.....Dafnaa Gyaa.....

by Alam Qazi on June 28, 2011, 04:31:32 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 966 times)
Alam Qazi
Guest

Wo Kaun Tha Jo Khwaab Mere Sajaa Gyaa
Mujhe Jeene Ki Nayee Raah Dikha Gyaa

Maine Pucha Ki Tum Kyun Hanste Nahi
Bas Ek Aah Bhari, Aur Ashk Bahaa Gyaa

Jisne Raaho'n Se Har Sang Ko Hataya Ta-Umr
Wo Rehbar Mera, Na Jaane Kahan Gyaa

Mere Zakhmo'n Ke Saare Dard Ko Samet Kar
Apni Zaat Ko Zamee'n Mein Dafna Gyaa

Toot_Ti  Bikharti Un Khandaro'n Ki Buniyad Par
Wo Jaate Jaate Bhi, Ek Shamma Nayee Jalaa Gyaa


***@lam***



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yaaron Mar Bhi Gaya To, Aarti Meri Dafnaa Dena, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
Jis Rehguzar se Guzar gyaa by Alam Qazi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bikhar gyaa mai Tootkar ... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
kho gyaa mera pyaar ........ luv ya !! by ishu_singh10 in Shayri for Dard -e- Judai
Nazron Se Gir Gyaa Hoon by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
nirala
Guest
«Reply #1 on: June 28, 2011, 05:37:46 PM »
bahot khub……
umda behad umda peshkash…
Logged
khujli
Guest
«Reply #2 on: June 29, 2011, 07:06:04 AM »

Wo Kaun Tha Jo Khwaab Mere Sajaa Gyaa
Mujhe Jeene Ki Nayee Raah Dikha Gyaa

Maine Pucha Ki Tum Kyun Hanste Nahi
Bas Ek Aah Bhari, Aur Ashk Bahaa Gyaa

Jisne Raaho'n Se Har Sang Ko Hataya Ta-Umr
Wo Rehbar Mera, Na Jaane Kahan Gyaa

Mere Zakhmo'n Ke Saare Dard Ko Samet Kar
Apni Zaat Ko Zamee'n Mein Dafna Gyaa

Toot_Ti  Bikharti Un Khandaro'n Ki Buniyad Par
Wo Jaate Jaate Bhi, Ek Shamma Nayee Jalaa Gyaa


***@lam***







 tearyeyed tearyeyed tearyeyed Applause Applause Applause Applause Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: July 31, 2011, 01:23:32 PM »

Wo Kaun Tha Jo Khwaab Mere Sajaa Gyaa
Mujhe Jeene Ki Nayee Raah Dikha Gyaa

Maine Pucha Ki Tum Kyun Hanste Nahi
Bas Ek Aah Bhari, Aur Ashk Bahaa Gyaa

Jisne Raaho'n Se Har Sang Ko Hataya Ta-Umr
Wo Rehbar Mera, Na Jaane Kahan Gyaa

Mere Zakhmo'n Ke Saare Dard Ko Samet Kar
Apni Zaat Ko Zamee'n Mein Dafna Gyaa

Toot_Ti  Bikharti Un Khandaro'n Ki Buniyad Par
Wo Jaate Jaate Bhi, Ek Shamma Nayee Jalaa Gyaa


***@lam***





qazi sahab bahut khoob

 Applause Applause Applause
Logged
paani
Guest
«Reply #4 on: August 01, 2011, 10:08:24 AM »

Wo Kaun Tha Jo Khwaab Mere Sajaa Gyaa
Mujhe Jeene Ki Nayee Raah Dikha Gyaa

Maine Pucha Ki Tum Kyun Hanste Nahi
Bas Ek Aah Bhari, Aur Ashk Bahaa Gyaa

Jisne Raaho'n Se Har Sang Ko Hataya Ta-Umr
Wo Rehbar Mera, Na Jaane Kahan Gyaa

Mere Zakhmo'n Ke Saare Dard Ko Samet Kar
Apni Zaat Ko Zamee'n Mein Dafna Gyaa

Toot_Ti  Bikharti Un Khandaro'n Ki Buniyad Par
Wo Jaate Jaate Bhi, Ek Shamma Nayee Jalaa Gyaa


***@lam***




  bahut khub sahab ... love to read
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:25:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer