chand tanha hay

by Pooja on November 23, 2005, 04:21:10 PM
Pages: 1 ... 19 20 21 22 [23] 24 25 26 27 ... 30
Print
Author  (Read 23919 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #330 on: June 01, 2006, 01:55:01 PM »
Quote from: "kaiynath"

chand nikla hai aaj pahlane pyar
chandini bhi sawaar kar nikal padi hai
na jaane kab hoga milan inka
barson se dekha hai dono ki dooriyon ko


bahut khub kaiynath bhai...

chand aur... chandi alag rahte hai.
aapne dekha hai dono ki dooriyoon ko.
sirf char din hi saath de pata hai wo chandni ka,
aakhir kyn ?? kisi ne poocha nhi uski majbooriyoon ko
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Chand Tanha Hay ... by RamSagar in Ghazals
tanha chand by chitralsony in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pankhuri2
Guest
«Reply #331 on: June 02, 2006, 04:47:21 AM »
Quote from: "vicky AKELA"
mohabbat kab kisko raas aati hai,
yeh to bas do dilo ko tadpati hai...
par is nashe se kab kon bacha hai,
har dil par yeh jhoom kar chhati hai........


CHADT AHAI JAB NASHA SAB BHOOL JAATA HAI
GUMO KE SAILAB EK DUM SE NASHA UTAR JATA HAI
AJEEB KHEIL KHEILTA HAI YAH RAB BHI
HEY PAYAAR HER JAGAH, PHIR BHI HER EK YAH TADPATA HAI
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #332 on: June 02, 2006, 04:50:34 AM »
Quote from: "BHONDU"

chand aur... chandi alag rahte hai.
aapne dekha hai dono ki dooriyoon ko.
sirf char din hi saath de pata hai wo chandni ka,
aakhir kyn ?? kisi ne poocha nhi uski majbooriyoon ko


GOOD ONE KAVI DOST JI!!

majboori kabhi kisi ki puchi nahi jaati
ho payaar to koi majboori rok nahi paati
jis payaar mai aajaye bahane baji
wo jayada din, phir chal nahi paati
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #333 on: June 02, 2006, 05:30:29 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
Judai ka rang, meri tanhaai se puch
tanhaai ka rang, meri khamoshi se puch
her dua waha se khali hi lout aai
judai-e-tanhaai ka rang, kabhi na kisi se Tu puch!!!!



Judaai ka rang meri aakhon mein hai,
Tanhaai ka rang meri saanso mein hai,
Duaao ka rang mere haathon mein hai,
Aur teri mehndi ka rang mere aansu mein hai ...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #334 on: June 03, 2006, 07:50:08 AM »
WAH KAY ABAAT HAI, BAHOOT HI ACHA REPLY HAI YAH JHL JI!!

mehandi ka rang hum dono ke ansoo mai dhul gaya
her ek dekha sapna, mitti mai rul gaya
judai yah umarbhar tadpayegi
tanhaai ab, zindagi ke sath hi jayegi
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #335 on: June 09, 2006, 09:23:13 AM »
Quote from: "Pankhuri2"

mehandi ka rang hum dono ke ansoo mai dhul gaya
her ek dekha sapna, mitti mai rul gaya
judai yah umarbhar tadpayegi
tanhaai ab, zindagi ke sath hi jayegi


mehandi ka rang to dhul gaya,
per phir bhi ye aankhe ansoo bahayengi.
ab to ubb chuka hu aisi zindgi se,
 na ye zindgi na ye tanhaii jaayegi.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #336 on: June 10, 2006, 05:01:41 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
WAH KAY ABAAT HAI, BAHOOT HI ACHA REPLY HAI YAH JHL JI!!

mehandi ka rang hum dono ke ansoo mai dhul gaya
her ek dekha sapna, mitti mai rul gaya
judai yah umarbhar tadpayegi
tanhaai ab, zindagi ke sath hi jayegi


Hamara reply achha hai to aap bhi kuchh kam nahi ...
Fantastic reply Pooja ...


Dhul jaane do mehandi ke rang ko,
Par juda na hone aankh se aansu ki tarah,
Tere saath ka rang abhi chada hai mujhpe,
Bas behte rehna badan mein lahu ki tarah ...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #337 on: June 11, 2006, 05:15:41 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Quote from: "Pankhuri2"

Dhul jaane do mehandi ke rang ko,
Par juda na hone aankh se aansu ki tarah,
Tere saath ka rang abhi chada hai mujhpe,
Bas behte rehna badan mein lahu ki tarah ...


basna mere jeevan mein aman ki tarah.
mehkate rehna meri saas ko chaman ki tarah.
jub rahe na mere badan mein  boonde lahu ki.
chipak jaana mere jism mein kafan ki tarah
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #338 on: June 11, 2006, 06:12:26 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"

Hamara reply achha hai to aap bhi kuchh kam nahi ...
Fantastic reply Pooja ...

Dhul jaane do mehandi ke rang ko,
Par juda na hone aankh se aansu ki tarah,
Tere saath ka rang abhi chada hai mujhpe,
Bas behte rehna badan mein lahu ki tarah ...


bahoot khoob JHL JI..

bahta khoon rago mai kab ka pani ho gaya
her dil ka armaan ankhon ka bahta ansoo ho gaya
bikhar gaya her ek sapna, jo dekha tha mil kar kabhi
jeene ke her ek khawab bas khuno khoon ho gaya
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #339 on: June 11, 2006, 06:14:34 AM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Pankhuri2"

Dhul jaane do mehandi ke rang ko,
Par juda na hone aankh se aansu ki tarah,
Tere saath ka rang abhi chada hai mujhpe,
Bas behte rehna badan mein lahu ki tarah ...


basna mere jeevan mein aman ki tarah.
mehkate rehna meri saas ko chaman ki tarah.
jub rahe na mere badan mein  boonde lahu ki.
chipak jaana mere jism mein kafan ki tarah


wah kaya baat hai Kavi dost ji!!

kabhi dost to kabhi kafan ka naam dete hai
meharbaan mere kaya kaya armaan dete hai
dil apne ki hi bas hasrato mai rahty hai mashgul
dosto ke armaano ko to bas jaaty hai yah bhool
Logged
Pooja
Guest
«Reply #340 on: June 12, 2006, 03:34:37 PM »
tanha chand tu, kabhi kam aor jayada ho jaata hai
meri tanhaai ki tarah, kabhi gahra to kabhi aor gahra ho jaata hai
chup kar kabhi, andhera jab kar deta hai charo aor
kayun mere andhere mai, chup nahi jaata mere jeevan ka bhor!!!

Tu to hai bejaan, phir bhi andhera kar jaata hai
kaya karu in dhadkano ka, jo her pal shor kiya jaata hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #341 on: June 13, 2006, 08:48:54 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Pankhuri2"

Dhul jaane do mehandi ke rang ko,
Par juda na hone aankh se aansu ki tarah,
Tere saath ka rang abhi chada hai mujhpe,
Bas behte rehna badan mein lahu ki tarah ...


basna mere jeevan mein aman ki tarah.
mehkate rehna meri saas ko chaman ki tarah.
jub rahe na mere badan mein  boonde lahu ki.
chipak jaana mere jism mein kafan ki tarah


kabhi dost to kabhi kafan ka naam dete hai
meharbaan mere kaya kaya armaan dete hai
dil apne ki hi bas hasrato mai rahty hai mashgul
dosto ke armaano ko to bas jaaty hai yah bhool


kabhi dost kabhi kafan ka naam rekhte hai.
zinda rahe ya mar jaaye tumko saath rakhte hai.
hum na honge to kaise chor de tumko tanhaa yahan.
jub jaante gum-hi-gum her haalat rakhte hai.
yadi chora tanha tumko to rooh meri tadpegi
aakhir hum bhi dosti ke zasbaat rakhte hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #342 on: June 13, 2006, 02:21:25 PM »
wah kaya baat hai bahoot khoob likha apne dost Kavi ji...

apki is dosti per jaan nisaar
app jaise dost bina, zindagi bekaar!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #343 on: June 13, 2006, 02:28:11 PM »
Quote from: "Pooja"
wah kaya baat hai bahoot khoob likha apne dost Kavi ji...

apki is dosti per jaan nisaar
app jaise dost bina, zindagi bekaar!!


aise na chadhao ki dost na rah jaau.
chah mein aapki zinda mar jaau
Logged
Pooja
Guest
«Reply #344 on: June 13, 2006, 02:43:22 PM »
NA DOST BANAO TO MARTY HO
DOST BANAE PER BHI
MARNE KI HI BAAT KARTY HO
Logged
Pages: 1 ... 19 20 21 22 [23] 24 25 26 27 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:31:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer