Dard Hindustaan Ka,.

by Jaanasheen on July 27, 2008, 03:30:21 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2131 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Salaam,.
Doston,.
Bahoot Hi Afsos Ki Baat Hai ke Hamaatre Desh Mein Dhamaakon Ki Barsaat Hui Hai,.
Duaa Hai Rabse Ki Aaage Na Ho,.
Waise Bangalore Mein Main Rehta Hoon,..
Aur Hamare Ghar Se 3-4-7 Km Ke Faaslon Par Dhamaake Hue,.
Mujhe To Rab Ne Bachaa Liya, Magar bahoot Log Ghayal Hue,.

Bas Is Nazaare Ko Madd-e-Nazar Rakhte Hue,.
Kuch Koshish Ki Hai,.
Shayad Sab Ko Pasand Aaaye,.

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AAZAD HINDUSTAAN by jannatjahan in Shairy-E-Watan
AAZAAD HINDUSTAAN mb by marhoom bahayaat in Shairy-E-Watan
hum pyare se mulk,hindustaan main rehte hain, by nazar ghouri in Shairy-E-Watan
Hindustaan ek Dastaan by mihirrupadhyay in Shairy-E-Watan
zarre zarre me hindustaan by yatin21 in Share:Patriotic Poetry
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: July 27, 2008, 03:31:42 PM »
Ya Rab Tere Jahaan Mein Ye Dehshat Kyun Hai,.
Logon Ke Dilon Mein Aakhir Itni Nafrat Kyun Hai,.

Lage Hain Kyun Yahaan Log Khud Ki Hasti Mitaane Ko,.
Tule Hain Kyun Log Yahaan Ghar Ghar Mein Aag Lagaane Ko,.

Bangalore Mein Hua Dhamaaka, Aur Jalaa Ahmedabaad,.
Kyun Kar Rahe Hain Log Yahaan Dusron Ki Zindagi Barbaad,.

Ya Rab Kuch Faisla Kar, Ke Hume Ye Dehshat Gawaara Nahi,.
Maangte Hain Tujhi Se Panaah, Koi Dusra Hume Sahaara Nahi,.

Bujhaa De Aag Nafraton Ki, Sab Ke Dilon Mein Pyaar Bharde,.
Ujdi Hai Dhamakon Se Jo Zameen Hindustaan Ki, Unhe Tu Bahaar Karde,.

Sab Duaa Karte Hain Aman Ki Milkar "Azeem" Ke Saath,.
Hindu, Musalmaan, Sikh, Sab Uthaaye Hue Hain Haath,.

_________________________________-Azeem-
[Jaanasheen]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: July 27, 2008, 03:35:57 PM »
 Applause Applause Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: July 27, 2008, 04:20:06 PM »
wonderful creation Jaanasheen ji  Applause  Applause
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #4 on: July 28, 2008, 04:20:43 AM »
Ya Rab Tere Jahaan Mein Ye Dehshat Kyun Hai,.
Logon Ke Dilon Mein Aakhir Itni Nafrat Kyun Hai,.

Lage Hain Kyun Yahaan Log Khud Ki Hasti Mitaane Ko,.
Tule Hain Kyun Log Yahaan Ghar Ghar Mein Aag Lagaane Ko,.

Bangalore Mein Hua Dhamaaka, Aur Jalaa Ahmedabaad,.
Kyun Kar Rahe Hain Log Yahaan Dusron Ki Zindagi Barbaad,.

Ya Rab Kuch Faisla Kar, Ke Hume Ye Dehshat Gawaara Nahi,.
Maangte Hain Tujhi Se Panaah, Koi Dusra Hume Sahaara Nahi,.

Bujhaa De Aag Nafraton Ki, Sab Ke Dilon Mein Pyaar Bharde,.
Ujdi Hai Dhamakon Se Jo Zameen Hindustaan Ki, Unhe Tu Bahaar Karde,.

Sab Duaa Karte Hain Aman Ki Milkar "Azeem" Ke Saath,.
Hindu, Musalmaan, Sikh, Sab Uthaaye Hue Hain Haath,.

_________________________________-Azeem-
[Jaanasheen]


Bahi Azeem...aapne To sub kuchh Keh diyaa..
Duaa a k liye Rabb-e-qadir Ki Bargah-e-a'ali Me Sar-e-khum Haath bhi utha liye..
Mere Ahemadabaad Me Bhi...Blast Hue Hai..bahot Kuch kehna chahataa hun..Lekin Sirf Azeem Ki Duaa O Ke Saath " Aamin " Bolkar Khamosh Ho Raha Hun.
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #5 on: July 28, 2008, 09:15:43 AM »
nice to read your feelings Azim bhai.......jo bhi aapne kaha aur likha bas humare hi dil ki baaten hain..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: July 28, 2008, 01:07:56 PM »
Shukriya Pooja Diid,.
Raza Bhaijaan,.
Roja Sis,.
Bekarar Bhai,.

Waise Jo Bhi Hua Hai galat Hua Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: July 28, 2008, 01:15:34 PM »
Jo Phailaa Rahe Hai Dehshat, Kya Unke Khaandaan Nahi,.
Kyun Nahi samajhte ye ke Marne Waale Bhi Kisi Rishtedaar Hote Hain,.
Main To Kahoonga "Azeem" Aisa Log Haivaan Hain Insaan Nahi,.

___________________________________-Jaanasheen-


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: July 28, 2008, 01:17:52 PM »
Hum Chahte Hain Ki Sab Yoindians Milkar Duaa Karein,.
Ki Rab-ul_Aalameen Hume In Haadson Se Bachaaye,.
Aur Aise Manzar Hume Phir Na Dikhaaye,.
Logged
sidushale
Guest
«Reply #9 on: July 29, 2008, 04:55:44 AM »
i really like it!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: July 29, 2008, 11:40:52 AM »
Shukriya SiduShale,. Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: July 29, 2008, 11:44:34 AM »
Kaisi Ye Duniya Bangayi Hai Dekho,.
Aadmi Khel Raha Hai Kyun, Aadmi ke Lahoo Mein,.

Matam Chaane Laga Hai Desh Mein Mere,.
Nafrat Ki hawaayein Pahil Rahi Hai, Dharti Ki Khushboo Mein,.

_________________________________-Azeem-




Logged
honeyrose
Guest
«Reply #12 on: July 30, 2008, 05:13:34 AM »
  sad11 icon_salut hum saath milkar duaa karenge dosto
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #13 on: July 30, 2008, 07:18:14 AM »
Ya Rab Tere Jahaan Mein Ye Dehshat Kyun Hai,.
Logon Ke Dilon Mein Aakhir Itni Nafrat Kyun Hai,.

Lage Hain Kyun Yahaan Log Khud Ki Hasti Mitaane Ko,.
Tule Hain Kyun Log Yahaan Ghar Ghar Mein Aag Lagaane Ko,.

Bangalore Mein Hua Dhamaaka, Aur Jalaa Ahmedabaad,.
Kyun Kar Rahe Hain Log Yahaan Dusron Ki Zindagi Barbaad,.

Ya Rab Kuch Faisla Kar, Ke Hume Ye Dehshat Gawaara Nahi,.
Maangte Hain Tujhi Se Panaah, Koi Dusra Hume Sahaara Nahi,.

Bujhaa De Aag Nafraton Ki, Sab Ke Dilon Mein Pyaar Bharde,.
Ujdi Hai Dhamakon Se Jo Zameen Hindustaan Ki, Unhe Tu Bahaar Karde,.

Sab Duaa Karte Hain Aman Ki Milkar "Azeem" Ke Saath,.
Hindu, Musalmaan, Sikh, Sab Uthaaye Hue Hain Haath,.

_________________________________-Azeem-
[Jaanasheen]


Applause Applause Applause

Azeem.. Aaisi shayari par sirf 'waah-waah' karna laazmi nahin..
Aapne ek aisa sach likha hai, jisey sunn kar shayad patthar dil bhi sochne ko majboor ho jaaye.. Jaane dehshat phelaane waalon ke dil bhi hote hai ya nahin..

Aapka likha padhne ke baad khud-b-khud dil se dua nikalti hai, Dehshat aur Dard se labrez yeh manzar Khuda kisi ko naa dikhaaye.

Likhte Rahiyega...  Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: July 30, 2008, 12:43:28 PM »
Applause Applause Applause

Azeem.. Aaisi shayari par sirf 'waah-waah' karna laazmi nahin..
Aapne ek aisa sach likha hai, jisey sunn kar shayad patthar dil bhi sochne ko majboor ho jaaye.. Jaane dehshat phelaane waalon ke dil bhi hote hai ya nahin..

Aapka likha padhne ke baad khud-b-khud dil se dua nikalti hai, Dehshat aur Dard se labrez yeh manzar Khuda kisi ko naa dikhaaye.

Likhte Rahiyega...  Thumbs UP

Shukriya mahiya Ji,.

Ek Duaa Me Sabki Fariyaad Rahe,.
Mera Desh Mera Mulk Abaad Rahe,.

Dete Hain Jo Zakham Mere Dharti Ke Seene pe,.
Unka Jahaan Hamesha Barbaad Rahe,.

___________________-Azeem

Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 06:12:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer