Chaand Baadal me Hameshaa Nahii.......masoom

by Masoom Shahzada on November 01, 2012, 01:56:12 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1206 times)
Masoom Shahzada
Guest

Gam na kar, har waqt ek sa nahii rahaa karta.
Chaand baadal me hamesha nahii rahaa kartaa.
.
Umr baraa deta hai, ye bedard jamaanaa.
Bin baap ka bachchaa, bachchaa nahii rahaa kartaa.
.
Eid ka din hai dushmano ko gale lagaa.
Har din aaj sa mauka nahii rahaa kartaa.
.
Jamaanaa mere saath chaltaa hai,par.
Sukhey patto ka bharosaa nahii rahaa kartaa.
.
Wo kahtii hai mera dil aa'enaa hai "masoom".
Aa'ene me der tak ak hii chehraa nahii rahaa kartaa.
Logged
suman59
Guest
«Reply #1 on: November 01, 2012, 02:16:06 AM »

Gam na kar, har waqt ek sa nahii rahaa karta.
Chaand baadal me hamesha nahii rahaa kartaa.
.
Umr baraa deta hai, ye bedard jamaanaa.
Bin baap ka bachchaa, bachchaa nahii rahaa kartaa.
.
Eid ka din hai dushmano ko gale lagaa.
Har din aaj sa mauka nahii rahaa kartaa.
.
Jamaanaa hamaare saath chaltaa hai,par.
Sukhey patto ka bharosaa nahii rahaa kartaa
.
.
Wo kahtii hai mera dil aa'enaa hai "masoom".
Aa'ene me der tak ak hii chehraa nahii rahaa kartaa.


bahut bahut accha likha hai aapne beta.
Eid ka din hai dushmano ko gale lagaa.
Har din aaj sa mauka nahii rahaa kartaa
" wah wah bahut bahut khoob beta
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: November 01, 2012, 03:56:25 AM »
bahut khoob matlaa hai beta dheron daad
Logged
Aarish
Guest
«Reply #3 on: November 01, 2012, 04:05:58 AM »

Gam na kar, har waqt ek sa nahii rahaa karta.
Chaand baadal me hamesha nahii rahaa kartaa.
.
Umr baraa deta hai, ye bedard jamaanaa.
Bin baap ka bachchaa, bachchaa nahii rahaa kartaa.
.
Eid ka din hai dushmano ko gale lagaa.
Har din aaj sa mauka nahii rahaa kartaa.
.
Jamaanaa mere saath chaltaa hai,par.
Sukhey patto ka bharosaa nahii rahaa kartaa.
.
Wo kahtii hai mera dil aa'enaa hai "masoom".
Aa'ene me der tak ak hii chehraa nahii rahaa kartaa.

kya baat hai masoom jee umda ghazal kahi khskar ye shair,

Umr baraa deta hai, ye bedard jamaanaa.

Bin baap ka bachchaa, bachchaa nahii rahaa kartaa,,

Bohut mubarak is behatreen ghazal ke liye.....

Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #4 on: November 01, 2012, 04:10:33 AM »
bhaut khoob, dhero dad
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #5 on: November 01, 2012, 04:33:33 AM »

Gam na kar, har waqt ek sa nahii rahaa karta.
Chaand baadal me hamesha nahii rahaa kartaa.
.
Umr baraa deta hai, ye bedard jamaanaa.
Bin baap ka bachchaa, bachchaa nahii rahaa kartaa.
.
Eid ka din hai dushmano ko gale lagaa.
Har din aaj sa mauka nahii rahaa kartaa.
.
Jamaanaa mere saath chaltaa hai,par.
Sukhey patto ka bharosaa nahii rahaa kartaa.
.
Wo kahtii hai mera dil aa'enaa hai "masoom".
Aa'ene me der tak ak hii chehraa nahii rahaa kartaa.

nice
jaadu unke husan ka kuch aisa chaya
dil unke didaar ko baichain rahaa karta

khoya tha yaado mei  uski is had tak
meifil mein bhi mei tanha rahaa karta

Logged
Kaushal Sharma
Guest
«Reply #6 on: November 01, 2012, 04:56:46 AM »
Zabardast ,,,,,,,awesome ,,,,,,,craetion Masoom ji .....
Logged
aqsh
Guest
«Reply #7 on: November 01, 2012, 05:21:41 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut hi lajawab peshkash hai masoomji
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #8 on: November 01, 2012, 07:54:01 AM »
bahut khoob very nice
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #9 on: November 01, 2012, 07:57:42 AM »

Gam na kar, har waqt ek sa nahii rahaa karta.
Chaand baadal me hamesha nahii rahaa kartaa.
.
Umr baraa deta hai, ye bedard jamaanaa.
Bin baap ka bachchaa, bachchaa nahii rahaa kartaa.
.
Eid ka din hai dushmano ko gale lagaa.
Har din aaj sa mauka nahii rahaa kartaa.
.
Jamaanaa mere saath chaltaa hai,par.
Sukhey patto ka bharosaa nahii rahaa kartaa.
.
Wo kahtii hai mera dil aa'enaa hai "masoom".
Aa'ene me der tak ak hii chehraa nahii rahaa kartaa.


good one,sir
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: November 01, 2012, 08:15:01 AM »

Gam na kar, har waqt ek sa nahii rahaa karta.
Chaand baadal me hamesha nahii rahaa kartaa.
.
Umr baraa deta hai, ye bedard jamaanaa.
Bin baap ka bachchaa, bachchaa nahii rahaa kartaa.
.
Eid ka din hai dushmano ko gale lagaa.
Har din aaj sa mauka nahii rahaa kartaa.
.
Jamaanaa mere saath chaltaa hai,par.
Sukhey patto ka bharosaa nahii rahaa kartaa.
.
Wo kahtii hai mera dil aa'enaa hai "masoom".
Aa'ene me der tak ak hii chehraa nahii rahaa kartaa.


Bahut bahut Khoooob Masoom Ji..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: November 01, 2012, 08:01:38 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
laaiba
Guest
«Reply #12 on: November 02, 2012, 10:27:11 AM »
bohat khoob masoom bhai,...........
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #13 on: November 03, 2012, 10:30:59 AM »
bahut bahut accha likha hai aapne beta.
Eid ka din hai dushmano ko gale lagaa.
Har din aaj sa mauka nahii rahaa kartaa
" wah wah bahut bahut khoob beta

Sukriya Aunty Jee
Logged
ANUKRITI-MATHUR
Guest
«Reply #14 on: November 03, 2012, 10:49:56 AM »
 :icon_flower:wow
bahoot khoob
awesome
fabulous Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:44:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer