chand tanha hay

by Pooja on November 23, 2005, 04:21:10 PM
Pages: 1 ... 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28 ... 30
Print
Author  (Read 23499 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #345 on: June 14, 2006, 10:08:50 AM »
Quote from: "Pooja"

NA DOST BANAO TO MARTY HO
DOST BANAE PER BHI
MARNE KI HI BAAT KARTY HO


na gum aache lagte hai na khusi bardast hoti hai.
pyaar ki ruswaiyoon se tanha raat hoti hai.
maut ki baatein lab se nikalti "bhondu"
zindgi ke saye mein maut ki barat hoti hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Chand Tanha Hay ... by RamSagar in Ghazals
tanha chand by chitralsony in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #346 on: June 14, 2006, 03:27:39 PM »
bahoot acha likha hai Dost Kavi ji!!

dil ke dard ne ajj waha pahunchaya hai
na hai ahsaas dard ka, na hi hansna ayya hai
her baat kaan tak jakar laout jaati hai
dil hai pathar ab, khud se hi khud anjaan hui jaati hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #347 on: June 16, 2006, 03:56:45 PM »
Quote from: "Pooja"
bahoot acha likha hai Dost Kavi ji!!

dil ke dard ne ajj waha pahunchaya hai
na hai ahsaas dard ka, na hi hansna ayya hai
her baat kaan tak jakar laout jaati hai
dil hai pathar ab, khud se hi khud anjaan hui jaati hai


dil ke dard ne gum ke andhere mein pahuchaya hai.
tasveer bhi nhi dikhti aapni aur.. chut gaya saaya hai.
ristoon ke bazar mein jo uljhe hai chehre.
samajh nhi aata kaun aapna hai kaun paraya hai.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #348 on: June 18, 2006, 01:32:43 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
Quote from: "Just_Hate_Love"

Hamara reply achha hai to aap bhi kuchh kam nahi ...
Fantastic reply Pooja ...

Dhul jaane do mehandi ke rang ko,
Par juda na hone aankh se aansu ki tarah,
Tere saath ka rang abhi chada hai mujhpe,
Bas behte rehna badan mein lahu ki tarah ...


bahoot khoob JHL JI..

bahta khoon rago mai kab ka pani ho gaya
her dil ka armaan ankhon ka bahta ansoo ho gaya
bikhar gaya her ek sapna, jo dekha tha mil kar kabhi
jeene ke her ek khawab bas khuno khoon ho gaya



Hame banke khoon teri rago mein behne de,
Use khoon ko paani hum kabhi hone nahi denge,
Dil ke armaan ki baat samjho aur ek baar aazmalo,
Teri palko hum kabhi aansuo se bhigone nahi denge ...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #349 on: June 19, 2006, 04:33:23 AM »
Dost Kavi ji...

khud ka saya jab sath chod de
apna hi payaar hath chod de
kismat ka nahi tab karna bharosa
Rub ko bhi na sunana koi afsaana

dard tab sirf sath nibhyega
jitna milega utna hi skoon ayega
ansoo araam phunchayegy
andhere khud mai samet le jayegy
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #350 on: June 19, 2006, 04:34:55 AM »
JHL ji....

Ansoo hai takdeer meri
inse juda na kar paogy
mere gumo ki chadar hai lambi
khud bhi ulajh kar rah jaogy
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #351 on: June 19, 2006, 04:26:59 PM »
Juda to hum ho gaye hai teri parchaai se,
Ulajh gaye hai hum khud apni tanhaai se ...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #352 on: June 20, 2006, 06:22:13 AM »
tanhaai mai uljh kar kuch bhi hath na ayya hai
khud ho gai khud se door, ajnabi ban gaya khud ka saya hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #353 on: June 22, 2006, 04:36:49 PM »
Quote from: "Pankhuri2"

khud ka saya jab sath chod de
apna hi payaar hath chod de
kismat ka nahi tab karna bharosa
Rub ko bhi na sunana koi afsaana

dard tab sirf sath nibhyega
jitna milega utna hi skoon ayega
ansoo araam phunchayegy
andhere khud mai samet le jayegy


aandhere simatne ki bajay badhte jaa rahe hai.
ye kaun se shaqs hai jo humse muh fira ke jaa rahe hai.
ki thi kaun si galtiyaan humne
jo wo humko is kadar saata rahe hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #354 on: June 23, 2006, 03:15:52 PM »
hum kaya kisi ko satyegy
apna dard-o-gum hi chupayegy
munh hum apna kaha firate hai
aa jaaye jo ansoo, bas apna sir jhuka jaate hai
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #355 on: June 24, 2006, 05:39:08 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
tanhaai mai uljh kar kuch bhi hath na ayya hai
khud ho gai khud se door, ajnabi ban gaya khud ka saya hai



Zindagi hai nadan isiliye chup hoon,
Dard hi dard hai subah shaam isiliye chup hoon,
Keh to du zamaane se dastaan apni lekin,
Usme ayega uska naam isiliye chup hoon ...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #356 on: June 24, 2006, 08:48:51 PM »
ghunt lahu ke pee late hai
issi dard mai jee late hai
app khafa kayun hote hai
hum honth bhi apne see late hai
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #357 on: June 25, 2006, 07:31:16 AM »
Hotho ko see lene se khatam baat nahi hoti,
Chaand tanha hai par tanha raat nahi hoti,
Sochta hoon jab main ke tune yaha se jaane na du,
Par us raat khuda ki rehmat mein barsaat nahi hoti ...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #358 on: June 25, 2006, 01:47:25 PM »
Quote from: "Pooja"

hum kaya kisi ko satyegy
apna dard-o-gum hi chupayegy
munh hum apna kaha firate hai
aa jaaye jo ansoo, bas apna sir jhuka jaate hai


jub kabhi aaye ashq to aana humare paas mein.
jub bhi lu main aakhiri saas to rehna humari saas mein.
zaalim hai duniya,badkismat hai naseeb,
jub dard sataye zada to bas jaana mere ehsaash mein.
Logged
gumnam
Guest
«Reply #359 on: June 25, 2006, 02:49:55 PM »
Quote from: "Pooja"
Chand tanha hai aasman tanha
Dil mila hai kahan kahan tanha
Bujh gae aas chup gaya taara
Thartharata raha dhuwan tanha
Zindage kiya issi ko kehte hain?
Jism tanha hai aur jaan tanha
Hamsafar koi ager mile bhi kahin
Donon chalte rahe tanha tanha
Jalti bujhti roshni ke pare
Simta simta sa ik makan tanha
Raah dekha kare ga sadiyon tak
Chor jaen ge yeh jahan tanha(nm)
BAHUT KHUB POOJA JI.........BAHUT HI ACHHA LIKHA....MIND BLOWING....

Main tanha,meri jindagi tanha,
Rahe meri nigaah ke dard tanha.
Rukhsati kuchh is tarah hogi humari,
chhod jayenge raah-e-wafa tanha.
Logged
Pages: 1 ... 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 07:11:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer