Dard hi dard...

by punam on May 13, 2007, 07:06:05 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
Print
Author  (Read 5074 times)
Pooja
Guest
«Reply #30 on: May 29, 2007, 09:27:55 PM »
good job punam and netra ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri-E-Dard
dard dard ki had mein by husain52 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ek dard yahan hai ek dard wahan hai by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard Ko Dard Men Dekha by syednaami in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
deepika_divya
Guest
«Reply #31 on: May 31, 2007, 04:39:15 AM »
yap.. bahoot hi khoobsurat sama bandha  hai Punam 7 netra Ji aapne...

keep writing

best wishes
Divya
Logged
punam
Guest
«Reply #32 on: May 31, 2007, 02:10:38 PM »
Pooja di,divya di and ankur ji... thanx ..thanx a lot..
Logged
punam
Guest
«Reply #33 on: May 31, 2007, 02:13:33 PM »
Karte pyaar unse unhe tadapte dekh nahi sakte
unki aankhon me aansoo ho yeh hum dekh nahi sakte

dil pe pathar rakh ke muskura sakte hum unki khatir
par unhe hamare dil ka dard dikha nahi sakte

khush rahe wo unki khushi ke liye aaj hum
pal pal marte huye khush hone ka bus dikhawa kar sakte...
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #34 on: June 02, 2007, 11:56:21 AM »
Quote from: "punam"
Karte pyaar unse unhe tadapte dekh nahi sakte
unki aankhon me aansoo ho yeh hum dekh nahi sakte

dil pe pathar rakh ke muskura sakte hum unki khatir
par unhe hamare dil ka dard dikha nahi sakte

khush rahe wo unki khushi ke liye aaj hum
pal pal marte huye khush hone ka bus dikhawa kar sakte...


wah.......bhoo khoob......

dard bhee dekha  jindgee me hamne,
chleg gaye the tab chuda kar daaman apna aap

saree rate gujare  thee ankho hee me hamne
kisee kee bewafyee me toot gaye the jab aap

Logged
punam
Guest
«Reply #35 on: June 04, 2007, 08:04:11 AM »
Thanx...

Raat ke anchal me jab sara jahan sota hai
dil me chahat aahista aahista zinda hoti hai

jab bhi dil udaas hota hai
aap ki yaad aake haath tham leti hai

ab mohabbat karke jaana hamne..
maut bhi isme kitni pyari hoti hai....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: June 04, 2007, 09:25:49 AM »
Bahoot Khoob,..
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #37 on: June 05, 2007, 05:24:55 AM »
Quote from: "punam"
Thanx...

Raat ke anchal me jab sara jahan sota hai
dil me chahat aahista aahista zinda hoti hai

jab bhi dil udaas hota hai
aap ki yaad aake haath tham leti hai

ab mohabbat karke jaana hamne..
maut bhi isme kitni pyari hoti hai....


mot ki bat kyo karte ho
kyo door bhagte ho jindgee se
kyo hai haseen jindgee intnee
pooch lo ek bar parvar digar se

kyo rakha tha kadam rahe-ashiki pe
kya nahi maloom tha tujhu aye musafir
kitne chubhan hoti hai rahe ashiki pe

hamne to badhaya tha aath dosti ka tumhari tarf
tum chale gaye the thukrakar hame aye musafir
thokar kha gayo ho, kadam ladkhada gaye hai ab
manjil hai door abhi, dekhte ho ghabra kar ab hamari taraf.........

netra........

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: June 06, 2007, 08:06:07 AM »
Bahoot Khoob Netra Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: June 06, 2007, 08:12:20 AM »
Mohabbat Ke Dard Kuch Itne Bardgaye,.
Ki Zindagi Kam Lagi Dukh Sehne Ke Liye,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #40 on: June 06, 2007, 08:52:34 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Mohabbat Ke Dard Kuch Itne Bardgaye,.
Ki Zindagi Kam Lagi Dukh Sehne Ke Liye,..

_____________________________-Jaanasheen-


bhoot khoob jaanasheen aapko kafi dino bad dekha kaisae hai aap

may hai to maykhana hai
ankho se hee ansoo bahana hai
kyo parvah kare to dard kee tum
dard hee to mohabbat ka ayeena hai

netra......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: June 06, 2007, 09:04:49 AM »
Shukriya Bhai Jaan,,
Tabhi Thodi Kahraab thi,..
Aap Kaise Ho,..
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #42 on: June 06, 2007, 12:46:40 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Bhai Jaan,,
Tabhi Thodi Kahraab thi,..
Aap Kaise Ho,..


Mai theek hoo, aap apna khyal rakhiye ga aap jaise
shyaro kee hame bhoot jaroorat hai or mujhe to kya
is poore yoindia family ko bhee.  

netra....[/b]
Logged
punam
Guest
«Reply #43 on: June 07, 2007, 09:09:29 AM »
Dil ki dhadkan me base ho aap abhi tak
dekhta tha yeh dil aik hi khwaab abhi tak

waqt ne khela aise uska saya hai dil pe abhi tak
sanso me hai woh gam ka ehsaas abhi tak

rooth ke chale gaye tanha chor ke jis raha pe hame
uss raha me hai aap ke kadmo ka nishaan abhi tak....
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #44 on: June 07, 2007, 01:05:26 PM »
Quote from: "punam"
Dil ki dhadkan me base ho aap abhi tak
dekhta tha yeh dil aik hi khwaab abhi tak

waqt ne khela aise uska saya hai dil pe abhi tak
sanso me hai woh gam ka ehsaas abhi tak

rooth ke chale gaye tanha chor ke jis raha pe hame
uss raha me hai aap ke kadmo ka nishaan abhi tak....


bhoot khoob, shayara shahiba..............kabool farmaye ek or

kadmo ke nisha dekhe hai hamne kisi rah par
dekta hoo gor se kahi dildar to nahi gaya is rah par

chlegaye  wo roothk kar n jane kaha, tnha hame chod kar
dhundte hai paglo kee tarah unhe, is or kabi us rah par

netra.....
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 02:14:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer