Bohot dushwaar hai jeena.....!!!!

by Talat on November 14, 2008, 01:49:46 PM
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Author  (Read 4806 times)
Talat
Guest

Bohot din baad kuch likha hai...Pasand aaye to likhna, na aaye to bhi likhna ...!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
oss ko chaha bohot,,, by mast_zindagani in Shayri-E-Dard
Jeena Dushwaar...SK by Shayaries_King in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jeena Dushwaar Karte Hain,. by Azeem Azaad in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
BOHOT KHAMOOSH HOTY HAIN... by sayani kuri in Ghazals
Kaar e dushwaar to dushwaar tha aasaaN na huwaa. by Ghulam Haider in Shayri for Dard -e- Judai
abdbundeli
Guest
«Reply #1 on: November 14, 2008, 02:12:04 PM »
Bohot din baad kuch likha hai...Pasand aaye to likhna, na aaye to bhi likhna ...!!!

Pyaaraa-saa sundar-saa saaf-suthraa kalaam hai! Bahut achchhaa lagaa!
                                          - abd bundeli
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: November 14, 2008, 02:46:15 PM »
Pyaaraa-saa sundar-saa saaf-suthraa kalaam hai! Bahut achchhaa lagaa!
                                          - abd bundeli

Isse behtar kya taareef ho sakti hai....Aaj kai din baad, balki ek lambe arse ke baad koi poori poem likhi hai....aap ne bohot hauslaafzaai ki...These words from you mean a lot and a lot to me, Abd Ji

Tah-e-dil se shukriya  notworthy
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #3 on: November 14, 2008, 03:04:50 PM »
Celmira ji!
Aap kitnee achchhee/khushnumaa baateyn karteen hain!! Bahut achchhaa lagtaa hai! 
 Shukriyah!                                       - abd bundeli
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: November 14, 2008, 06:34:31 PM »
Celmira Ji aap ne bahut hi sundar kalaam likha hai
Yeh to dil ko choo deti hai
Kitna dard umarta hai
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: November 14, 2008, 09:37:12 PM »
ohh beauty....the pen spoke the hearts words and the ink rote the soul's blood..hope that made sense...anwyays amazing work...

 
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #6 on: November 15, 2008, 01:09:13 AM »
Waah....bohot dinon baad likha, magar lagta hai itne donon mashq-e-sukhan jaari raha, tabhi to itna umda likha aapne, or phir ye ash'ar asardaar kyun na hon? dil se jo aah nikalti hai asar rakhti hai.

Ye chand ash'ar jo meri nazar mien haqeeqaton par mabni hai, celmira ji ki nazar karta hun.


Us aah-e-naatawaN ka asar be-panah tha
Jo zulm seh raha tha wo dil be-gunah tha

Khud jal ke sab ki raah mein ki roshni magar
Kam zarf ki nigah mien wo gard-e-rah tha

Jo misl-e-khaar khatka hai, chashme-husood mein
Wo sab se khoob tha yahi uska gunah tha
Logged
k.shael
Guest
«Reply #7 on: November 15, 2008, 07:35:47 AM »
 Applause  Applause  Applause
BAHUT KHOOB BAHUT PYARA AUR BAHUT
HI SIMPLE SA DIL KO CHOONE WALA KALAM
LIKHA HAI AAPNE...
2 GOOD CELMIRA JI,
BY. K.SHAEL
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #8 on: November 15, 2008, 12:59:34 PM »
Waah....bohot dinon baad likha, magar lagta hai itne donon mashq-e-sukhan jaari raha, tabhi to itna umda likha aapne, or phir ye ash'ar asardaar kyun na hon? dil se jo aah nikalti hai asar rakhti hai.

Ye chand ash'ar jo meri nazar mien haqeeqaton par mabni hai, celmira ji ki nazar karta hun.


Us aah-e-naatawaN ka asar be-panah tha
Jo zulm seh raha tha wo dil be-gunah tha

Khud jal ke sab ki raah mein ki roshni magar
Kam zarf ki nigah mien wo gard-e-rah tha

Jo misl-e-khaar khatka hai, chashme-husood mein
Wo sab se khoob tha yahi uska gunah tha

Sayyid Randeri ji!
Bahut-bahut achchhey! Kyaa hi naayaab sougaat nazar ki hai aapney!! WaaH! It has delighted me! She deserves acclaims! She possesses a real poetic heart with-in her self! And you, Mr Randeri, are destined to be a poet of eminence!
                             - abd bundeli
Logged
Sadia Raja
Guest
«Reply #9 on: November 15, 2008, 01:07:49 PM »
nahayat hi khoobsurat likha hai ap ne Celmira
bohat bohat bohat khoob..!!! Usual Smile
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: November 15, 2008, 04:05:31 PM »
Wah wah bohat dino ke baad aapke shayari padhne mili humen
Celmira sis amazing work done by you ... Applause Applause


Sayyid ji aapne bhi kamal ka jawab diya hai .... Applause Applause
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #11 on: November 16, 2008, 03:56:39 AM »
Abd ji or honey ji himmat afzai or izzat afzai ke liye dil se shukar guzar hun, bohot bohot shukriya aap hazarat ke is ikhlas or is muhabbat ke liye.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: November 17, 2008, 02:31:39 PM »
Bohot din baad kuch likha hai...Pasand aaye to likhna, na aaye to bhi likhna ...!!!

Bahut Bahut Khoob!!! Yo Par Aate hi aapka likha padha..

sach maaniye, aapne bahut khoobsurti se aur saral akhsaro mein itni khobbsurat poetry likhi hai..bahut ache Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: November 17, 2008, 02:35:41 PM »
Waah....bohot dinon baad likha, magar lagta hai itne donon mashq-e-sukhan jaari raha, tabhi to itna umda likha aapne, or phir ye ash'ar asardaar kyun na hon? dil se jo aah nikalti hai asar rakhti hai.

Ye chand ash'ar jo meri nazar mien haqeeqaton par mabni hai, celmira ji ki nazar karta hun.


Us aah-e-naatawaN ka asar be-panah tha
Jo zulm seh raha tha wo dil be-gunah tha

Khud jal ke sab ki raah mein ki roshni magar
Kam zarf ki nigah mien wo gard-e-rah tha

Jo misl-e-khaar khatka hai, chashme-husood mein
Wo sab se khoob tha yahi uska gunah tha


Wah Wah Wah!!! Randeri saheb, bahut bahut khoob Clapping Smiley

Randeri saheb, aap bahut kam likhte ho, par jab bhi likhte ho, khoob likhte ho Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: November 17, 2008, 03:45:11 PM »
Bohat Khoob Celmira Ji,.
Sayyid Bhaijaan,.
Nice One,.
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:21:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer