Dard Aur meri Zindagi ka Rishta Bahut Gehra Hai "Khwaish"

by khwaish on March 08, 2010, 04:31:42 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 27487 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Aaj Phir Dil mein Bahut Dard Ubhar Aaya Hai..
Iss Dard mein Kuch likh raha Hoon..

Dard Aur Meri Zindagi Ka Rishta Bahut Gehra Hai
Mera Haal Naa Puch Mujhse!!
Bahut Mushkil Se Ashko Ka Sailaab Palkon Par Aakar Tehra Hai!!!

Dard Aur Meri Zindagi Ka Rishta Bahut Gehra Hai!!!!!

Agar Yeh Ashk Beh Gaye To yeh Be-Ghar Ho Jaayenge,
Meri Aankhon Mein Inka Basera Hai!!!

Dard Aur Meri Zindagi Ka Rishta Bahut Gehra Hai!!!!

Aisa Nahi ke Main Pehle Muskuraata Nahi Tha,
Par Ab Kahan Se Laau Woh Muskaan!!!
Jahah Har Jageh Sirf Ghamo Ka pehra Hai

Dard Aur Meri Zindagi Ka rishta Bahut Gehra Hai!!!!!

Mujhse Kabhi Koi Umeed Naa Jodna Eh Mere Humdum!!!
Woh Tujhe Kya De Paayega Jo khud Hi Ek Lootera Hai

Jahan Par Veeraniyan Basti Ho,
Wahan Par Kabhi Raunak-E-Bahar Ki Charcha na Kar,
Inn Ashko Ke Ird-Gird Kahin Chipa Mera Chehra Hai

                   ~~~~~Khwaish~~~~~

Aage Zaroor Kuch Aur Likhunga..
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #1 on: March 08, 2010, 05:35:07 PM »
Waah khwaish ji waah.....ek anjaane dard ka aehsaas kra diya aapne....
issi aehsaas par khuch likhne ki koshish kar rahi hu......

Dard ka aalam Chhaaya hai chala jaayega
Maana humne nishaan apna har gum chhod jaayega
Yakeen hai humko magar phir bhi tu muskuraega

Ashqon ko panah dene waale hum tujhpe kurbaan hai
Dekh teri himmat,gum bhi tujhe har khushi de jaayega

Kal wo bhi banjar tha jaha phool khile hai aaj
Ab bolo tum hi kyu na pyaar khushi bankar tumhari zindagi mein lehraayega

Ek halki si roshni hi kohre ki chadar ko cheer jaati hai
Aayega teri zindagi mein bhi wo jo khushiyon par lage pehre ko hatayega

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #2 on: March 08, 2010, 06:48:54 PM »
WAAH WAAH KHWAISH JI AND NIKHAR JI. Applause Applause Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: March 08, 2010, 07:52:36 PM »
Applause Applause Khwahish Saheb... Apki har peshkash, dil main aur gehrai tak utar ti hai... lovedddddd it..!!

Bahaut khoob Nikhaar di...Bahaut ache!! Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #4 on: March 09, 2010, 06:48:17 AM »
Waah khwaish ji waah.....ek anjaane dard ka aehsaas kra diya aapne....
issi aehsaas par khuch likhne ki koshish kar rahi hu......

Dard ka aalam Chhaaya hai chala jaayega
Maana humne nishaan apna har gum chhod jaayega
Yakeen hai humko magar phir bhi tu muskuraega

Ashqon ko panah dene waale hum tujhpe kurbaan hai
Dekh teri himmat,gum bhi tujhe har khushi de jaayega

Kal wo bhi banjar tha jaha phool khile hai aaj
Ab bolo tum hi kyu na pyaar khushi bankar tumhari zindagi mein lehraayega

Ek halki si roshni hi kohre ki chadar ko cheer jaati hai
Aayega teri zindagi mein bhi wo jo khushiyon par lage pehre ko hatayega

Iss Anjaane Dard Ko Aapne Samjha..Teh Dil Se Shukriya Aapka.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #5 on: March 09, 2010, 06:59:39 AM »
Waah khwaish ji waah.....ek anjaane dard ka aehsaas kra diya aapne....
issi aehsaas par khuch likhne ki koshish kar rahi hu......

Dard ka aalam Chhaaya hai chala jaayega
Maana humne nishaan apna har gum chhod jaayega
Yakeen hai humko magar phir bhi tu muskuraega

Ashqon ko panah dene waale hum tujhpe kurbaan hai
Dekh teri himmat,gum bhi tujhe har khushi de jaayega

Kal wo bhi banjar tha jaha phool khile hai aaj
Ab bolo tum hi kyu na pyaar khushi bankar tumhari zindagi mein lehraayega

Ek halki si roshni hi kohre ki chadar ko cheer jaati hai
Aayega teri zindagi mein bhi wo jo khushiyon par lage pehre ko hatayega

Bahut bahut Khoob Pooja..Humesha Ki Tarah Lajawab!!

Har Gham Apna Ek Nishaan Zaroor Chhod Jaata Hai
Ache-Khaase Insaan Ki Himmat Ko Tod Jaata Hai!!!!

Par Uss Shaks Se Mujhe Koi Shikayat Bhi Nahi!!!
Jaate-Jaate Woh Phir Bhi Apna Naam Mere Naam Se Jod Jaata Hai!!!!

Iss Baat Par Aakhir Main Kaise Yakeen Karoon Ke,
Uss Banjar Zameen Par Phool Aaj Bhi Khilte Hai???

Jahan Har Musafir Uss Raah Par Pahunchne Se Pehle Hi,
Apni Raah Mod Jaata Hai!!!!!

Ajeeb Hi Hai "Khwaish" Pehle Likhta Hai Apna Gham Ko Ek Kore Kaagaz Par!!!!
Par Uss Lekni Ka Anjaam Yehi Hota hai ke Uss Kaagaz Ko Woh Khud Hi Rod Jaata Hai!!!!

Rod=A Piece Of Waste

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #6 on: March 09, 2010, 07:25:15 AM »
Applause Applause Khwahish Saheb... Apki har peshkash, dil main aur gehrai tak utar ti hai... lovedddddd it..!!

Bahaut khoob Nikhaar di...Bahaut ache!! Applause

Bahut Bahut Shukriya Rahim!!!!

Thankx A Million For Always Appreciating My Work icon_flower
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #7 on: March 09, 2010, 07:35:28 AM »
bahut khoob ............... wah....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #8 on: March 09, 2010, 10:48:38 AM »
WAAH WAAH KHWAISH JI AND NIKHAR JI. Applause Applause Applause Applause

Bahut Bahut Shukriya Sureshji..
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #9 on: March 09, 2010, 03:16:45 PM »
i
WAAH WAAH KHWAISH JI AND NIKHAR JI. Applause Applause Applause Applause
shukriya suresh ji
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: March 09, 2010, 07:19:45 PM »
You are most most welcome Khwahish jee... Wah Wah kya jawab likha hai apne..Musafir raah morr jata hai...Bahaut khoob.. Applause Applause

Musafir raah na morrna chahe, toh bhi raah murra deti hai musafir ko 'Rahim',
Aj ki duniya main, itna bebas sa hai yeh insaan...
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: March 10, 2010, 12:13:19 PM »
Aaj Phir Dil mein Bahut Dard Ubhar Aaya Hai..
Iss Dard mein Kuch likh raha Hoon..

Dard Aur Meri Zindagi Ka Rishta Bahut Gehra Hai
Mera Haal Naa Puch Mujhse!!
Bahut Mushkil Se Ashko Ka Sailaab Palkon Par Aakar Tehra Hai!!!

Dard Aur Meri Zindagi Ka Rishta Bahut Gehra Hai!!!!!

Agar Yeh Ashk Beh Gaye To yeh Be-Ghar Ho Jaayenge,
Meri Aankhon Mein Inka Basera Hai!!!

Dard Aur Meri Zindagi Ka Rishta Bahut Gehra Hai!!!!

Aisa Nahi ke Main Pehle Muskuraata Nahi Tha,
Par Ab Kahan Se Laau Woh Muskaan!!!
Jahah Har Jageh Sirf Ghamo Ka pehra Hai

Dard Aur Meri Zindagi Ka rishta Bahut Gehra Hai!!!!!

Mujhse Kabhi Koi Umeed Naa Jodna Eh Mere Humdum!!!
Woh Tujhe Kya De Paayega Jo khud Hi Ek Lootera Hai

Dard Aur Meri Zindagi Ka Rishta Bahut Gehra Hai!!!!!

Jahan Par Veeraniyan Basti Ho,
Wahan Par Kabhi Raunak-E-Bahar Ki Charcha na Kar,
Inn Ashko Ke Ird-Gird Kahin Chipa Mera Chehra Hai

Dard Aur Meri Zindagi Ka Rishta Bahut Gehra Hai!!!!!

                   ~~~~~Khwaish~~~~~

Aage Zaroor Kuch Aur Likhunga..

Bohot bohot khoob Khwaish Dost....ek Insaan jo ki pareshaniyon se guzar raha ho, dard main simta hua ho, uske jazbaat aapne bakhoobi pesh kiye hain  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: March 10, 2010, 12:14:18 PM »
Waah khwaish ji waah.....ek anjaane dard ka aehsaas kra diya aapne....
issi aehsaas par khuch likhne ki koshish kar rahi hu......

Dard ka aalam Chhaaya hai chala jaayega
Maana humne nishaan apna har gum chhod jaayega
Yakeen hai humko magar phir bhi tu muskuraega

Ashqon ko panah dene waale hum tujhpe kurbaan hai
Dekh teri himmat,gum bhi tujhe har khushi de jaayega

Kal wo bhi banjar tha jaha phool khile hai aaj
Ab bolo tum hi kyu na pyaar khushi bankar tumhari zindagi mein lehraayega

Ek halki si roshni hi kohre ki chadar ko cheer jaati hai
Aayega teri zindagi mein bhi wo jo khushiyon par lage pehre ko hatayega

Bohot Khoob Nikhar  Applause Applause Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #13 on: March 10, 2010, 12:15:23 PM »
Bahut bahut Khoob Pooja..Humesha Ki Tarah Lajawab!!

Har Gham Apna Ek Nishaan Zaroor Chhod Jaata Hai
Ache-Khaase Insaan Ki Himmat Ko Tod Jaata Hai!!!!

Par Uss Shaks Se Mujhe Koi Shikayat Bhi Nahi!!!
Jaate-Jaate Woh Phir Bhi Apna Naam Mere Naam Se Jod Jaata Hai!!!!

Iss Baat Par Aakhir Main Kaise Yakeen Karoon Ke,
Uss Banjar Zameen Par Phool Aaj Bhi Khilte Hai???

Jahan Har Musafir Uss Raah Par Pahunchne Se Pehle Hi,
Apni Raah Mod Jaata Hai!!!!!

Ajeeb Hi Hai "Khwaish" Pehle Likhta Hai Apna Gham Ko Ek Kore Kaagaz Par!!!!
Par Uss Lekni Ka Anjaam Yehi Hota hai ke Uss Kaagaz Ko Woh Khud Hi Rod Jaata Hai!!!!

Rod=A Piece Of Waste

Ek baar phir se, bohot khoob Dost Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #14 on: March 10, 2010, 02:09:45 PM »
bahut khoob ............... wah....

Bahut Bahut Shukriya Mamta Ji..
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 09:36:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer