chand tanha hay

by Pooja on November 23, 2005, 04:21:10 PM
Pages: 1 ... 21 22 23 24 [25] 26 27 28 29 30
Print
Author  (Read 23912 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #360 on: June 26, 2006, 05:02:25 AM »
Quote from: "gum"
Poonam ke raat mein chand badal jata hai,
Waqt ke saath insaan badal jata hai,
Mumkin nahin is jaha mein kisi ko aapne banana
kyonki is jaha mein toh sacha pyaar bhi tanha chodh jata hai


mast likha hai gum bhai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Chand Tanha Hay ... by RamSagar in Ghazals
tanha chand by chitralsony in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #361 on: June 27, 2006, 09:55:22 PM »
Toot kar chaha jise, wo kayun na yah samjh saka
Bichar kar mujse ajj phir kayun wo rone laga
Payaar hai mujse, kayun yah usse kaha jaata nahi
Aor akle bhi usse, in raho per chala jaata nahi!!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #362 on: June 29, 2006, 07:47:17 AM »
bahut acha likha aapne POOJA JI....

Bhari mehfil me AKELA tha, AKELA hi raha gaya,
aaj phir sheeshe ki tarah, toot kar bikhar gaya....
teri chahat me shamil rahun, itna chaha maine,
mohabbat me teri main, har had se guzar gaya....
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #363 on: June 30, 2006, 03:10:46 PM »
Quote from: "vicky AKELA"

Bhari mehfil me AKELA tha, AKELA hi raha gaya,
aaj phir sheeshe ki tarah, toot kar bikhar gaya....
teri chahat me shamil rahun, itna chaha maine,
mohabbat me teri main, har had se guzar gaya....


bahut aache vikki ji  per hmne to suna hai...
mohabbat mein sarhad nhi hoti
mohabbat kerne ki had nhi hoti.
yadi maap liya jaaye kisi bhi cheej se mohabbat ko,
to wo mohabbat mohabbat nhi hoti
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #364 on: July 12, 2006, 05:13:55 AM »
bahoot khoob Vicky and Dost kavi ji!!!!

bahoot hi sahi zazbaat apne pesh kiye hai Vicky aor bahoot hi acha jawab dost kavi ji apne likha hai....

Sochi thi jo had wo her had paar ho gai
jab bhi socha bas aor nahi, kuch manjil aor tay ho gai
pahunchi hu jahan, waha khud ko bhi ab khabar nahi
teri muhobaat mai, main kaya se kaya ho gai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #365 on: July 13, 2006, 12:55:36 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
bahoot khoob Vicky and Dost kavi ji!!!!

bahoot hi sahi zazbaat apne pesh kiye hai Vicky aor bahoot hi acha jawab dost kavi ji apne likha hai....

Sochi thi jo had wo her had paar ho gai
jab bhi socha bas aor nahi, kuch manjil aor tay ho gai
pahunchi hu jahan, waha khud ko bhi ab khabar nahi
teri muhobaat mai, main kaya se kaya ho gai


bahut aache pooja ji,

salam hai teri mohabbat ko
jo tumhe sabhi jaaney lage hai.
mohabbat mein teri dard tha itna,
us dard se tujhe pehchanney lage hai.
maana ki bewafaai tere pyaar ko thukra gayi,
per us bewafaai se bhi teri ek pehcha aa gayi.
aaj bhi tanhayee mein khusi hai aman hai.
tere us bewafaa pyaar ko bhi naman hai...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #366 on: July 13, 2006, 01:46:29 PM »
wah likhu, ahh likhu, is naman ka kaya jawab likhu
Shukariya Dost Kavi ji!!

dard hi pahchan hai
juban per ek hi naam hai
umind nahi uske badal jaane ki
per kaha is dil ko bhi aram hai

shayad kabhi badal jaaye wo najar uski
shayad kabhi badal jaaye yah kismat meri
is shayad mai, uljha kar zindagi rah gai
her subah ek nai umind, her sham ansoo mai bah gai!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #367 on: July 14, 2006, 04:28:17 AM »
Quote from: "Pooja"
wah likhu, ahh likhu, is naman ka kaya jawab likhu
Shukariya Dost Kavi ji!!

dard hi pahchan hai
juban per ek hi naam hai
umind nahi uske badal jaane ki
per kaha is dil ko bhi aram hai

shayad kabhi badal jaaye wo najar uski
shayad kabhi badal jaaye yah kismat meri
is shayad mai, uljha kar zindagi rah gai
her subah ek nai umind, her sham ansoo mai bah gai!!


sukriya Pooja  ji...

her subah umeed hoti hai unke aane ki,
door se to rangat milti nhi mehkhane ki.
din bhar behta rehta hai sabar ka khazana mera.
raat mein yaadein aayengi unki, uthane ko zanaja mera.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #368 on: July 16, 2006, 05:00:30 PM »
Good one both of you ...
Keep writing both ...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #369 on: July 17, 2006, 02:03:20 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Good one both of you ...
Keep writing both ...


jhl thank u ...

yu hi protsahan dene aaya karo
per kuch lines bhi likh ke jaaya karo.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #370 on: July 17, 2006, 10:11:39 PM »
Thanks JHL JI!!! dOST KAVI KI SHIKAYAT JAYAZ HAI...

Good one Dost Kavi...

na din mai chain, na raat ko karaar atta hai
dekh kar sooni raah, dil tadap kar rah jaata hai
dekar jawab her kisi ko, jab tanhaai ka alam atta hai
ro padta hai yah dil, kaya samjhau khud ko, yah samjh nahi atta hai
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #371 on: July 23, 2006, 04:24:13 PM »
Dil ko samjhane ki koshish bahut ki,
Aapke khwaabo mein aane ki koshish bahut ki,
Par samjh nahi paaya main kabhi tum door kyu ho,
Isi baat se dil ko behlaane ki koshish bahut ki ...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #372 on: July 23, 2006, 04:45:23 PM »
wah kaya baat hai.....
dil kaha kab kisi ki sunta hai
apni marji se her kaam karta hai
usnki doori hamari samjh bhi nahi aai hai
na jaane kayun, ek zulmi se preet lagai hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #373 on: July 26, 2006, 04:19:19 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai.....
dil kaha kab kisi ki sunta hai
apni marji se her kaam karta hai
usnki doori hamari samjh bhi nahi aai hai
na jaane kayun, ek zulmi se preet lagai hai


yu to ankho se izhaar jatati ho
preet kerti ho aur, zulmi banati ho
kab tak rahogi door humare paas na aaogi
zulmi chala jaayega to ashq bahaogi.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #374 on: July 29, 2006, 05:04:46 PM »
Ashq bah jaane se dil ka dard kam hota hai,
Jo humko zulmi kahe wo khud apna sanam hota hai,
Mohabbat ke phoolo ko kuchla jaata hai bhari mehfil mein,
Humko maaloom nahi hota par wo khud apna kadam hota hai ...
Logged
Pages: 1 ... 21 22 23 24 [25] 26 27 28 29 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:32:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer