAJ JI AND SHUKARIA PAANI JI
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #8 on: July 18, 2007, 08:34:39 AM »
Quote from: "Pooja"
Jeene bhi nahi dete, aor marne bhi nahi dete
Bichard kar bhi kyun, mujhko, khud se bichardne nahi dete

Waqat ke sung sung, kyun mujhko chalne nahi dete
Beet chuka hai jo sab kuch, kyun usko beetane nahi dete

Hath hai khali aor yah dil jakhamo se bhara
Rulate ho khud hi mujhko, aor phir rone bhi nahi dete

Jeene bhi nahi dete, aor marne bhi nahi dete
Bichard kar bhi kyun, mujhko, khud se bichardne nahi dete!!

didi!!! humesha ki tara just too gud hai apki poem. dil ke khayal!!! wonderful!!! Usual Smile
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: August 07, 2007, 02:33:32 PM »
bahoot bahoot shukaria Meena!!!

Bichard kar bhi mujhse bichrde nahi ho
Lagta hai jaise yahin kahin ho

Her waqat rahta hai ahsaas tera is tarah mujhko
Mil jaoge kuch der main, kahin gaye nahi ho

Her baat yaad atti hai teri ab ansoo ban kar
Tanhaai mai ek sathi si parchai tumhe ho

Bichard kar bhi mujhse bichrde nahi ho
Lagta hai jaise yahin kahin ho
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #10 on: August 08, 2007, 01:25:22 AM »
Very Nice Pooja & All...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: August 08, 2007, 02:19:29 PM »
Thanks Aryaan ji!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: August 15, 2007, 03:34:48 AM »
Bichard kar bhi wo bichard kayun nahi jaata
Kis liye hai meri yaadon mai ajj bh hai atta
Thak jaati hu main toot kar rah jaati hu
Kuch bhi to phir samjh main meri nahi atta

Karta hai wo baaatin jaise ajj bhi payar hai mujhse
Phir apni galat bato se wo baaz kayun nahi atta
Bichard kar bhi wo bichard kayun nahi jaata
Kis liye hai meri yaadon mai ajj bh hai atta
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: August 27, 2007, 10:34:45 PM »
Yaadein ab uski rulati nahi
Raat ki tanhai, sula paati nahi

Socho main ghoom rahta hai dil
Ek bhi soch, man tak atti nahi

Ajeeb manjar hai mere khayalo ka
Ek bhi dastak us tak jaati nahi

Ghoot kar na mar jaau waqat se pahle
Mout ke samne koi sheh thaher paati nahi

Yaadein ab uski rulati nahi
Raat ki tanhai, sula paati nahi
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #14 on: August 29, 2007, 10:08:05 AM »
bohot khoob didi!!!

rula diya rooh ko, aab askh unke liye aur bahaye kitne,
toot jata hai har sapna, adhure aise khwab aur sajaye kitne,
unke is diye hue dard me itna doob chuki hai "Meena",
suna chuke yeh fasana, aur sher hum sunaye kitne!!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:11:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer