dard deke kehte ho

by urs4evasomdev on December 22, 2005, 12:23:56 PM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 5276 times)
Devdas_online
Guest
«Reply #15 on: January 11, 2006, 11:07:10 AM »
Quote from: "urs4evasomdev"
kyu na kiya kabhi mohaabat ka izhaar,
karte rahe hum kabse aapka intzaar,

jaanti hu chahte ho dilo jaan se hume,
fir bhi kehne se darte ho,i love you hume,

saha nahi jata ab ye teri khamoshi,
kahi mar na jaye yuhi intzar main kabhi,

dekhegi duniyaan muh bandh rakhne ka natija,
saare keh denge "chup rehne ka yehi hai natija"........

aakhir ye dekh ke koi chup na rahega,
har banda pyaar ka izhaar bina dare karega.......


dono ki kashtiyan alag hain magar hum dono gam ki kashti mein savar hain,
fark sirf itna hai hum is taraf aur aap us paar hain
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
***Dard deke maafi maangte ho!*** by urs4evasomdev in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 7 8 »
Deke zeher ab kehte ho ke peena hi hoga... by chahat in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard Ke Ashaar Inhe Kehte Hain,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
kabhi to unko paighaam deke aa !!.............sahal. by sahal in Share:Poetry of Separation « 1 2  All »
Dil deke dekho..... by Dineshkumarjonty in Shayri-E-Dard
urs4evasomdev
Guest
«Reply #16 on: January 11, 2006, 11:35:14 AM »
Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "urs4evasomdev"
kyu na kiya kabhi mohaabat ka izhaar,
karte rahe hum kabse aapka intzaar,

jaanti hu chahte ho dilo jaan se hume,
fir bhi kehne se darte ho,i love you hume,

saha nahi jata ab ye teri khamoshi,
kahi mar na jaye yuhi intzar main kabhi,

dekhegi duniyaan muh bandh rakhne ka natija,
saare keh denge "chup rehne ka yehi hai natija"........

aakhir ye dekh ke koi chup na rahega,
har banda pyaar ka izhaar bina dare karega.......


dono ki kashtiyan alag hain magar hum dono gam ki kashti mein savar hain,
fark sirf itna hai hum is taraf aur aap us paar hain
hum ek kashti main savar nahi hai,
us intzaar se hume pyaar nahi hai,

hum nahi jaante aapko hai kiska intzaar,
par hume mil gaya hai do logo ka pyaar,
 
kuch log hume bewafa kahenge,
par hum kya kare hum tho ladki hoke bhi apne aap ko devdas kahenge..............

haan saath hai hum dono, maanti hu ek baat pe,
devdas ki tara chal pade hum do logo ke pyaar mein......
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #17 on: January 12, 2006, 03:45:55 AM »
Quote from: "urs4evasomdev"
Quote from: "Devdas_online"
Quote from: "urs4evasomdev"
kyu na kiya kabhi mohaabat ka izhaar,
karte rahe hum kabse aapka intzaar,

jaanti hu chahte ho dilo jaan se hume,
fir bhi kehne se darte ho,i love you hume,

saha nahi jata ab ye teri khamoshi,
kahi mar na jaye yuhi intzar main kabhi,

dekhegi duniyaan muh bandh rakhne ka natija,
saare keh denge "chup rehne ka yehi hai natija"........

aakhir ye dekh ke koi chup na rahega,
har banda pyaar ka izhaar bina dare karega.......


dono ki kashtiyan alag hain magar hum dono gam ki kashti mein savar hain,
fark sirf itna hai hum is taraf aur aap us paar hain
hum ek kashti main savar nahi hai,
us intzaar se hume pyaar nahi hai,

hum nahi jaante aapko hai kiska intzaar,
par hume mil gaya hai do logo ka pyaar,
 
kuch log hume bewafa kahenge,
par hum kya kare hum tho ladki hoke bhi apne aap ko devdas kahenge..............

haan saath hai hum dono, maanti hu ek baat pe,
devdas ki tara chal pade hum do logo ke pyaar mein......


Jis ghadi ka tha mujhe intezar,
kal woh ghadi aa gayi,
Mujhe woh apne pyar ka izhaar kara gayi,
Kehti ye paap hoga uske liye,
par use kya pata ki woh mera zindagi se rishta kara gayi.............
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #18 on: January 16, 2006, 11:20:52 AM »
zindagi tho ab shuru hui hai teri,
aagey aagey dekh! kya rang lati hai pyaar meri,

tujhe agar aise aur ghadiyon ka intzar na karavaya,
tho humari ishq ki kimat ho jayegi zaya,

kal jaise ghadi aur bhi kayi ayenge,
baar baar aake, tere dil ko tadpayenge,

paap ya punya, ab aye khuda tu hi samajh le,
ye pyaar nahi jang hai.... iska faisla tu kar le !!!!!
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #19 on: January 16, 2006, 12:01:47 PM »
dard diya humne aab to maffi mangte hai ,.......

kiya ruswa humne bhulange na hum,...........

kerte rahe tumse bewafai ehsas na kara tere pyar ka.......

aaj baithe hai hum tanha guzra hai din suna is mausam bahar ka ......
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #20 on: January 16, 2006, 12:41:28 PM »
kisi ne isse kaha nahi,
dard main koi mausam pyara nahi hota,

kisi ne isko vada dilaya nahi,
ishq ko nakam na hone denge,

kisi ne ise samajhaya nahi,
ruswai tho apno se hi kiya jata hai,

kisi ne isko bhulaya nahi,
kisi ne isse kaha nahi............

taras khao ya dukhi ho jao, samjah nahi ata....
bas maafi maangtey rahoge, zindagi bhar...
aakhir apni asliyat kitne din aur chupayeogey....
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #21 on: January 17, 2006, 05:13:55 PM »
tere intzaar mein jaan gaye humari,
tere pyaar mein, labo se hasi gaye humari,

hum tho fir bhi aaj intzaar kar rahe hai,
palke darwaze pe ab bhi lagaye baithey hai,

aake uda le ja hume apne saath,
ab karna nahi hai hume aur koi baath,
bas le jaa apne saath....
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #22 on: January 18, 2006, 04:33:48 AM »
very nice minu ji......................

Aaj kal marne ko jee chahta hai,
Sirf tumhe chahane ko jee chahta hai,
Jee chahta hai tumse baat karoon,
Jee chahta hai tumpe Nichavar apni har raat karoon,
Ab aur bhi chahane laga hoon tumhe,
Ab paana bhi chahata hoon tumhe,
Jaanta hoon k tadapna padega mujhe,
Jeet k bhi harna padega mujhe,
Isi liye aaj kal marne ko jee chahta hai..................
Sirf tumhe chahne ko jee chahata hai.........................
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: January 18, 2006, 05:58:26 AM »
wah bahoot khoob urs and BS JI!!!
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #24 on: January 18, 2006, 10:26:42 AM »
thanx pooja ji..........

badnaam ji.........
bauhat pasand aya........

yu marne ki chah na karo,
yu zindagi kisi par nichavar na karo,

milti hai sirf dukh aisi chahao se,
milti hai sirf bandagi aisi nakamyo se,

chaho use jo aapke layakh ho,
chaho use jise paa sakogey......
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #25 on: January 18, 2006, 10:30:32 AM »
thnx minu................but.......choro.............. .
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #26 on: January 18, 2006, 08:30:21 PM »
yehi tho aapka problem hai,
bas keh dete ho....... choro........
zindagi badi pyaari hai.....
ise humaare nazar se dekho......
tho khushiyaan nazar ayengi.......
tum nazar augey.......
aur hum nazar ayengey.......
anywayz

kabhi humse pyaar karke na dekha,
yuhi dil lagake, bas pheka,
kyu aasan ban gaya tere liye ye bewafai,
kyu humse aankhen ladake na dekha???

hum bhi kar lete dil ke armaan pure,
rehta na kuch samay k liye jazbaat adhure,
teri pyaar ab hume maut dikhaane lagi,
kyu chaha aise ke hume khud pe sharm aane lagi....
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #27 on: January 20, 2006, 03:50:49 AM »
hhhhhmmmmm.........................minu....

Pyar toh karta tha aur karta rahunga,
Shayad tune hee kabhi dil laga k nahi dekha,
Shayad tune hee kabhi dil-se-dil ki baatein nahi sunn k dekhi,
Bekrar tha ye dil tujhe paane k liye,
Shayad tera dil kabhi bekrar nahi hua,
Is liye tu is bekrari ko nahi samajhti,
Ab choro....bhi yaraon...kya karunga use chah k,
Jab woh hee  mujhe nahi chahati...........
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #28 on: January 20, 2006, 10:51:50 AM »
hmmmmm..... gaurav........

itna personal na ho jao....... :oops:
anywayz..

karvate lete rahe raat bhar,
teri haqiqat se muh mudte huye,
na jana na socha na smajha tujhe,
bas chahat se muh modte rahe.....
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #29 on: January 21, 2006, 09:23:44 PM »
pyaar ko samajhna asaan nahi hota,
dil ko yu bekarar kar lena humaara bhul hota,

kaun kise chahe, isse hume kya parwa,
ishq humaari, na hogi mumkin yeh hai jana,

hum tho ab pyaar karna nahi chatey,
kyunki aur zakhm utha nahi patey,

pyaar mein sirf dard milta hai,
chahoge jab kisi ko, tho jaanogey,
jaaneman ka saath nahi milta hai......
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 07:40:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer