Bujhti Hui Zindagi,.

by Jaanasheen on June 24, 2009, 11:46:31 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 1993 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile



Sitaaron Ki Jab Roshni Dekhta Hoon,.
Bujhi Hui Apni Zindagi Dekhta Hoon,.

Hota Hoon Jab Bhi Barbaad Main,
Doston Ke Chehron Pe Khushi Dekhta Hoon,.

Ab Kahaan Hai Kisi Ko Mohabat Kisi Se,.
Bikti Hui Har Taraf Aashiqui Dekhta Hoon,.

Karte Hain Ibaadat Bhi Matlab Se Log,.
Jhooti Main Sabki Bandagi Dekhta Hoon,.

_________________________-Azeem-



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi by attractive_person in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
zindagi by soniya shetti in Shayri for Khumar -e- Ishq
zindagi zindagi ho gayi by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
bujhti huyi roshni by salil2002 in Shayri-E-Dard
Labo ki pyaas nahi bujhti......AnAAm by ANAAM in Shayri for Khumar -e- Ishq
superspawn10
Guest
«Reply #1 on: June 24, 2009, 11:49:24 AM »
Sahi farmaya dost..bilkul sahi farmaya...
Bohot khoob... Clapping Smiley
Aise hi likhte rehna...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: June 24, 2009, 12:01:54 PM »
Sahi farmata dost..bilkul sahi farmaya...
Bohot khoob... : clapping:
Aise hi likhte rehna...

Shukriya Bhaijaan,.
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #3 on: June 24, 2009, 12:04:28 PM »
subhan allah azeem aqri ashar ne kaleja chir diya yaar wah wah bahoth umda tarif karna suraj ko diya dikhane wali baath hogi ,, allah tumhe izzath bakshe ameen !!


Qadeertoopchi
Logged
k.shael
Guest
«Reply #4 on: June 24, 2009, 12:10:02 PM »
Bahut Khoob, Bahut hi Bhadiya Azeem Ji.. Clapping Smiley  Clapping Smiley

Shally.
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #5 on: June 24, 2009, 12:29:43 PM »



Sitaaron Ki Jab Roshni Dekhta Hoon,.
Bujhi Hui Apni Zindagi Dekhta Hoon,.

Hota Hoon Jab Bhi Barbaad Main,
Doston Ke Chehron Pe Khushi Dekhta Hoon,.

Ab Kahaan Hai Kisi Ko Mohabat Kisi Se,.
Bikti Hui Har Taraf Aashiqui Dekhta Hoon,.

Karte Hain Ibaadat Bhi Matlab Se Log,.
Jhooti Main Sabki Bandagi Dekhta Hoon,.

_________________________-Azeem-







 
karte hain ibaadat bhi, matlab se log
Jhooti main sabki, bandagi dekhta hoon....


bahot khoob.... very nice words...

 Applause Applause Applause
Logged
angel4u
Guest
«Reply #6 on: June 24, 2009, 01:49:42 PM »
Bahut achhe Azeem... Really very well written Clapping Smiley
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #7 on: June 24, 2009, 04:00:54 PM »
Azeeeeeeeeeeeeeeeeeeeem Bhai.. Kya Kahun Dost... Dard Bhare Alfaazon ke sath sath Succhai Likh Di hai aapne.. Last Jumla apne aap me Poori ek Gazal hai dost.. Bahut Bahut Khooooooooob.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: June 25, 2009, 11:11:02 AM »
Bohot Khoob Azeem Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: June 25, 2009, 02:15:10 PM »
subhan allah azeem aqri ashar ne kaleja chir diya yaar wah wah bahoth umda tarif karna suraj ko diya dikhane wali baath hogi ,, allah tumhe izzath bakshe ameen !!


Qadeertoopchi

Shukriya Bhai, Bas Ye Sab Aapki Sohbat Ka Asar Hai,.
Duaa Karein Hamaare LIye,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #10 on: June 25, 2009, 02:23:33 PM »
Bahoot Bahoot Khoob Azeem. bahoot hi Khubsurat likha hai.. Very well expressed!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 27, 2009, 03:42:00 PM »
Bahut Khoob, Bahut hi Bhadiya Azeem Ji.. Clapping Smiley  Clapping Smiley

Shally.


Shukriya Shally Behan,.
Logged
mistufer
Guest
«Reply #12 on: June 29, 2009, 06:36:37 PM »



Sitaaron Ki Jab Roshni Dekhta Hoon,.
Bujhi Hui Apni Zindagi Dekhta Hoon,.

Hota Hoon Jab Bhi Barbaad Main,
Doston Ke Chehron Pe Khushi Dekhta Hoon,.

Ab Kahaan Hai Kisi Ko Mohabat Kisi Se,.
Bikti Hui Har Taraf Aashiqui Dekhta Hoon,.

Karte Hain Ibaadat Bhi Matlab Se Log,.
Jhooti Main Sabki Bandagi Dekhta Hoon,.

_________________________-Azeem-





bahut zabardast ghazal likhi hai
har sher bemisaal hai
daad kabool kijiye
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #13 on: June 29, 2009, 06:56:15 PM »
Wah wah Azeem bhai,excellent,very beautiful creation. Applause Applause Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #14 on: July 01, 2009, 10:38:59 AM »
bahut bahut umda likha hai Azeem
bahut dard hai aapke is kalaam mein...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:36:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer