bikhra hoon main..............

by salil2002 on August 16, 2008, 05:03:39 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1549 times)
salil2002
Guest
kari maine mohabbat jab bhi bas thokar hi khayi hai
 jaane kyun tootta hai ye dil jaane wafa k daur main kyun chhayi bewafaai hai kii bhulaane kii koshish main usko mita raha hoon main khudko
ya toh khuda mujhe insaaf de ya maut de de mujhko
yaaron kii mehfil bhi ab sooni lagne lagi hai
mehfilon main bhi har taraf viraaniyaan dikh rahi hai
kii khusk ho chuke hai lab mere woh rawaani kho chuki hai
shayad ji raha hoon main mujhe maut bhi naseeb nahin hai
kyun maine dil lagaya kisi se is baat se sihra hoon main
aaj dekha hai maine khud ko kehte huye "BIKHRA HOON MAIN"


hello everyone at yoindia i m srry guys for not posting any poem for a lng time please  get me know abt this one i wnt ur comments
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jazbaatoN me BIKHRA hua sa, main ek mohabbat ka PYASA...!! by ghayal_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bikhra hua hoon main by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
bikhra bikhra Sa by saahill in Miscellaneous Shayri
BIKHRA HOON by saahill in Miscellaneous Shayri
Bikhra Bikhra by Lovely-Prince in Shayri for Khumar -e- Ishq
diya786
Guest
«Reply #1 on: August 16, 2008, 06:49:48 AM »
kari maine mohabbat jab bhi bas thokar hi khayi hai
 jaane kyun tootta hai ye dil jaane wafa k daur main kyun chhayi bewafaai hai kii bhulaane kii koshish main usko mita raha hoon main khudko
ya toh khuda mujhe insaaf de ya maut de de mujhko
yaaron kii mehfil bhi ab sooni lagne lagi hai
mehfilon main bhi har taraf viraaniyaan dikh rahi hai
kii khusk ho chuke hai lab mere woh rawaani kho chuki hai
shayad ji raha hoon main mujhe maut bhi naseeb nahin hai
kyun maine dil lagaya kisi se is baat se sihra hoon main
aaj dekha hai maine khud ko kehte huye "BIKHRA HOON MAIN"


hello everyone at yoindia i m srry guys for not posting any poem for a lng time please  get me know abt this one i wnt ur comments


NICE POST SALIL
zindagi se itne mayoos nahin hote
kabhi takleef hai to kabhi khushiyaan bhi hongi
muskura kar sabhi halaton ka saamna kijiye
dekhiyega akhir kab tak khushiyaan apna rasta mud kar rakhengi aapse
isi ka naam hai zindagi...
khush rahiye
Logged
Sammual
Guest
«Reply #2 on: August 16, 2008, 06:50:54 AM »
Bahut Hi Acha Likha Hai Aapne Salil Ji.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #3 on: August 17, 2008, 06:30:53 AM »
shukriya doston
bakhs di saugaate mujhe dard kii oos khuda ne
 jise taummra main poojta aaya tha
jab roya main toh har taraf sannate ki awaz thi
na jaane kiska dupatta meri aankhon se takraya tha
Logged
angel4u
Guest
«Reply #4 on: August 17, 2008, 01:14:45 PM »
Bahut achhe ..
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #5 on: August 19, 2008, 05:46:18 AM »
nice creation salil ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: August 19, 2008, 01:38:11 PM »
Bohot Khoob Salil Applause Nice to see you after so many days and months. Usual Smile

Talat
Logged
salil2002
Guest
«Reply #7 on: August 21, 2008, 05:12:16 AM »
thnks talat ji...........ab kaisi tabiyat hai aapki
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #8 on: August 21, 2008, 05:34:18 AM »
kari maine mohabbat jab bhi bas thokar hi khayi hai
 jaane kyun tootta hai ye dil jaane wafa k daur main kyun chhayi bewafaai hai kii bhulaane kii koshish main usko mita raha hoon main khudko
ya toh khuda mujhe insaaf de ya maut de de mujhko
yaaron kii mehfil bhi ab sooni lagne lagi hai
mehfilon main bhi har taraf viraaniyaan dikh rahi hai
kii khusk ho chuke hai lab mere woh rawaani kho chuki hai
shayad ji raha hoon main mujhe maut bhi naseeb nahin hai
kyun maine dil lagaya kisi se is baat se sihra hoon main
aaj dekha hai maine khud ko kehte huye "BIKHRA HOON MAIN"


hello everyone at yoindia i m srry guys for not posting any poem for a lng time please  get me know abt this one i wnt ur comments


bahoot khoob salil ji......umeed hai aapki nayi rachnayen ab hume nirantar padhne ko milegi.....achcha likh aapne...badhai
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:08:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer