***Dard deke maafi maangte ho!***

by urs4evasomdev on December 22, 2005, 12:16:01 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Author  (Read 10494 times)
urs4evasomdev
Guest
«Reply #15 on: December 25, 2005, 10:17:40 AM »
aapki dosti ka shukriyada karte hai hum.......

            ..........   love minu
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard deke kehte ho by urs4evasomdev in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
Humko Maafi de do ! by deepika_divya in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 5 »
maafi chahata hoo.................. by sanjiv gaikwad in Other Languages
MAAFI MANGNA--माफ़ी मांगना..................bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
-----/// Maangte kya hain /// ------ Hriday by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
urs4evasomdev
Guest
«Reply #16 on: December 26, 2005, 02:03:25 PM »
Paraye hoke usne dil ko pehchaan lia,
apna hoke bhi, usne is dil ko saza dia,
ye dil maangta hai tujhse hisaab,
kaun bharega dukh ke ye kitaab,
ye dil deta hai duhaye, ke kisi se koi pyaar na kare,
aakhir sehni padegi judaai, kisi se koi pyaar na kare!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #17 on: December 26, 2005, 07:31:46 PM »
Quote from: "urs4evasomdev"
Paraye hoke usne dil ko pehchaan lia,
apna hoke bhi, usne is dil ko saza dia,
ye dil maangta hai tujhse hisaab,
kaun bharega dukh ke ye kitaab,
ye dil deta hai duhaye, ke kisi se koi pyaar na kare,
aakhir sehni padegi judaai, kisi se koi pyaar na kare!


very nice minu.............

Dil ko pehchanne wala kabhi paraya nahi hota,
Pyar mein koi Hissab kitaab nahi hota,
Arre pyar toh hota hai Jazbatoan se,
Pyar toh hota hai batoan se,
Aur haan isme sehni padti hai judai...,
kyunki har koi shama ka parwaana nahi hota.... tongue3
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #18 on: December 26, 2005, 08:27:48 PM »
Sahi kaha! dil ko pehchaane vala paraya nahi hota,
paray tho woh tha, jisko apna maanke ji rahe the hum,
gila kaha!aakhir har koi shama ka parwana nahi hota
pyaar tho woh hai,jisme bekarar hoke unhe dhunde hum,
ab judai sehni pade ya gam,
manzoor hai har ek woh khushi kam,
aakhir paas tum rahoge,
dur ab na hoge,
isse zayda kya chahenge hum,
khushi ho ya de do saare gam.....
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #19 on: December 26, 2005, 08:28:55 PM »
Sahi kaha! dil ko pehchaane vala paraya nahi hota,
paraya tho woh tha, jisko apna maanke ji rahe the hum,
gila kaha! aakhir har koi shama ka parwana nahi hota
pyaar tho woh hai, jisme bekarar hoke unhe dhunde hum,
ab judai sehni pade ya gam,
manzoor hai har ek woh khushi kam,
aakhir paas tum rahoge,
dur ab na hoge,
isse zayda kya chahenge hum,
khushi ho ya de do saare gam.....
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #20 on: December 27, 2005, 07:27:38 AM »
Minu Jee Warm and Heartiest well come 2 YOindia.

Aapki ye shayri Hamein Bahut bahut aachi laagi, plz keep writing.

Ab Judai sehni pade ya gam
manzoor hai her ek woh khushi kam

Hamein too abb muhabaat bhi hai unse
Jinhein aapne karar diya Gam......!!!

Nirbhay.......................!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #21 on: December 27, 2005, 07:37:50 AM »
very nice minu bahut badia and nirbhay u tooo............... tongue3
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #22 on: December 27, 2005, 10:21:33 AM »
hi nirbhay & mere pyaare gaurav...

hume khushi hai ki aapko humari shayari pasand aye.....
koshish kar rahe hai hum....
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #23 on: December 27, 2005, 10:41:03 AM »
dard diya hai aaisa k saha na gaya....

magar dard diya kyu ye bhi kaha na gaya .......

sehte rahe dard hum to has has ker .......

magar kabhi unse uff tak kaha na gaya ..........
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #24 on: December 27, 2005, 11:14:41 AM »
Quote from: "tushar_4u_im"
dard diya hai aaisa k saha na gaya....

magar dard diya kyu ye bhi kaha na gaya .......

sehte rahe dard hum to has has ker .......

magar kabhi unse uff tak kaha na gaya ..........

dard tho paraye de nahi saktey,
rishta jab nahi hai,
tho dard-e-dil puhuncha nahi saktey,
agar kaha nahi kyu iska vajeh bhi hai,
dosto se pyaar karke bewafai aasma nahi saktey,

hum pehle se tuth chuke hai,
samjhega tu nahi mere haalat ko,
dosti karke bikharna dekh chuke hai,
kaise bunungi aur ek bewafai ke jasbaat ko....!
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #25 on: December 27, 2005, 11:26:39 AM »
her halat me dost dosti ki shan hota hai ......

kare bewafai humse phir bhi humara maan hota hai .....

tum seh chuke ho bewafai kisi ki........

ek barr bewafai tum bhi humse ker k dekh lo.....
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #26 on: December 27, 2005, 11:34:21 AM »
Hum unme se nahi jo bewafa ban jaate hai,
hum unme se hai jo apne diye se bekarari bujhate hai,

haalat kuch bhi ho kisi ko apna maankar dil ko dukh milta hai,
bweafai tu kare na kare dosti ki raah mein chalkar puraane zakhm yaad ate hai.......
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #27 on: December 27, 2005, 12:06:40 PM »
very  nice  Nirbhay..........Tushar..........urs4
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #28 on: December 27, 2005, 01:11:57 PM »
Quote from: "urs4evasomdev"
Hum unme se nahi jo bewafa ban jaate hai,
hum unme se hai jo apne diye se bekarari bujhate hai,

haalat kuch bhi ho kisi ko apna maankar dil ko dukh milta hai,
bweafai tu kare na kare dosti ki raah mein chalkar puraane zakhm yaad ate hai.......



yadd aate mhai zakh to hume bhi dikhao na ......

marham hum hi kerenge aapna to banao na .....

dard mila hai to bato humse .........

dard batega to hi to khushi failaoge na......
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #29 on: December 27, 2005, 01:45:43 PM »
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "urs4evasomdev"
Hum unme se nahi jo bewafa ban jaate hai,
hum unme se hai jo apne diye se bekarari bujhate hai,

haalat kuch bhi ho kisi ko apna maankar dil ko dukh milta hai,
bweafai tu kare na kare dosti ki raah mein chalkar puraane zakhm yaad ate hai.......



yadd aate mhai zakh to hume bhi dikhao na ......

marham hum hi kerenge aapna to banao na .....

dard mila hai to bato humse .........

dard batega to hi to khushi failaoge na......
zakhm agar dikhaaye jata,
tho hum zaroor dikhate,
par jab dil tutha hai,
tho awaz nahi aatey,

marham lagaane vaale tho bauhat hai,
par mujhe zaroorat hai sirf ek ki,
jisne marham lagane ke vaade kiye tha,
usi ne thi itna dard dia hai,

dard baatne se dard badta hai, kam nahi hota,
jaise khushiyaan batne se khushiyaan badti hai,
dard mein tho hum  gujar rahe hai hi.
par aapko bhi usse kyu gujarne de..........
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 11:27:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.679 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer