{{{***.....bura laga....***}}}

by diya786 on April 21, 2009, 09:36:50 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3128 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: April 21, 2009, 02:31:14 PM »
Subhan Allah, Subhan Allah, Kya KHoob Likha Hai Kashish Ji,.
Mashallah Din Ba Din Aapki Shayari Aur Bhi Nikhar rahi Hai, Allah Aur Bhi Barkat De,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bura wo nahi hai by karan q in Shayri for Dard -e- Judai
.....Bura Haal..... by sweet_raabii in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
~*~Bura Lagta Hai~*~ by Aryaan in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
Kyun Tujhe Bura Laga,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Bura Lagta hai by imtiaz096 in Shayri for Khumar -e- Ishq
sajid_ghayel
Guest
«Reply #16 on: April 21, 2009, 05:12:50 PM »
Beautiful Work Diya...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #17 on: April 22, 2009, 01:23:41 AM »
Bohat hi Umdah Diya..
Logged
diya786
Guest
«Reply #18 on: April 22, 2009, 12:46:59 PM »
Subhan Allah, Subhan Allah, Kya KHoob Likha Hai Kashish Ji,.
Mashallah Din Ba Din Aapki Shayari Aur Bhi Nikhar rahi Hai, Allah Aur Bhi Barkat De,.

Bahut bahut shukriya Azeem  notworthy
bas dua kijiyega humare liye bhi....
mujhe aur bhi accha lagta agar aap bhi kuch likh dete...
Logged
diya786
Guest
«Reply #19 on: April 22, 2009, 12:51:27 PM »
Bohat hi Umdah Diya..

Bahut bahut shukriya Aryaan...

Mera haaton mein tera haath tha
Khushnaseebi se woh lamha muhe mila tha
phir aaj tera haath choodana bura laga...

Yeh zindagi meri teri hi khwaish mein beeti hai abtak
har pal bas sosha hai tumhe
phir tumhara nazrein churana bura laga...
Logged
diya786
Guest
«Reply #20 on: April 22, 2009, 12:53:21 PM »
Beautiful Work Diya...

Shukriya Sajid ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: April 22, 2009, 12:58:21 PM »
Bahut bahut shukriya Azeem  notworthy
bas dua kijiyega humare liye bhi....
mujhe aur bhi accha lagta agar aap bhi kuch likh dete...


Doston Ki Tamanna, Poori Karna Dost Ka Farz Hai,.
Hum Bhi Ek Koshish karte Hia aapke saath Likhne Ke Liye,.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #22 on: April 22, 2009, 01:20:59 PM »
Mere khwab mein tera deedar haseen tha
jis mein tu mere kareeb tha
phir meri neend ka tootna bura laga ...

Teri baatein hi in labon ki muskurahat hain
par aaj kyun tu khamosh hai
phir tera yun chup baithna bura laga ...

Tera paas hona mera naseeb tha
kya pata tha ki mera humdum hi mera raqeeb tha
phir apni mohabbat ka yun bikharna bura laga ...

Har aahat pe faqat tumhe hi sochti thi
subah ki gungunaati dhoop ke ehsaas mein dhoondhti thi
phir yun baarish ka aana bura laga ...

Teri mohabbat se khud ko sajaate rahe
teri "kashish" se dil behlaate rahe
phir mere aaine ka tukde tukde hona bura laga ...


KASHISH Ji.. Kamaal to Aap Humesha Hi Likhti hain.. par Is baar to aapne Lajawab Likha Hai.. Dard Ko Lafzon me Behad Khubsoorati se bayan Kiya hai.. Great Work.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
diya786
Guest
«Reply #23 on: April 23, 2009, 09:37:07 AM »
KASHISH Ji.. Kamaal to Aap Humesha Hi Likhti hain.. par Is baar to aapne Lajawab Likha Hai.. Dard Ko Lafzon me Behad Khubsoorati se bayan Kiya hai.. Great Work.. Applause Applause


**~** Mann **~**

bahut bahut shukriya Vicky
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #24 on: April 23, 2009, 10:02:40 AM »
Mere khwab mein tera deedar haseen tha
jis mein tu mere kareeb tha
phir meri neend ka tootna bura laga ...

Teri baatein hi in labon ki muskurahat hain
par aaj kyun tu khamosh hai
phir tera yun chup baithna bura laga ...

Tera paas hona mera naseeb tha
kya pata tha ki mera humdum hi mera raqeeb tha
phir apni mohabbat ka yun bikharna bura laga ...

Har aahat pe faqat tumhe hi sochti thi
subah ki gungunaati dhoop ke ehsaas mein dhoondhti thi
phir yun baarish ka aana bura laga ...

Teri mohabbat se khud ko sajaate rahe
teri "kashish" se dil behlaate rahe
phir mere aaine ka tukde tukde hona bura laga ...


Ati sundar peshkash hai Diya Ji
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:47:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer