Biwiya Sauk se Nahi...............

by Parvana shan on May 01, 2012, 10:20:26 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 904 times)
Parvana shan
Guest

Gunahoo se Bachaane Wale , Chup-Chupke Gunaah Karne Lage h.
Bure aadmi khul ke ji Rahe h, OR masoom Log Darne Lage h.


Muskil bhoot kar diya h, zulm ne zinda rahna.
Aadmi ban rahe h sab, Insaan ab marne Lage h.

Biwiya  sauk se nahi, khauf se ghar ke kam karti h.
Imaan Shohar ka kachcha h, naukRaniyo se Pyar karne Lage h.

Kha maloom h BAP ko ki Beti Mobile pe itna Kisse bat karti h.
Ghar me Rahkar bhi Log ghar se Door Rahne Lage h.

Bato Bato me bat aa hi jati h Pareshaniyo ki.
Apno pe Cheekhne Wale, Gairo me Hansne Lage h.

Apne Bachche ko Jameen pe Utaarne se "Parvana" bhut darta h.
Sarko pe Hadse Aaj Kal Bahoot Barne Lage h.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: May 01, 2012, 10:25:45 AM »
parwana ji aaj tumne zindagee kee talkh sachhaaiyaan bayaan kee hain main jitnee bhee taareef karoon kam hai god bless you aapkaa qalam talwaar se bhee ziyaadaa tej chale aap khush rahe meree aur se ek rau gift
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #2 on: May 01, 2012, 11:08:14 AM »

Gunahoo se Bachaane Wale , Chup-Chupke Gunaah Karne Lage h.
Bure aadmi khul ke ji Rahe h, OR masoom Log Darne Lage h.
ApplauseApplause

Muskil bhoot kar diya h, zulm ne zinda rahna.
Aadmi ban rahe h sab, Insaan ab marne Lage h.
ApplauseApplause
Biwiya  sauk se nahi, khauf se ghar ke kam karti h.
Imaan Shohar ka kachcha h, naukRaniyo se Pyar karne Lage h.
waah waah
Kha maloom h BAP ko ki Beti Mobile pe itna Kisse bat karti h.
Ghar me Rahkar bhi Log ghar se Door Rahne Lage h.
bilkul sach
Bato Bato me bat aa hi jati h Pareshaniyo ki.
Apno pe Cheekhne Wale, Gairo me Hansne Lage h.
ApplauseApplauseApplause
Apne Bachche ko Jameen pe Utaarne se "Parvana" bhut darta h.
Sarko pe Hadse Aaj Kal Bahoot Barne Lage h.
achchi kosis h
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: May 01, 2012, 04:05:16 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob likha hai apne Parvana ji....!!1
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: May 01, 2012, 06:27:41 PM »
Parvana jee Aadaab!

Janab kia kahne aapke in umda ahsaas o khayaal ke...
Behad gazab ke khayaloN ko kalam baNd kiya
hai janab... Usual Smile
Behad sachai aur umda gehrai hai aapke in ashaaroN me... Usual Smile

Humari hazaaroN dili daad o mubbarakbad kabul
kijiye... Usual Smile

Aise hi umda kalaamoN se bazm ko roshan karte rahiye...

Aate rahiye... Shaad o aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile

Logged
Quateel Ahmad
Guest
«Reply #5 on: May 02, 2012, 05:05:51 AM »
Bahot khoob Parwana ji!!! Kya kehne
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:13:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer