Bohot dushwaar hai jeena.....!!!!

by Talat on November 14, 2008, 01:49:46 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Author  (Read 4846 times)
sjid hadayat
Guest
«Reply #45 on: November 25, 2008, 11:53:12 PM »
maine nahi jaansheen ji ne likhi hai yah lines Sajid Hadayat ji.

Tu bohat khoob jansheen ji...

Sajid Hadayat
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
oss ko chaha bohot,,, by mast_zindagani in Shayri-E-Dard
Jeena Dushwaar...SK by Shayaries_King in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jeena Dushwaar Karte Hain,. by Azeem Azaad in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
BOHOT KHAMOOSH HOTY HAIN... by sayani kuri in Ghazals
Kaar e dushwaar to dushwaar tha aasaaN na huwaa. by Ghulam Haider in Shayri for Dard -e- Judai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: November 29, 2008, 11:04:38 AM »
nice work lil bro, apki yah llines such main dil chu gai.. bahoot gahri baat kahi hai apne:

Kaisi Khudaai Hai Teri Ya Rab,.
Samamder Diya Mujhe Tairne, Magar Diya Koi Kinaara Nahi,.


Bahoot he sahi jawab likha hai apne Abd ji!!



Shukriya Didi Jaan,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #47 on: February 03, 2009, 05:59:19 PM »
Celmira ji!
You deserve higher acclaims and respect than what are being showered upon you! Thanks!
                    - abd bundeli


Shukriya Abd Ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #48 on: February 03, 2009, 06:00:02 PM »
Jaanta hoon ke yeh chit-chat section nahi par, har ek poetry jo dil se likhi jaati hai, uska har ek lafz, apne hisse ki zindagi jeeta hai..
aur aapne jo likha, har ek lafz kuch keh raha tha..bahut acha likha hai aapne icon_salut


Ek baar phirse shukriya dost
Logged
Talat
Guest
«Reply #49 on: February 03, 2009, 06:00:40 PM »
Jeena Uske Bin, Ab Hume Gawaara Nahi,.
Kitne Log Hain Yahaan, Par Koi Hamaara Nahi,.

Kaisi Khudaai Hai Teri Ya Rab,.
Samamder Diya Mujhe Tairne, Magar Diya Koi Kinaara Nahi,.

__________________________-Jaanasheen-



Bohot Khoob Janasheen
Logged
Talat
Guest
«Reply #50 on: February 03, 2009, 06:02:08 PM »

Jaanasheen ji!
Bahr hain, 'abd', kinaarey zaroor hongey wahaan!
Door hongey? Iseeliye nazar naheen aatey!!
Aasmaan kee taraf nazar to uthhaaou: dekhou,
Gaa rahey kitney parindey, idhar-udhar jaatey!!

                                 - and bundeli

Bohot achcha jawab diya hai apne Janasheen ko Abd Ji Bohot Khoob.
Logged
Talat
Guest
«Reply #51 on: February 03, 2009, 06:05:18 PM »
celmira ji,

bahut umda shaayri.aap ne atyant prabhaavshali rachna ki.

saayid jee,

khoob likha hey aapne...kuch meri urdu kamzor hein..pur jitna samjha utna paaya.

jaansheen ji aur abd ji,

bahut khhob .

Prateek Ji...bohot bohot shukriya aap ko ye rachna pasand aayi.




Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: February 03, 2009, 06:06:39 PM »
Bohot Khoob Janasheen

Shukriya Talat Did,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #53 on: February 03, 2009, 06:07:38 PM »

Khud ku behlanay ki deir hoti hay
Phir Khuda bhe Khuda Nahi rehta

Niaz mund..
Sajid Hadayat

Bohot Khoob kaha hai Sajid Ji
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #54 on: February 03, 2009, 06:15:49 PM »
Bohot din baad kuch likha hai...Pasand aaye to likhna, na aaye to bhi likhna ...!!!

 Applause Applause Applause

Bohat khoobsurat likha hai Celmira sis .....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #55 on: February 03, 2009, 06:20:24 PM »
Ya Rab Mujhe Maut De, Magar Aisi Zindagi Na De,.
Jalaa De Mujhe Agar Wo Meri Kismat Mein Nahi,
Zinda Rakhke Mujhe Lachaar Na Kar, Bebasi Na De,.

Bohat Mushkil Hai, Dard-e-Mohabbat Sehna Yahaan,.
Tu Sabko Maut De De, Magar Kabhi Aashiqui Na De,.

_______________________-Jaanasheen-

Logged
Talat
Guest
«Reply #56 on: February 03, 2009, 06:22:14 PM »
Applause Applause Applause

Bohat khoobsurat likha hai Celmira sis .....


Thanks a lot Honey sis
Logged
Talat
Guest
«Reply #57 on: February 03, 2009, 06:23:20 PM »
Ya Rab Mujhe Maut De, Magar Aisi Zindagi Na De,.
Jalaa De Mujhe Agar Wo Meri Kismat Mein Nahi,
Zinda Rakhke Mujhe Lachaar Na Kar, Bebasi Na De,.

Bohat Mushkil Hai, Dard-e-Mohabbat Sehna Yahaan,.
Tu Sabko Maut De De, Magar Kabhi Aashiqui Na De,.

_______________________-Jaanasheen-



Very nice lines Janasheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: February 03, 2009, 06:25:11 PM »
Shukriya Talat Didi,.
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #59 on: February 04, 2009, 10:40:33 PM »
Bohot Khoob kaha hai Sajid Ji

Shukria Celmira ji...

Sajid Hadayat
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:33:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer