CHEHRE PE APNE MUSKAAN RAKHNA HAI....

by khwaish on October 03, 2007, 09:23:11 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2312 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
THIS LINES WRITTEN BELOW MAY GIVE A PERSON AN INSPIRATION TO MOVE AHEAD IN LIFE ,NO MATTER THE CIRCUMSTANCES HE|SHE HAS TO FACE...I HOPE I COULD JUSTIFY TO WHAT I WANTED TO SAY...

KIS TARAF KAISI HAVA HAI,YEH PATA RAKHNA HAI
FIR YEH TAYE KARNA HAI,KIS RUK PE DIYA RAKHNA HAI

MAJBOORIYON  MEIN BEH GAYE JAANE KITNE KHWAISH IS DIL KE
IS DIL KO AB DARD-E-GHAM SE LADNE KE LIYE TAYAAR RAKHNA HAI

DIL DHUKANE KA TARIKA HAR INSAAN KO AATA HAI "KHWAISH"
PAR INSAAN  HAI  HUM USS  KHUDA KE
PYAAR,MOHABBAT KA HI FARMAAN RAKHNA HAI

JO WAQT BEET CHUKA HAI WOH TO EK KAL THA
GILE-SHIKWO SE DOOR HAT KAR,
HAR DIL MEIN NAYE ARMAAN RAKHNA HAI

AANSU BEH JAATE THE TO KEH JAATE THE
KAI RAAZ IS DIL KE...
AANSUO KO THAAM KE IN AANKHON MEIN...
JO KHUSHI DE SAKE JAHAAN KO
WAISE JAZBAAT DIL MEIN TAYAAR RAKHNA HAI

MAIN JAANTA HOON KIS BAAT SE
BAD JAATI HAI DOORIYAN LOGO MEIN
USS HAR BAAT SE "KHWAISH"
DIL KO ANJAAN RAKHNA HAI..

KUCH NAHI HAASIL "KHWAISH"
CHOTI CHOTI BATON PAR LADNE JHAGADNE SE
HAR INSAAN KO SAMAJNA HOGA.....
HAATHON MEIN APNE MOHABBAT KA JAAM RAKHNA HAI

KISI SE NA KOI DARMIYAAN RAKHNA HAI....
CHEHRE PE  APNE MUSKAAN RAKHNA HAI....
Logged
sapnaa
Guest
«Reply #1 on: October 04, 2007, 05:50:42 AM »
Quote from: "khwaish"

Too  Good khwaish...written with lots of feelings.
Logged
SHONA
Guest
«Reply #2 on: October 04, 2007, 11:05:00 AM »
KIS TARAF KAISI HAVA HAI,YEH PATA RAKHNA HAI
FIR YEH TAYE KARNA HAI,KIS RUK PE DIYA RAKHNA HAI

JO WAQT BEET CHUKA HAI WOH TO EK KAL THA
GILE-SHIKWO SE DOOR HAT KAR,
HAR DIL MEIN NAYE ARMAAN RAKHNA HAI

MAIN JAANTA HOON KIS BAAT SE
BAD JAATI HAI DOORIYAN LOGO MEIN
USS HAR BAAT SE "KHWAISH"
DIL KO ANJAAN RAKHNA HAI..

KUCH NAHI HAASIL "KHWAISH"
CHOTI CHOTI BATON PAR LADNE JHAGADNE SE
HAR INSAAN KO SAMAJNA HOGA.....
HAATHON MEIN APNE MOHABBAT KA JAAM RAKHNA HAI

KISI SE NA KOI DARMIYAAN RAKHNA HAI....
CHEHRE PE  APNE MUSKAAN RAKHNA HAI....[/quote]

Beautifully written khwaish..true to life & excellent thought..
 =D> =D>  =D>  =D>
Logged
ISHPREET
Guest
«Reply #3 on: October 05, 2007, 08:14:19 PM »
Kya baat hai khwaish!!!dil ko chu gayi aapki kavita...bahut acha likha hai

Ek pathar pigalte dekha hai
majburiyon mein bhi
insan ko  halat se  guzarte dekha hai
ek din roshan karenge hum sab milke is jahan ko
hum sab ne suraj ko nikalte dekha hai
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:18:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer