Bohot dushwaar hai jeena.....!!!!

by Talat on November 14, 2008, 01:49:46 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 4730 times)
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #15 on: November 17, 2008, 07:29:23 PM »
Wah Wah Wah!!! Randeri saheb, bahut bahut khoob Clapping Smiley

Randeri saheb, aap bahut kam likhte ho, par jab bhi likhte ho, khoob likhte ho Applause Applause Applause


Zah-e-naseeb jo aap ne pasand farmaya, bohot bohot shukriya khwaish ji, aap ke chand alfaaz bohot ehmiyat rakhte hein mere liye, meherbaani.  icon_salut
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
oss ko chaha bohot,,, by mast_zindagani in Shayri-E-Dard
Jeena Dushwaar...SK by Shayaries_King in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jeena Dushwaar Karte Hain,. by Azeem Azaad in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
BOHOT KHAMOOSH HOTY HAIN... by sayani kuri in Ghazals
Kaar e dushwaar to dushwaar tha aasaaN na huwaa. by Ghulam Haider in Shayri for Dard -e- Judai
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #16 on: November 17, 2008, 07:30:39 PM »
Bohat Khoob Celmira Ji,.
Sayyid Bhaijaan,.
Nice One,.

Shukriya azeem bhai badi nawazish hai aap ki.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: November 17, 2008, 07:32:58 PM »


Bohot din baad kuch likha hai...Pasand aaye to likhna, na aaye to bhi likhna ...!!!

Uffff itne ache threads kaise miss ho jaate hai.... wah kaya baat hai... ek ek shabd dil likha sidha dil ko chu gaya!! bahoot khoob Celmira... Applause Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: November 17, 2008, 07:34:28 PM »
Waah....bohot dinon baad likha, magar lagta hai itne donon mashq-e-sukhan jaari raha, tabhi to itna umda likha aapne, or phir ye ash'ar asardaar kyun na hon? dil se jo aah nikalti hai asar rakhti hai.

Ye chand ash'ar jo meri nazar mien haqeeqaton par mabni hai, celmira ji ki nazar karta hun.


Us aah-e-naatawaN ka asar be-panah tha
Jo zulm seh raha tha wo dil be-gunah tha

Khud jal ke sab ki raah mein ki roshni magar
Kam zarf ki nigah mien wo gard-e-rah tha

Jo misl-e-khaar khatka hai, chashme-husood mein
Wo sab se khoob tha yahi uska gunah tha



Kaya baat hai, bahoot khoob Sayyid ji!!! bahoot he achi lines likhi hai apne... Applause Applause Applause
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #19 on: November 17, 2008, 07:36:15 PM »

Kaya baat hai, bahoot khoob Sayyid ji!!! bahoot he achi lines likhi hai apne... Applause Applause Applause

Shukriya pooja ji..... Usual Smile
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #20 on: November 17, 2008, 09:32:42 PM »

 

[/quote]
Waah....bohot dinon baad likha, magar lagta hai itne donon mashq-e-sukhan jaari raha, tabhi to itna umda likha aapne, or phir ye ash'ar asardaar kyun na hon? dil se jo aah nikalti hai asar rakhti hai.

Ye chand ash'ar jo meri nazar mien haqeeqaton par mabni hai, celmira ji ki nazar karta hun.




Us aah-e-naatawaN ka asar be-panah tha
Jo zulm seh raha tha wo dil be-gunah tha

Khud jal ke sab ki raah mein ki roshni magar
Kam zarf ki nigah mien wo gard-e-rah tha

Jo misl-e-khaar khatka hai, chashme-husood mein
Wo sab se khoob tha yahi uska gunah tha


 Applause Applause ApplauseBohat Khoob Sayyid ji... umda sher hien..bohat hekhoobsorat...

Sajid Hadayat
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #21 on: November 17, 2008, 09:41:10 PM »
 Applause Applause Applause Applause
bahoot behtreen likh hai talat......daad hazir hai..
aur randeri sahab ke jawab ne to dil choo liya..wah wah
Logged
Talat
Guest
«Reply #22 on: November 18, 2008, 02:52:27 PM »
Celmira ji!
Aap kitnee achchhee/khushnumaa baateyn karteen hain!! Bahut achchhaa lagtaa hai! 
 Shukriyah!                                       - abd bundeli


Abd Ji,

Aap ne mujhe jo apnapan diya hai, uske liye main apne aap ko bohot khushkismat samajhti hoon...Thans for all the affection and respect you gave to me...Pata nahin main iss ke qaabil hoon ya nahin.
Logged
Talat
Guest
«Reply #23 on: November 18, 2008, 02:54:13 PM »
Celmira Ji aap ne bahut hi sundar kalaam likha hai
Yeh to dil ko choo deti hai
Kitna dard umarta hai


Thanks a lot Harish, ek choti si koshish thi, I am happy you liked it Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #24 on: November 18, 2008, 02:55:48 PM »
ohh beauty....the pen spoke the hearts words and the ink rote the soul's blood..hope that made sense...anwyays amazing work...

 


Thanks  Heart....Its a pleasure you analyze my poem like this.....Thank You so much Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #25 on: November 18, 2008, 03:06:04 PM »
Waah....bohot dinon baad likha, magar lagta hai itne donon mashq-e-sukhan jaari raha, tabhi to itna umda likha aapne, or phir ye ash'ar asardaar kyun na hon? dil se jo aah nikalti hai asar rakhti hai.[/color

Bohot bohot shukriya Sayyid...aapne ise tareef ke qaabil jaana..bas yunhi  baithe baithe likh diya tha..warna aajkal itna waqt hi nahin milta ki shayari pe kuch dhyaan den DOH ...Aapne ise mehsoos kiya, iska tah-e-dil se shukriya  notworthy




Ye chand ash'ar jo meri nazar mien haqeeqaton par mabni hai, celmira ji ki nazar karta hun.


Us aah-e-naatawaN ka asar be-panah tha
Jo zulm seh raha tha wo dil be-gunah tha

Khud jal ke sab ki raah mein ki roshni magar
Kam zarf ki nigah mien wo gard-e-rah tha

Jo misl-e-khaar khatka hai, chashme-husood mein
Wo sab se khoob tha yahi uska gunah tha


Kaise shukriya ada karen aapka Sayyid aapne ye asha'ar humare naam likh kar jo izzat hume bakshi hai, aapki dosti aur apnapan ka kaise jawab den ?
Logged
Talat
Guest
«Reply #26 on: November 18, 2008, 03:08:32 PM »
Applause  Applause  Applause
BAHUT KHOOB BAHUT PYARA AUR BAHUT
HI SIMPLE SA DIL KO CHOONE WALA KALAM
LIKHA HAI AAPNE...
2 GOOD CELMIRA JI,
BY. K.SHAEL

Bohot bohot shukriya Shael..aap ne ye shayari padha aur pasand kiya...Thank You Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #27 on: November 18, 2008, 03:09:52 PM »
Sayyid Randeri ji!
Bahut-bahut achchhey! Kyaa hi naayaab sougaat nazar ki hai aapney!! WaaH! It has delighted me! She deserves acclaims! She possesses a real poetic heart with-in her self! And you, Mr Randeri, are destined to be a poet of eminence!
                             - abd bundeli

Ek baar phir se Abd Ji aapne apni baaton se dil ko chhu liya.
Logged
Talat
Guest
«Reply #28 on: November 18, 2008, 03:11:35 PM »
nahayat hi khoobsurat likha hai ap ne Celmira
bohat bohat bohat khoob..!!! Usual Smile

Shukriya Sadia dear...aapko ye shayari pasand aayi...aapke yahan aane ka tah-e-dil se shukriya Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #29 on: November 18, 2008, 03:12:50 PM »
Wah wah bohat dino ke baad aapke shayari padhne mili humen
Celmira sis amazing work done by you ... Applause Applause


Sayyid ji aapne bhi kamal ka jawab diya hai .... Applause Applause


Honey sis
aapka bohot bohot shukriya, aapne ye shayari padha aur pasand kiya Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:44:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer