Dard Hai Jana…

by ajnabee22 on January 04, 2005, 07:35:53 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 847 times)
ajnabee22
Guest
Dard hai jana pehchana sa magar gham woh nahi
tum bhi wuhi jaha'n bhi wuhi magar hum woh nahi

Woh maahir-e-sitam zareefy hai ab sambhal jao
ke sitam wuhi hai magar andaaz-e-sitam woh nahi

Gumaa'n hai ab ke khel intahai ho ga
ke muskura ker kehta hai hum se barham woh nahi

Apne sitam parwar se muafi ka talabgaar hai Aqeel
jafa tu hai uski jaa'n se aziz magar jigar main dam woh nahi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mujhse dur na jana o jana. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
*****ana jana ***** by Sonu in SMS , mobile & JOKES
aye dard thum wahi thamm jana by mr.shayar in Shayri-E-Dard
......Jal jana bas jal hi jana msanjusethi by msanjusethi in Share: Poetry of Pain
dard jana pehchana sa by RUHANI ISHQ in Shayri-E-Dard
nikki
Guest
«Reply #1 on: January 04, 2005, 07:57:02 PM »
wao ...very nice Ajnabee22 ji
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #2 on: January 05, 2005, 06:06:54 AM »
It was nice one Ajnabee. Keep writing
Logged
Meena
Guest
«Reply #3 on: January 05, 2005, 11:57:42 AM »
"Woh maahir-e-sitam zareefy hai ab sambhal jao
ke sitam wuhi hai magar andaaz-e-sitam woh nahi "

Brillient!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
husain52
Guest
«Reply #4 on: January 05, 2005, 12:15:24 PM »
nice ajnabee22

Gulshan ki fakat phoolon say nahin, kaanto say bhi zeenat hoti hai,
Jeenay kay liyey is duniya may, gham ki bhi zaroorat hoti hai !
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #5 on: January 05, 2005, 02:30:24 PM »
Bohat khoob....
Logged
ajnabee22
Guest
«Reply #6 on: January 07, 2005, 08:47:17 PM »
Quote from: "Aryaan"
Bohat khoob....

thanks
Logged
Meena
Guest
«Reply #7 on: January 07, 2005, 08:58:25 PM »
Quote from: "husain52"
nice ajnabee22

Gulshan ki fakat phoolon say nahin, kaanto say bhi zeenat hoti hai,
Jeenay kay liyey is duniya may, gham ki bhi zaroorat hoti hai !


wah!!!!!!!!

gum woh cheez hai  jo ehesaas dhilati hai kushi ki,
gum hi to pyas jagahti hai kushi ki!
Logged
diva
Guest
«Reply #8 on: January 08, 2005, 03:50:07 AM »
wow too good alnabee22
Logged
diva
Guest
«Reply #9 on: January 08, 2005, 03:53:32 AM »
dard hi dard bhar gaya hai dil mein
itna ahsaas diya mohabat ne
ke kisi ki ankh se aansu gire
apni plkon se utha liye humne

(*nm)
Logged
Talat
Guest
«Reply #10 on: January 08, 2005, 05:44:08 AM »
Very Nice Friends!!!!
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #11 on: June 27, 2005, 12:15:59 PM »
Quote from: "ajnabee22"
Dard hai jana pehchana sa magar gham woh nahi
tum bhi wuhi jaha'n bhi wuhi magar hum woh nahi

Woh maahir-e-sitam zareefy hai ab sambhal jao
ke sitam wuhi hai magar andaaz-e-sitam woh nahi

Gumaa'n hai ab ke khel intahai ho ga
ke muskura ker kehta hai hum se barham woh nahi

Apne sitam parwar se muafi ka talabgaar hai Aqeel
jafa tu hai uski jaa'n se aziz magar jigar main dam woh nahi



great ajnabee
Logged
ajnabee22
Guest
«Reply #12 on: June 29, 2005, 10:30:02 PM »
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "ajnabee22"
Dard hai jana pehchana sa magar gham woh nahi
tum bhi wuhi jaha'n bhi wuhi magar hum woh nahi

Woh maahir-e-sitam zareefy hai ab sambhal jao
ke sitam wuhi hai magar andaaz-e-sitam woh nahi

Gumaa'n hai ab ke khel intahai ho ga
ke muskura ker kehta hai hum se barham woh nahi

Apne sitam parwar se muafi ka talabgaar hai Aqeel
jafa tu hai uski jaa'n se aziz magar jigar main dam woh nahi



great ajnabee



thanks
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:35:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.084 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer