<><>¤*¤*¤BHUL GAYE¤*¤*¤<><>

by wime on June 24, 2012, 12:40:18 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1367 times)
wime
Guest
ITNE SARE RASTE MILE KI MANZIL SE BHATAK GAYE

ITNE SARE GUM MILE KI MUSKURANA BHUL GAYE

ITNE SARE AASHIYANE MILE KI APNA AASHIYAANA BHUL GAYE

ITNE SARE VADE TOOTE KI IRAADA BHUL GAYE

ITNE SARE AANSU BAHAYE KI RONA BHUL GAYE

APNO NE ITNA KCH KAHA KI SUN NA BHUL GAYE

RAHO ME ITNE MILE KI CHUN NA BHUL GAYE

ITNE GUNAH KIYE HAI KI SAZAYE BHUL GAYE

ITNE DIL TODE HAI KI CHEHRA  BHUL GAYE

ITNA PYAR KIYA HAI KI KHUD KO BHUL GAYE

ITNE KCH DEKHA KI NAZARE BHUL GAYE

ITNI RATO KO JAGE KI SONA BHUL GAYE

ITNA KCH KHOYA KI PANA BHUL GAYE

ITNI WAFA KI HUMNE KI WOH KAFA HO GAYE

HER JAGAH WOH NAZAR AATE HAI AAB TOH

ITNE KHAB DEKHE KI HAQEEQAT KO BHUL GAYE

ITNI BAR MARE KI JEENA BHUL GAYE

ITNI NAFRAT KI HAI KI PYAR KARNA BHUL GAYE BHUL GAYE

ITNE DHOKE KHAYE KI YAKEEN KARNA BHUL GAYE

ITNA TADPE HAI UNKI YAAD ME KI DARD BHUL GAYE

CHOT ITNI KHAE HAI KI ZAKHM BHUL GAYE

ITNIA ITNEZAR KIYA HAI KI WAQT BHUL GAYE

ITNA KCH MILA KI
DHUNDANA BHUL GAYE

ITNI KHATAYE KI  HAI KI MAFI BHUL GAYE


UNKI KHAATIR HUM SUB KO BHUL GAYE

MAUT SE PEHLE JEENA BHUL GAYE ZINDAGI KYA HOTI HAI YEH TOH JAN NAI PAYE

KOI ITNA SUNG DIL INSAN B HOSAKTA HAI DUNIYA ME HUM USKO PEHCHAN NAI PAYE

BUS ISHI KHATA KO HUM HER BAR BHUL GAYE


 WIME - MEANS WATER IN MY EYES
djsrjxuc@gmail.com[color=][/color][color=][/color]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
wo hame bhul gaye by raghu1205 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Keh To Dete HAi Bhul Gaye..........Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
tum bhul gaye... !! by aazad panchi in Shayri for Dard -e- Judai
Kyun Bhul Mujhe Gaye Ho Tum by nishi gahlaut in Shayri-E-Dard
~~~~~~~~Ham tumhen bhul gaye~~~~~~~ by shad in Shayri for Khumar -e- Ishq
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: June 24, 2012, 01:14:39 AM »
waah beautiful
Logged
himanshuIITR
Guest
«Reply #2 on: June 24, 2012, 01:16:45 AM »
bahut khoob
Logged
wime
Guest
«Reply #3 on: June 24, 2012, 01:32:08 AM »
THANKS TO ALL OF U 4 EVERYTHING
I KINDLY RESPECT TO ALL 4 FOR MY HEART
Logged
roy
Guest
«Reply #4 on: June 24, 2012, 07:08:52 AM »
wwaaaahh Applause
bohott khoob Applause
Logged
suman59
Guest
«Reply #5 on: June 24, 2012, 07:13:20 AM »
Itni acchi kavita likha hai aapne ke tarif ke liye alfaz bhool gaye
nice creation ...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: June 25, 2012, 03:43:49 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause  beautiful....!!!
Logged
soudagar
Guest
«Reply #7 on: June 25, 2012, 03:49:23 PM »
wime si sabse pehle to aapke profile name humein bahut pasand aaya bahut hi mast....... dusra aapki rachna itni achi aur itne achhe tarike se likhi gai hai ki tareef ke liye shabd kam pad gaye hai.......main nahi janta ki is rachna par bhi aapko rau kyun nahi mila...... par meri taraf se aap is rachna ki badoulat rau aur ek cadbury ke haqdar hai so aapko samarpit karta hoon.... Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #8 on: June 25, 2012, 04:28:18 PM »
 :clap:JO APNE BAYABN KIYA HAI ZINDAGI KI SACHYEE HAI WO
KUCHH KAHOON YA NA KAHOON TARIF-E-QABIL HAI WO

BAHUT KHOOB  Applause Applause
 
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:19:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer