punam
Guest
|
«Reply #60 on: June 19, 2007, 05:27:35 AM » |
|
Dil me dard hi dard liye tadap rahi thi aik baar mujhe paas bulaya toh hota
ansoo baha rahi thi jab tum ja rahe the aik baar mud ke mujhe dekha toh hota
door hote huye tab toh tum paas the aaj paas aake mujhe door kiya toh na hota
main kya kahun kya karun kaise roku tumhe .. rok paati agar door jaane ka faisla tumhara na hota...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
paani
Guest
|
|
«Reply #61 on: June 19, 2007, 06:57:45 AM » |
|
Dil me dard hi dard liye tadap rahi thi aik baar mujhe paas bulaya toh hota
ansoo baha rahi thi jab tum ja rahe the aik baar mud ke mujhe dekha toh hota
door hote huye tab toh tum paas the aaj paas aake mujhe door kiya toh na hota
main kya kahun kya karun kaise roku tumhe .. rok paati agar door jaane ka faisla tumhara na hota... Punam ji.. wah .. kya baat hai.. bahut hi khub
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #62 on: June 20, 2007, 05:19:43 AM » |
|
Thanx paani ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #63 on: June 20, 2007, 01:05:46 PM » |
|
Dil me dard hi dard liye tadap rahi thi aik baar mujhe paas bulaya toh hota
ansoo baha rahi thi jab tum ja rahe the aik baar mud ke mujhe dekha toh hota
door hote huye tab toh tum paas the aaj paas aake mujhe door kiya toh na hota
main kya kahun kya karun kaise roku tumhe .. rok paati agar door jaane ka faisla tumhara na hota... Aane ka wada kare milne ko hamse wo aye hee nahi ham bhee chal gaye the samjkar majbooree uskee jo thee hee nahi
unke wade the par kitne kin kinse samaj nahi saka tha mai unhone seekha hee tha wada karna, nibhana kabhi seekha hee nahi
wo to khilte the kaliyo kee tarah bagiyaa me titliyo ke bheech kitne bhawaron ko piliya that ras rukh ka apne, kisi ne ye jana he nahi
wo karte the intjaar aanke ka hamara bhee, par usne n jane kojane abhi tak hame pahachana hee nahi.........................
netra...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #64 on: June 24, 2007, 07:44:49 AM » |
|
Kya kahun tujhse ishq ki tadap iss tadap ki dawa kuch bhi nahi
mere naseeb ka main tujhse kya kahoon haath pe koi rekha dikhti hi nahi
aankho me khwaab kabhi hua karte the aaj in aankho me aansoo ke siva kuch bhi nahi
aa jate ho yaado me apni marzi se zindagi me ab inke siva rakha kuch bhi nahi...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #65 on: June 25, 2007, 04:59:27 AM » |
|
tadaf dil me liy baithe hai ham par nahi hamdard dikhlayee kise ham
yaade hee sahara ban gaye hai jeena ka wo bhee na raha to bhoot bejar rah jayenge ham
naumeede me umeed ka ek hee sahara rah gaya hai tumbharee ek choti see jhalak jeene aas jaga gya hai
tum to ro bhee lete ho, tadaf dil kee dikha bhee dete ho ham kya kare apne patthar dil ka, patthakar dil tum hee kahti ho
tadaf dil me liye baithe hai, tadaf ko dikhlaye kise ab ham... netra..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #66 on: June 25, 2007, 02:36:43 PM » |
|
Aap se bichar kar ansoo baha rahi hun gham kya hai aaj jaan gayi hun
her raha pe aap nazar aate ho aap ki yaad me tadapti rehti hun
keha na saki kuch jo kehena chahi aaj khud ko kosti rehti hun
saath beeta wo pal bhul na pati hun yaad kar ke yun roti rehti hun
dil ki baat ab khat me likhti hun bhej nahi pati khud parti rehti hun...
ishq ki aag me yun jal rahi hun dil me dard hi dard liye fhirti hun...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #67 on: June 26, 2007, 03:43:23 AM » |
|
very nice bhoot acha likhta likhtee rahiye abhee kam jyada hai jawab nahi deskta.........par keep writing..
netra......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #68 on: June 30, 2007, 04:55:38 AM » |
|
kaha gay wo jinhe chod gaye the ham nahi dekhte hai fija me ab jo darde-dil dekhlate the chale gaye the kuch pal ko, rukne ka kahh kar unhe wo nahi mele hame waha jaha chod kar gaye the ham
netra.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
paani
Guest
|
|
«Reply #69 on: July 02, 2007, 05:40:08 AM » |
|
Aap se bichar kar ansoo baha rahi hun gham kya hai aaj jaan gayi hun
her raha pe aap nazar aate ho aap ki yaad me tadapti rehti hun
keha na saki kuch jo kehena chahi aaj khud ko kosti rehti hun
saath beeta wo pal bhul na pati hun yaad kar ke yun roti rehti hun
dil ki baat ab khat me likhti hun bhej nahi pati khud parti rehti hun...
ishq ki aag me yun jal rahi hun dil me dard hi dard liye fhirti hun... Wah punam, kitni khubsurti se haal-e-dil byaan kiya hao aap ne wah..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #70 on: July 02, 2007, 05:41:20 AM » |
|
Ishq ki raha nahi aasaan toh kya isme agar hai kante toh kya
sath chalne ko to chal pare agar raha mur gaye toh kya agar majboori ne kadam rok liye aap ruk gaye toh kya
zamane ke aage jhuk gaye aap aur saath chut gaya toh kya uff tak na karungi chot dil pe lagi toh kya
rok lungi aansoo apne.. dard dil ko hua toh kya jee lungi yeh bejaan zindagi mar na saki toh kya....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #71 on: July 02, 2007, 07:15:16 AM » |
|
Ishq ki raha nahi aasaan toh kya isme agar hai kante toh kya
sath chalne ko to chal pare agar raha mur gaye toh kya agar majboori ne kadam rok liye aap ruk gaye toh kya
zamane ke aage jhuk gaye aap aur saath chut gaya toh kya uff tak na karungi chot dil pe lagi toh kya
rok lungi aansoo apne.. dard dil ko hua toh kya jee lungi yeh bejaan zindagi mar na saki toh kya.... kyo bahate ho ansoo bhoot keemti hai ye chat jayenge badal game kuch samay to do rok lo ansooo ko kahi nasoor n ban jaye ye dil me dard bhoot hai tere, game jingdee jeete ho tum kyo tadfate ho yad me kisi ke, lot ayenge we ye kahate hai ham netra......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #72 on: July 05, 2007, 08:28:35 AM » |
|
rooth ke tum mujhse kabhi na dur jaana aansoo bahaun yaad karke tumhe aisa hone na dena
mujhse nazar churake tum na chale jaana tadapti rahun aik deedar ke liye aisa hone na dena
main sada doon tum ansuna na karna mujhe tumse koi shikayat ho kabhi aisa hone na dena
dard hi dard mili zamane se mujhe bichar ke tumse gham me tarsoon aisa hone na dena
wada karke mujhse kabhi mukar na jaana tumhe bewafa samjhu kabhi aisa hone na dena
nazar bicha ke jab raha main dekhu...tum aa jana intezaar hi karti rahu dekho kabhi aisa na hone dena...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #73 on: July 06, 2007, 02:35:08 AM » |
|
Aap se bichar kar ansoo baha rahi hun gham kya hai aaj jaan gayi hun
her raha pe aap nazar aate ho aap ki yaad me tadapti rehti hun
keha na saki kuch jo kehena chahi aaj khud ko kosti rehti hun
saath beeta wo pal bhul na pati hun yaad kar ke yun roti rehti hun
dil ki baat ab khat me likhti hun bhej nahi pati khud parti rehti hun...
ishq ki aag me yun jal rahi hun dil me dard hi dard liye fhirti hun... ufff Punam my little sis... itna dard? Bahut khobsurat alfaz main bayan ki hai aapne... And Netra... you too..... toooooo good. Keep Flowing .... God bless.[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
monali
Guest
|
|
«Reply #74 on: July 06, 2007, 07:23:23 PM » |
|
Yaa khuda.... yakin nahi aata itna dard Punamji very well expressed, Netraji Daad deni padegi wah kya kamal ka likhte ho keep writing Khuda Hafiz.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|