Chord Dete Hain Log,. {AS}

by Jaanasheen on May 12, 2012, 07:32:53 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1120 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Dil Behal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.
Koi Aur Mil Jaaye TO Chord Dete Hain Log,.

Chaar Din KI Chandni Ki Qadar Karna Doston,.
Chandni Dhal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.

Kasmein To Khaate Hain Log Sada Saath Jeene Ki,.
Zehan Badal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.

Din Badal Jaayein To Jazbaat Badal Jaate Hain,.
Halaat Badal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.

Log Mohabbat Karte Hain Matlab Ke Liye,.
Matlab Nikal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.

-NM-


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Muskuraate hain to bijliyaa gira dete hain by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
zakhm dete haiN by husain52 in Shayri-E-Dard
Shayar Bna Dete Hain by Yoindian Ghunda in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ab Tod Dete Hain ............. !!! by Talat in Ghazals « 1 2 3  All »
... KUTTAY CHHOD DETE HAIN ........................ HASAN by F.H.SIDDIQUI in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
soudagar
Guest
«Reply #1 on: May 12, 2012, 07:38:42 AM »
nice sharing  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: May 12, 2012, 07:41:43 AM »
bilkul ese hee hote hain log
Logged
dolly
Guest
«Reply #3 on: May 12, 2012, 11:19:45 AM »
veryy true veryy nyyc sharing...

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #4 on: May 12, 2012, 11:30:28 AM »
bahut hi khoob kaha Ajeem ji Applause Applause Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: May 13, 2012, 07:21:54 PM »
Dil Behal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.
Koi Aur Mil Jaaye TO Chord Dete Hain Log,.

Chaar Din KI Chandni Ki Qadar Karna Doston,.
Chandni Dhal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.

Kasmein To Khaate Hain Log Sada Saath Jeene Ki,.
Zehan Badal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.

Din Badal Jaayein To Jazbaat Badal Jaate Hain,.
Halaat Badal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.

Log Mohabbat Karte Hain Matlab Ke Liye,.
Matlab Nikal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.

-NM-





LIKHA ACHA HAI...! AUR MAIN AAP KE JAZBE KI QADR KARTI HOON PER MAIN AAPKI SOACH SE MOQAMMAL TAUR SE ITEFAAQ NAHIN RAKHTI. SHAYAD AAP KE SAATH AISA HUA HO PER ISE GENERALIZE NAHIN KIYA JA SAKTA.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 13, 2012, 10:12:40 PM »

LIKHA ACHA HAI...! AUR MAIN AAP KE JAZBE KI QADR KARTI HOON PER MAIN AAPKI SOACH SE MOQAMMAL TAUR SE ITEFAAQ NAHIN RAKHTI. SHAYAD AAP KE SAATH AISA HUA HO PER ISE GENERALIZE NAHIN KIYA JA SAKTA.


Sab Ka Alag Alag Khayaal Hota Hai, Zaroori Nahi Ke Har Ek Ka Dard Har Ek Ka Ehsaas Ek Hi Ho,.

Kisi Ko Dhoka Deta Hai Aaina,.
To Kisi Ko Chehra Dikhaata Hai Aaina,.
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #7 on: May 14, 2012, 01:04:47 AM »
boht khub janab azeem sahab
Logged
Kohinoor
Guest
«Reply #8 on: May 14, 2012, 01:29:39 AM »
Dil Behal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.
Koi Aur Mil Jaaye TO Chord Dete Hain Log,.

Chaar Din KI Chandni Ki Qadar Karna Doston,.
Chandni Dhal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.

Kasmein To Khaate Hain Log Sada Saath Jeene Ki,.
Zehan Badal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.

Din Badal Jaayein To Jazbaat Badal Jaate Hain,.
Halaat Badal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.

Log Mohabbat Karte Hain Matlab Ke Liye,.
Matlab Nikal Jaaye To Chord Dete Hain Log,.

-NM-



kuch na kuch to majboori rhi hogi...

Har bicharne wala bewafa nhi hota...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: May 14, 2012, 02:41:59 PM »
Applause Applause Applause  Nice sharing....!!!


unko jaanaa tha apne raaste, wo chale gaye,
ghum is baat ka hai ki wo bahut der se gaye,

humne jo mahal banaaye the khwaabon ke kabhi,
wo khwaab kaanch ke the jinhe wo tod ke gaye,

dil apna deewaana tha jisne sirf unhi ko chaaha,
unko taras bhi naa aayi jab tanha chhod ke gaye,

jinko dekh ke kabhi hum muskuraate the har pal,
aaj wahi hamaare aankhon me aansoo chhod ke gaye,

unko jaanaa tha apne raaste, wo chale gaye,
ghum is baat ka hai ki wo bahut der se gaye....

*****HRIDAY*****
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:11:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer