poonamA
Guest
|
chup chup kar pahle pyar ke rang bhare sapne dikhate hai log phir dil ke darwaje par kadmoo ke nishan chod chale jaate hai log
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #1 on: October 21, 2011, 03:51:37 AM » |
|
chorh jayenge jis din tujhe dil se nikal kar .
Jeeyenge ho saka agar dil ko seene se nikal kar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
MANOJ6568
Khaas Shayar
Rau: 31
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:42 days, 19 hours and 59 minutes.
Astrologer & Shayer
Posts: 12017 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #2 on: October 21, 2011, 06:43:20 AM » |
|
APNI ADAYO SE IS KADER USKO MAJBOOR KIYA APNE DIL SE USKO TUNE BAHUT HAI DOOR KIYA chup chup kar pahle pyar ke rang bhare sapne dikhate hai log phir dil ke darwaje par kadmoo ke nishan chod chale jaate hai log
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poonamA
Guest
|
|
«Reply #3 on: October 21, 2011, 06:57:55 AM » |
|
nazre mila ke kiya dil ko zakhmi aur ab sitam dha rahe ho meri wafaoo ka kya khub sila diya hai tadpta hua chod kar ja rahe ho APNI ADAYO SE IS KADER USKO MAJBOOR KIYA APNE DIL SE USKO TUNE BAHUT HAI DOOR KIYA
|
|
|
Logged
|
|
|
|
MANOJ6568
Khaas Shayar
Rau: 31
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:42 days, 19 hours and 59 minutes.
Astrologer & Shayer
Posts: 12017 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #4 on: October 21, 2011, 07:02:50 AM » |
|
mujko gar tum gale se laga lagayoge badnasibi ke siwa kuch na payoge nazre mila ke kiya dil ko zakhmi aur ab sitam dha rahe ho meri wafaoo ka kya khub sila diya hai tadpta hua chod kar ja rahe ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sunildehgawani
Guest
|
|
«Reply #5 on: October 21, 2011, 07:12:45 AM » |
|
kar dete hain majbur hamain had se gujar jane ke liye karwan chod jaaate hain umra bhar yaad aane ke liye iss kadar log chand rozon main ruh main utar jaate hain ki ek umra lag jaati hai hammain unhen bhul paane ke liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poonamA
Guest
|
|
«Reply #6 on: October 21, 2011, 07:15:01 AM » |
|
yeh tera pyar hai jis se mai abhi zinda hu baat yeh aur hai ki zindgi kat ti he nahi NM mujko gar tum gale se laga lagayoge badnasibi ke siwa kuch na payoge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poonamA
Guest
|
|
«Reply #7 on: October 21, 2011, 07:16:00 AM » |
|
very nice sunilji kar dete hain majbur hamain had se gujar jane ke liye karwan chod jaaate hain umra bhar yaad aane ke liye iss kadar log chand rozon main ruh main utar jaate hain ki ek umra lag jaati hai hammain unhen bhul paane ke liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poonamA
Guest
|
|
«Reply #8 on: October 21, 2011, 07:18:57 AM » |
|
har phool ki kismat me kaha naaz dulhan ke kuch phool to khilte hai mazaroan ke liye NM kar dete hain majbur hamain had se gujar jane ke liye karwan chod jaaate hain umra bhar yaad aane ke liye iss kadar log chand rozon main ruh main utar jaate hain ki ek umra lag jaati hai hammain unhen bhul paane ke liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #9 on: October 21, 2011, 01:19:12 PM » |
|
chup chup kar pahle pyar ke rang bhare sapne dikhate hai log phir dil ke darwaje par kadmoo ke nishan chod chale jaate hai log
bahoot bahoot khoob-- daad kabul karen Poonam ji likhte rahen khus rahen muskurate rahen
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poonamA
Guest
|
|
«Reply #10 on: October 22, 2011, 02:34:58 AM » |
|
thank u bahoot bahoot khoob-- daad kabul karen Poonam ji likhte rahen khus rahen muskurate rahen
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #11 on: October 22, 2011, 02:54:50 AM » |
|
har phool ki kismat me kaha naaz dulhan ke kuch phool to khilte hai mazaroan ke liye NM vaah vaah poonam ji Phoolo ko kya pata vo kaha ke liye hai vo kisi ek ke nahi saare jaha.n ke hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poonamA
Guest
|
|
«Reply #12 on: October 22, 2011, 02:58:07 AM » |
|
very nice mkv vaah vaah poonam ji Phoolo ko kya pata vo kaha ke liye hai vo kisi ek ke nahi saare jaha.n ke hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|