chehlum mein saj kar

by salil2002 on February 25, 2009, 07:32:01 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2419 times)
salil2002
Guest
kyun maut se khafa hote hain log
kyun jaane wale ko yaad karke rote hai log
zindgi bhar jisse zillat di ho
kyun uski maut par afsos jatate hai log
kyun nahin kar sakte hum kissii ko dil se yaad
kyun nahin hans sakte karke uski baaton ko yaad
is tarah maatam se kya woh laut aayega
chen se sone de oose kafan oodaane k baad
yoon toh maut ek sachchai hai zindgi jaisi
iske har pahlu se waqif dikhte hain log
jiske ghar koi bhoole se bhi na pahuncha ho koi
uske ghar Chehlum mein saj k jaate hain log
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #1 on: February 25, 2009, 07:43:12 AM »
Good


achcha Tanz hai




Javed
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: February 25, 2009, 07:59:58 PM »
kyun maut se khafa hote hain log
kyun jaane wale ko yaad karke rote hai log
zindgi bhar jisse zillat di ho
kyun uski maut par afsos jatate hai log
kyun nahin kar sakte hum kissii ko dil se yaad
kyun nahin hans sakte karke uski baaton ko yaad
is tarah maatam se kya woh laut aayega
chen se sone de oose kafan oodaane k baad
yoon toh maut ek sachchai hai zindgi jaisi
iske har pahlu se waqif dikhte hain log
jiske ghar koi bhoole se bhi na pahuncha ho koi
uske ghar Chehlum mein saj k jaate hain log

Bada kadwa sa sach likha hai Salil

...haan kuch aise hi hote hain 'humlog' !
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: February 25, 2009, 09:19:52 PM »
bahoot khoob salil
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #4 on: February 25, 2009, 09:25:10 PM »
Bahoot Khoob Likha Salil Bhai
Dil ko Chhu Liya Aapne
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: February 26, 2009, 02:02:46 AM »
kyun maut se khafa hote hain log
kyun jaane wale ko yaad karke rote hai log
zindgi bhar jisse zillat di ho
kyun uski maut par afsos jatate hai log
kyun nahin kar sakte hum kissii ko dil se yaad
kyun nahin hans sakte karke uski baaton ko yaad
is tarah maatam se kya woh laut aayega
chen se sone de oose kafan oodaane k baad
yoon toh maut ek sachchai hai zindgi jaisi
iske har pahlu se waqif dikhte hain log
jiske ghar koi bhoole se bhi na pahuncha ho koi
uske ghar Chehlum mein saj k jaate hain log

Wonderful creation Salil ji  Applause Applause
Daad hazir hai kabul kijiyega  Thumbs UP
Logged
pandit
Guest
«Reply #6 on: February 26, 2009, 02:04:06 AM »
kyun maut se khafa hote hain log
kyun jaane wale ko yaad karke rote hai log
zindgi bhar jisse zillat di ho
kyun uski maut par afsos jatate hai log
kyun nahin kar sakte hum kissii ko dil se yaad
kyun nahin hans sakte karke uski baaton ko yaad
is tarah maatam se kya woh laut aayega
chen se sone de oose kafan oodaane k baad
yoon toh maut ek sachchai hai zindgi jaisi
iske har pahlu se waqif dikhte hain log
jiske ghar koi bhoole se bhi na pahuncha ho koi
uske ghar Chehlum mein saj k jaate hain log


NICE SALIL JEE.....
Logged
salil2002
Guest
«Reply #7 on: March 17, 2009, 11:43:20 AM »
Good


achcha Tanz hai




Javed

Bada kadwa sa sach likha hai Salil

...haan kuch aise hi hote hain 'humlog' !
bahoot khoob salil
Bahoot Khoob Likha Salil Bhai
Dil ko Chhu Liya Aapne
Wonderful creation Salil ji  Applause Applause
Daad hazir hai kabul kijiyega  Thumbs UP

NICE SALIL JEE.....
bahot acha likha hai aapne Salil ji... Applause Applause
shukriya javed bhai, talat di, pooja dim roja, pandit bhai, kaash, pank bhai.......aapko pasand aaya jaankar khushi huyi
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 23, 2024, 12:14:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer