Dard Ho Dil Mein Aur Labon Se Aah Bhi Naa Nikle "Khwaish"

by khwaish on July 31, 2010, 04:44:52 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2547 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Woh Puchte Hai Humse Ke kya Jaata Hai Muskuraane Mein
Jeeo To Iss kadar Jeeo Ke Mazaa Aaye Chot khaane Mein

Hum kehte Hai Ke zindagi Ko Zinda-Dilli Se jeena Itna Asaan Nahi
Yaha Sadiyan Beet Jaati Hai kisi Ko Bhoolane mein...

Dard Ho Dil Mein Aur Labon Se Aah Bhi Naa nikle!!!
Kya Aisa Bhi koi Shaks Zinda Hai Iss Zamaane Mein...

Dil mein Hazaaro Gham Qaid Hai Aur chehre Par Ek Khokli Si muskaan!!!
Bahut Waqt Lagta hai Mann-Roopi Aaene Ko Sajaane mein...

Aaj Gile-Shikwe Dil mein paalkar sab jee Lete Hai!!!
Kaun Waqt Zaaya Kare Kisi Ruthe Hue Ko Manane mein...

Har Dil mein Baaki Ek kasak Si Zaroor Rehti Hai!!!
Bahut fark Rehta hai Haqeeqat mein Aur Yuhi Nazar Aane mein...

"Khwaish" Rishte Aur Raaste Insaan Ke saath-Saath Hi Chalte Hai!!!
Dono Hi Kabhi Baaz nahi Aate Insaan Ko Aazmaane Mein.....

                       ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #1 on: July 31, 2010, 04:58:57 PM »
sach kaha hai aapne khwaish ji ....har lafz sach.....

teri iss bat se sehmat hun main
bht hai mushkil aah k sath muskurane me...

lekin hain iss zamane me kai log aise
jo maza lete hain dard paane me

kuch aisa unhone dil paya hai dost
k khud hi chot khate hain dard ko aazmane me

unhe kya khabar k kya guzarti hai auron k dil pe
maza aata hai bas unhe unko tadpane me

humne aise log dekhen hain jinki zindagi guzar jati hai
ek chhoti si na puri hui khwaish ki kasak mitane me...!!!

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #2 on: August 02, 2010, 09:30:47 AM »

Bahut Bahut Shukriya Anamika Ji Jo Apane Apna Waqt Diya..

Aur Kya Kahoon!!! Sivaae iske ke Lajawab!!!
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #3 on: August 02, 2010, 09:41:33 AM »
khwaish ji bahut practical baaten aapne bahut hi pyare aur nayare dhang se kahi hain.very touching Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

aajkal ke daur mein kahan kisi ke pas chota sa dil hai.
bahut bada dil liye firte hain lakhon log aate hain unke afsaane mein.
kyon mein manaun use uski bhi to galti thi.
itne waqt mein doosra dekhta hoon jitna lagega usko manaane mein.

Woh Puchte Hai Humse Ke kya Jaata Hai Muskuraane Mein
Jeeo To Iss kadar Jeeo Ke Mazaa Aaye Chot khaane Mein

Hum kehte Hai Ke zindagi Ko Zinda-Dilli Se jeena Itna Asaan Nahi
Yaha Sadiyan Beet Jaati Hai kisi Ko Bhoolane mein...

Dard Ho Dil Mein Aur Labon Se Aah Bhi Naa nikle!!!
Kya Aisa Bhi koi Shaks Zinda Hai Iss Zamaane Mein...

Dil mein Hazaaro Gham Qaid Hai Aur chehre Par Ek Khokli Si muskaan!!!
Bahut Waqt Lagta hai Mann-Roopi Aaene Ko Sajaane mein...

Aaj Gile-Shikwe Dil mein paalkar sab jee Lete Hai!!!
Kaun Waqt Zaaya Kare Kisi Ruthe Hue Ko Manane mein...

Har Dil mein Baaki Ek kasak Si Zaroor Rehti Hai!!!
Bahut fark Rehta hai Haqeeqat mein Aur Yuhi Nazar Aane mein...

"Khwaish" Rishte Aur Raaste Insaan Ke saath-Saath Hi Chalte Hai!!!
Dono Hi Kabhi Baaz nahi Aate Insaan Ko Aazmaane Mein.....

                       ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #4 on: August 03, 2010, 09:18:04 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Waah Khwaish ji waah... jazbaaton ko shabdon me utaarna koi aapse sikhe... bahut pyaari kavita likhi hai aapne , bahut khoob likha hai...!!!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #5 on: August 03, 2010, 09:19:33 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wah Kasak ji wah... aapka bhi jawaab nahi...!!!

sach kaha hai aapne khwaish ji ....har lafz sach.....

teri iss bat se sehmat hun main
bht hai mushkil aah k sath muskurane me...

lekin hain iss zamane me kai log aise
jo maza lete hain dard paane me

kuch aisa unhone dil paya hai dost
k khud hi chot khate hain dard ko aazmane me

unhe kya khabar k kya guzarti hai auron k dil pe
maza aata hai bas unhe unko tadpane me

humne aise log dekhen hain jinki zindagi guzar jati hai
ek chhoti si na puri hui khwaish ki kasak mitane me...!!!

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #6 on: August 15, 2010, 02:47:42 PM »
khwaish ji bahut practical baaten aapne bahut hi pyare aur nayare dhang se kahi hain.very touching Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

aajkal ke daur mein kahan kisi ke pas chota sa dil hai.
bahut bada dil liye firte hain lakhon log aate hain unke afsaane mein.
kyon mein manaun use uski bhi to galti thi.
itne waqt mein doosra dekhta hoon jitna lagega usko manaane mein.

bahut Bahut Shukriya Sureshji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Aur bahut Hi khooooooob Likha Hai Aapne..Waqt Ke mutaabik Yahan Par Kuch Likhne Phir Zaroor Aunga..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #7 on: August 15, 2010, 04:58:52 PM »
Khwaish Bhai Lafzon Ko Saja Kar Pesh Karne Ki Kaarigari Me to aap Maahir Hain.. Aur Jazzbaaton Ko Lafzon Me Utaara bhi koi Aapse Seekhe.. Yehi is Rachna Ki Khoobi Hai.. Bahut Umda Peshkash hai.. Daad Kubool karen.. Applause Applause

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

**~** Mann **~**
Logged
Radhika_2
Guest
«Reply #8 on: September 21, 2010, 05:18:32 AM »
ji bhaut sunder............. Applause Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: September 21, 2010, 05:20:00 AM »
Good work Khwaish and Kasak ji!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #10 on: September 27, 2010, 11:51:04 AM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Waah Khwaish ji waah... jazbaaton ko shabdon me utaarna koi aapse sikhe... bahut pyaari kavita likhi hai aapne , bahut khoob likha hai...!!!

Teh Dil Se Shukriya Kapilji.. icon_flower
Logged
aaina
Guest
«Reply #11 on: September 27, 2010, 11:42:17 PM »
Bhut khoob khwaish...........daad hazir hai quoob keejiye

aslam
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #12 on: May 14, 2011, 01:06:58 PM »
Wah Wah Khwaish Bhai Kya Baat Hai
Aakhri Line Bahut Achchi Lagi Mujhey...

Kasak Ji Aapne Bhi Achcha Likha Hai Rep Men...

Khush Rahiye...

~Shihab~

Tehhhh dilll se shukriya Majid bhai icon_flower
Logged
shiba
Guest
«Reply #13 on: May 16, 2011, 01:25:58 AM »
Wah Ji Wah Kya Kehne Bohat Badiya Khwaish Ji
Yeh Lines Bohat Hi Pyari Kahi Hain Aapne,
Hume Behad Hi Pasand Aayin Bohat Khoob Applause Applause Applause

Aaj Gile-Shikwe Dil mein paalkar sab jee Lete Hai!!!
Kaun Waqt Zaaya Kare Kisi Ruthe Hue Ko Manane mein...

"Khwaish" Rishte Aur Raaste Insaan Ke saath-Saath Hi Chalte Hai!!!
Dono Hi Kabhi Baaz nahi Aate Insaan Ko Aazmaane Mein.....

                       ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #14 on: August 23, 2011, 06:37:25 PM »
Khwaish Bhai Lafzon Ko Saja Kar Pesh Karne Ki Kaarigari Me to aap Maahir Hain.. Aur Jazzbaaton Ko Lafzon Me Utaara bhi koi Aapse Seekhe.. Yehi is Rachna Ki Khoobi Hai.. Bahut Umda Peshkash hai.. Daad Kubool karen.. Applause Applause

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

**~** Mann **~**

Izzat-Afzai Ke Liye Aapka Bahutttt Bahuttttt Shukriya Mannji..Aapne apna waqt diya wahi bahut hai..Yuhi Saath dete rahiyega
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:45:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer