.*.*.*Dard hi Dard.*.*.*

by Style_guru on November 18, 2005, 02:46:50 PM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 36
Print
Author  (Read 34284 times)
tabassum shakeel
Guest
«Reply #195 on: May 24, 2006, 06:48:58 AM »
thanx aryan
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri-E-Dard
dard dard ki had mein by husain52 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ek dard yahan hai ek dard wahan hai by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard Ko Dard Men Dekha by syednaami in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
kaiynath
Guest
«Reply #196 on: May 24, 2006, 06:49:42 AM »
wah tabassum ji bahut aache
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #197 on: May 24, 2006, 07:17:05 AM »
thanxx kainath
ye ek vaada hai jo ek dost se kiya tha kabhi
vo jisake saath bahut kuch maine likha tha kabhi
vo jaate jaate badi berahmi se bata bhi gaya
ki aaj ke baad vo aaega lot kar na kabhi
maine bhi vaada kiya aao ya ki na aao
tumhara dard likhna bhool sakti main na kabhi
vo jab bhi aaega shama jali hi paega vo
na ho ujala to samjhe ki main bhi ab hun nahi
kabhi kabhi main usaki aahten bhi sunati hun
jhank jaata hai par apne ghar men hi aata vo nahi
ya mera vaham hai vo lot ke aaya na kabhi
ye sari ahaten mere khyalon ki hi hain.................
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #198 on: May 25, 2006, 12:38:15 PM »
dard ki sham ko dard ke ganv men
tera hai intezar dard ki chhanv men
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #199 on: May 26, 2006, 03:10:12 PM »
dard  bani hai zindagi dard ik sahte sahte
aadat si ab hame ho chuki isko sahte sahte
Logged
angel4u
Guest
«Reply #200 on: May 27, 2006, 05:19:21 AM »
Nice all..
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #201 on: May 27, 2006, 05:44:53 AM »
wah angel bahut khoob
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #202 on: May 28, 2006, 06:44:10 AM »
Quote from: "Style_guru"
The Style Guru says:


kaha tha tum say...mera intezaar na karna
duniya chahe jo kahe tum aitbaar na karna

aisa ho chuka hai kayi bar pehlay bhi
ab ki bar tum koi bhi sawal na karna

din raat kat rahey hein ab to ussi k khyal mein
wo lamhein wo ratein,unko yaad bar bar na karna

zindagi tanhi hi sahi..kat rahi hai ab tak
kis ne keh diya tha mohbat ka izhaar na karna....

tumne kaha tha mujhse maine suna nahi tha
aissi hidayton ko dil manta hi kab hai
sou bar suni kahani ik baar phir hai jaari
hai aitbar mujhko hai intezar mujhko
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #203 on: May 29, 2006, 03:07:39 AM »
dil me phir dard utha aankh me aansu bhar aae
baithe baithe hame kya janiye kya yaad aaya

nm
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #204 on: June 01, 2006, 03:01:27 PM »
The Style Guru Says......


M back juz 4 u Tabassum Ji........


Arz Hai,

Main mar jaun to mera Jism jala dena,
Lekin usme se mera dil nikaal lena,
Parwah nahi mujhe dil ke jal jaane ki,
Par fiqr hai mujhe usme rehne waale ki........
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #205 on: June 01, 2006, 04:24:40 PM »
The Style Guru Says.......


Tum nahi aaye :cry:

Humne bahut intezaar kiya tera,
Magar tum nahi aaye,
Ye jo tamanna ke phool khile the,
Tumhe na pa kar ye phir murjhaye,
Main maut se jeet ke aaya hoon,
Tum waqt se haar kar nahi aaye,
Ab to ye chand ghadiyan bhi khatm hone ko hain,
Shayad ab tumse guftagu na ho paye,
Par jaate jaate meri yahi aarzu hai,
Mujhe maut bhi tere aagosh me aaye......
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #206 on: June 01, 2006, 04:33:26 PM »
ham aae dodte hue jab bhi sadae tumne din
na tum the to yahan ham roz aaya karte the
tumhare gulshan ko ham sajaya karte the
lo sambhalo apna chaman ham to safar karte hain
khush raho ahl e chaman ham to safar karte hain
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #207 on: June 01, 2006, 04:40:07 PM »
The Style Guru Says........


Ye chaman ab hamesha tumhara rahega,
Hum pe ye ehsaan tumhara rahega,
Ab mujhe izaajat do ki saansen kam hain,
Teri chahat ke samandar me shamil ab mera kinara rahega......
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #208 on: June 01, 2006, 05:13:57 PM »
kya aaoge hamesha yun rulane hi hame tum bas
ye duniya hai rulane ko tumhi ek to dost ho ek bas
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #209 on: June 01, 2006, 05:19:55 PM »
The Style Guru Says.......


Ishq aur ashq ka rishta purana hai,
Ek ko bulao to doosra aa jana hai,
Main jo tumko rulau-ye ho nahi sakta,
Par meri zindagi hai kam-Mujhe laut ke jaana hai....
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 36
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 06:30:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.86 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer