Dard Hindustaan Ka,.

by Jaanasheen on July 27, 2008, 03:30:21 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2170 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: July 30, 2008, 12:49:39 PM »
Haath Uthaakar Sab Milkar Kyun Na Duaa Karein,.
Ke Rab Desh Ke Gaddaron Ko Desh Se Judaa Karein,.

Maangli Inhone Bahoot Si Khurbaaniyaan Humse "Azeem",.
Aaj Chalo Sab Haath bMein Haath Liye, Inhe Tabaah karein,.

________________________________-Jaanasheen-



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AAZAD HINDUSTAAN by jannatjahan in Shairy-E-Watan
AAZAAD HINDUSTAAN mb by marhoom bahayaat in Shairy-E-Watan
hum pyare se mulk,hindustaan main rehte hain, by nazar ghouri in Shairy-E-Watan
Hindustaan ek Dastaan by mihirrupadhyay in Shairy-E-Watan
zarre zarre me hindustaan by yatin21 in Share:Patriotic Poetry
Pooja
Guest
«Reply #16 on: July 31, 2008, 03:32:59 PM »
good one lil bro
Logged
Roja
Guest
«Reply #17 on: July 31, 2008, 03:56:16 PM »
Kaisi Ye Duniya Bangayi Hai Dekho,.
Aadmi Khel Raha Hai Kyun, Aadmi ke Lahoo Mein,.

Matam Chaane Laga Hai Desh Mein Mere,.
Nafrat Ki hawaayein Pahil Rahi Hai, Dharti Ki Khushboo Mein,.

_________________________________-Azeem-

Bahut accha likha hai aapne...  Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: August 03, 2008, 10:40:45 AM »
Shukriya Pooja Sis,.
And Roja Sis,.
Aap kyun Nahi Kuch Bayaan Kar rahe Ho,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #19 on: August 05, 2008, 05:00:42 AM »
Haath Uthaakar Sab Milkar Kyun Na Duaa Karein,.
Ke Rab Desh Ke Gaddaron Ko Desh Se Judaa Karein,.

Maangli Inhone Bahoot Si Khurbaaniyaan Humse "Azeem",.
Aaj Chalo Sab Haath bMein Haath Liye, Inhe Tabaah karein,.
________________________________-Jaanasheen-
Aap Ki Dua o Me Aamin Hai Meri Shameel..aur Wo Waqt Kareeb Hai Jis Din " Aman " Ka Parcham Lehraayegaa Hindostaan Me...Inshallaah.
Logged
KAVI AMIT SAGAR
Guest
«Reply #20 on: August 05, 2008, 05:19:44 AM »
     BAHOOT ACHCHA HAI DOST AISE HI JAZBAAT DIL MAIN RAKHNA
 GUJRAAT BUMB KAAND
DIL KO DAHLA DIYA JAB DHAMAAKE HUE
RAJNITIGYA KE LIYE BAM PATAAKHE HUE

KEHER BARPAA RAHE DUSHMANI KE NISHAAN
LAASHE BHIKHRI IS KADAR TAMAASHE HUE

KISKI ANKHO SE ANSU KO ROKOGE TUM
BHAI KE KHOON KE BHAI HI PYAASE HUE

GHAR KO LOTTI HUI CHAPPLO KI SUNO
PAON UNKE BESAKHI KE SAHARE HUE

KINSE NAFRAT KARENGI WO BETIYAAN
PAPA JISKE BHI ALLAH KO PYARE HUE


*************************************
दिल को दहला दिया जब धमाके हुए
राजनीति ग्य के लिए बम पटाखे हुए

कहर बरपा रहे दुश्मनी के निशान
लाशे बिखरी इस कदर तमाशे हुए

किसकी आँखो से आँसू को रोकोगे तुम
भाई के खून के भाई ही प्यासे हुए

घर को लॉटी हुई चप्प्लो की सुनो
पावं उनके बेसखि के सहारे हुए

किनसे नफ़रत करेंगी वो बेटियाँ
पापा जिसके भी अल्लाह को प्यारे हुए

 


AAPKA DOST
Amit Sagar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: August 05, 2008, 08:25:59 AM »
     BAHOOT ACHCHA HAI DOST AISE HI JAZBAAT DIL MAIN RAKHNA
 GUJRAAT BUMB KAAND
DIL KO DAHLA DIYA JAB DHAMAAKE HUE
RAJNITIGYA KE LIYE BAM PATAAKHE HUE

KEHER BARPAA RAHE DUSHMANI KE NISHAAN
LAASHE BHIKHRI IS KADAR TAMAASHE HUE

KISKI ANKHO SE ANSU KO ROKOGE TUM
BHAI KE KHOON KE BHAI HI PYAASE HUE

GHAR KO LOTTI HUI CHAPPLO KI SUNO
PAON UNKE BESAKHI KE SAHARE HUE

KINSE NAFRAT KARENGI WO BETIYAAN
PAPA JISKE BHI ALLAH KO PYARE HUE


*************************************
दिल को दहला दिया जब धमाके हुए
राजनीति ग्य के लिए बम पटाखे हुए

कहर बरपा रहे दुश्मनी के निशान
लाशे बिखरी इस कदर तमाशे हुए

किसकी आँखो से आँसू को रोकोगे तुम
भाई के खून के भाई ही प्यासे हुए

घर को लॉटी हुई चप्प्लो की सुनो
पावं उनके बेसखि के सहारे हुए

किनसे नफ़रत करेंगी वो बेटियाँ
पापा जिसके भी अल्लाह को प्यारे हुए

 


AAPKA DOST
Amit Sagar


Sach Kaha Hai Dost Aapne,.
and Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: August 05, 2008, 08:33:35 AM »
Jaane Kyun Ghamon Ki Ghadi Chaai Hai Desh Pe Mere,.
"Azeem" Ye Kaisi Aafat Aaayi Hai Desh Pe Mere,.

Pehle To Na Thi Itni Nafrat Logon Ke Dilon Mein,.
Ye Kaisi Mazhabon Ki Ladaai Hai Desh Pe Mere,.

Neta Choos Rahe Hain Khoon Gareebon Ka, Kisaano Ka,.
Ye Kaisi Bedard Mehangaai Hai Desh Pe Mere,.

_________________________-Azeem-l;
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:31:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer