Daastan-e-ishq

by Ricky on July 28, 2004, 11:23:22 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1812 times)
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
Toh daastain kuch iss tarah thi..

Apne khayalon ko mujhe batlaya to hota
Dil ke kuch raazo gar tune yun naa dabaya hota
Naa samjhtey be'wafa tumko hum,
Agar tune apne ansuon ko na chipaya hota

Ab hum par jab saare raaz khul gaye
Ab humey maloom hai tum hamesha se humarey hi rahe
Khud ko ab hum khatawaar mantey hai
Ke tere ghumo ke liye hum khudko zimmewar mantey hai

Khot humarey hi pyar mein hogi ke tujhe naa samajh sake
yun toh tum khud ba khud jalti rahi
Hum uss mohabbat ki aag ko naa samajh sake

Agar shak tha tumhe is Pyaar per toh tu jaanley aaj
Hum aiso me se nahin jo gham-e-ishq per dede jaan
Hum toh woh hain jo jee kar marenge aur rakhenge ishq laaj

Naa ansoo hain, naa yaadein hain hai , naa tum ho
ab hain to sirf hamarey khataen aur tasveer hai un ankhon ki,
keh rahi hain apni gahraiyon se jo
kash tumney ek baar toh jhanka hota inme,
kash tumney kuch apna kho kar dekha hoto inme,

Hum ghareeb-e-haalat in manzorein se ghuzrey
ke apno mein hote hue bhi anjaan thae
Zamane ho gaye iss dasta'an-e-ishq ke
Par anjaam wahi rahe!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Daastan-e-Net by Delicate_Doll in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
daastan e dil by ankit20 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
dark love - pyaar ki daastan by asif biswas in Inspirational Stories and real life Incidences.
Ishq ki daastan - Part 1 by ishu_singh10 in Shairi - E - Zindagi
Daastan-e-Dil by Rehan Rahman in Shayri for Dard -e- Judai
nishita
Guest
«Reply #1 on: July 28, 2004, 01:13:53 PM »
good work
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: July 28, 2004, 07:30:53 PM »
nice Ricky
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #3 on: July 30, 2004, 01:26:40 PM »
Well thank you all.. Will see you in General discussion section..
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #4 on: July 30, 2004, 07:42:06 PM »
good ricky....but how is mine



Torde har Aas ki Dori Anson may Kiya Rakha hai....
Ishq Mohabbat Batain hain So Baton may Kiya rakha hai...
Qismat may jo Likha hai akhir hokar rehta hai....
Chund Lakerain Uljhi sin Or Haton may Kiya rakha hai....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: July 30, 2004, 07:48:57 PM »
bahoot khub Yasir

Rakh Umeed, ki umeed per duniya kayam hai
kar khud per yakin, yakin per duniya kayam hai.
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #6 on: July 30, 2004, 08:54:55 PM »
Thanx pooja ji
Logged
amrita
Guest
«Reply #7 on: July 23, 2005, 03:55:50 PM »
Mere jazbaaton ko jo tune samjha hota
toh apne khayalon ko batlaya hota.


khawafai ko tune bewafai samjha
kabhi poocha hota toh batlaya hota..

gairon ko apnaya, jab apno ne thukraya
kabhi poocha hota toh batlaya hota..

khuda bhi humse rutha kyon tera dil dukhaya
kabhi poocha hota toh batlaya hota..

tujhse tere haal ka sawaal tab hota agar mera mann behaal na hota
kabhi poocha hota toh batlaya hota...

mere ashq keh rahe the meri kahani jine samjh raha tha tu paani
kabhi poocha hota toh batlaya hota..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: July 24, 2005, 06:16:32 PM »
wah kaya baat hai.....bahoot khoob amrita ji...........................................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #9 on: July 24, 2005, 06:38:06 PM »
wah!!!!!!!   bahot  khoob...........Ricky.........Pooja,,,,Yasir......Amrita........

aaj  yeh  ishq  ki mujhse  baat  karte  hain
bina  sune woh meri jindagi  ka faisla kar dete hain
maine  yeh  umar   unke   naam likh  diya hai
phir bhi apne daaman  mein jagah  nahi dete hain
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #10 on: July 25, 2005, 05:35:06 AM »
Bahut Khoob  u all.........................cant quote all but damn nice !!!!!
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #11 on: July 25, 2005, 06:39:23 AM »
Quote from: "Ricky"
Toh daastain kuch iss tarah thi..

Apne khayalon ko mujhe batlaya to hota
Dil ke kuch raazo gar tune yun naa dabaya hota
Naa samjhtey be'wafa tumko hum,
Agar tune apne ansuon ko na chipaya hota

Ab hum par jab saare raaz khul gaye
Ab humey maloom hai tum hamesha se humarey hi rahe
Khud ko ab hum khatawaar mantey hai
Ke tere ghumo ke liye hum khudko zimmewar mantey hai

Khot humarey hi pyar mein hogi ke tujhe naa samajh sake
yun toh tum khud ba khud jalti rahi
Hum uss mohabbat ki aag ko naa samajh sake

Agar shak tha tumhe is Pyaar per toh tu jaanley aaj
Hum aiso me se nahin jo gham-e-ishq per dede jaan
Hum toh woh hain jo jee kar marenge aur rakhenge ishq laaj

Naa ansoo hain, naa yaadein hain hai , naa tum ho
ab hain to sirf hamarey khataen aur tasveer hai un ankhon ki,
keh rahi hain apni gahraiyon se jo
kash tumney ek baar toh jhanka hota inme,
kash tumney kuch apna kho kar dekha hoto inme,

Hum ghareeb-e-haalat in manzorein se ghuzrey
ke apno mein hote hue bhi anjaan thae
Zamane ho gaye iss dasta'an-e-ishq ke
Par anjaam wahi rahe!!!


veryyyy nice ...............Ricky.................
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: July 25, 2005, 03:43:59 PM »
Daastan-e-ishq kahty hai jise, bas itani si kahani hai
Ankho se giregi shabnam aor dhool mai mil jaani hai!!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #13 on: July 25, 2005, 04:25:00 PM »
Quote from: "Pooja"
Daastan-e-ishq kahty hai jise, bas itani si kahani hai
Ankho se giregi shabnam aor dhool mai mil jaani hai!!!!!


hmmmmmmmm wow  pooja.............2  line mein  kya  khoob  kaha....

yeh  kya kam  hai  ki mar  jaane per  duniya yaad  karti hai
kisi  ke  ishaq  mein duniya lutakar  hum  bhi  dekhenge..............nm
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #14 on: September 13, 2009, 04:39:33 AM »
Toh daastain kuch iss tarah thi..

Apne khayalon ko mujhe batlaya to hota
Dil ke kuch raazo gar tune yun naa dabaya hota
Naa samjhtey be'wafa tumko hum,
Agar tune apne ansuon ko na chipaya hota

Ab hum par jab saare raaz khul gaye
Ab humey maloom hai tum hamesha se humarey hi rahe
Khud ko ab hum khatawaar mantey hai
Ke tere ghumo ke liye hum khudko zimmewar mantey hai

Khot humarey hi pyar mein hogi ke tujhe naa samajh sake
yun toh tum khud ba khud jalti rahi
Hum uss mohabbat ki aag ko naa samajh sake

Agar shak tha tumhe is Pyaar per toh tu jaanley aaj
Hum aiso me se nahin jo gham-e-ishq per dede jaan
Hum toh woh hain jo jee kar marenge aur rakhenge ishq laaj

Naa ansoo hain, naa yaadein hain hai , naa tum ho
ab hain to sirf hamarey khataen aur tasveer hai un ankhon ki,
keh rahi hain apni gahraiyon se jo
kash tumney ek baar toh jhanka hota inme,
kash tumney kuch apna kho kar dekha hoto inme,

Hum ghareeb-e-haalat in manzorein se ghuzrey
ke apno mein hote hue bhi anjaan thae
Zamane ho gaye iss dasta'an-e-ishq ke
Par anjaam wahi rahe!!!


Bahoot Bahoot Khoob Ricky.. Bahoot Khoob!
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:06:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer