dard ka bayaan--- EK POTLI

by salil2002 on November 05, 2008, 08:21:12 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2801 times)
sajid_ghayel
Guest
«Reply #15 on: November 07, 2008, 06:29:48 AM »
yahi hai shyd ishq ki sazaa
mere lab khamosh jaise hoon mein bejubaan
aasu ban dard ki jubaan
bas yahi keh rahe hain mere dard ki har dastaan

kab tak dogi khud ko saza
kab tak rahogi bezubaan
tu bahe askh banke meri aakho se
hum dono ki ek hain dastaan
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dard Kare Kaise Bayaan,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Ek pari khushiyon ki potli liye by NiCkkkDoN in Shairi - E - Zindagi
DARD-E- BAYAAN by pritam tripathi in Shayri-E-Dard
Dard-e-bayan.... by tishyarakshita in Miscellaneous Shayri
DARD - E - MUFLIS KAHAAN LAFZON MEIN BAYAAN HOTA HAI ............... HASAN by F.H.SIDDIQUI in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Sonia01
Guest
«Reply #16 on: November 07, 2008, 06:35:28 AM »
kab tak dogi khud ko saza
kab tak rahogi bezubaan
tu bahe askh banke meri aakho se
hum dono ki ek hain dastaan


Pata kya yeken hai dil kiske liye taras rahe hai
bolne se yeh juba darta hai taki bathe bandh na ho jaye
 
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #17 on: November 07, 2008, 07:20:09 AM »
Pata kya yeken hai dil kiske liye taras rahe hai
bolne se yeh juba darta hai taki bathe bandh na ho jaye
 
jo chupati hain tu dil me
woh mere liye pyaar hain
bolne se zubaan darti hain
dil me sirf iqrar hain iqrar hain
Logged
salil2002
Guest
«Reply #18 on: November 07, 2008, 02:13:23 PM »
kya baat hai sonia ji , sajidbhai, bhawna ji,,,,,thanks rajesh and talat di
kii talasha har but main humne mohabbat kii ek jhalak ko
phir samajh aaya kii ki pathron se dil lagaya hai
woh dete rahe sazayein humein mohabbat k naam par
hum bhi hanste rahe soch kar mukaddar mein thokron ka hi saaya hai
Logged
salil2002
Guest
«Reply #19 on: November 07, 2008, 02:39:07 PM »
hai ishq kya ab tak samajh na paaye ham
kyu chod gaye wo hamei ye jaan na paaye ham
kabhi muskaan to kabhi ankhon mei aansuon ki dhara
hai ishq ki kya pehchaan ye ab tak jaan na paaye ham


na pehchaano ise na samajhne kii koshish karo
ji k dekho isme ek baar ,aur ek baar maro
kyun ise bhi tum khushiyon se jod kar dekhte ho
saaf kehdo kii tum bujdil aur marne se darte
Logged
salil2002
Guest
«Reply #20 on: November 11, 2008, 05:26:52 AM »
meri haqeeqat se parda rakhta hai woh
shayad saamne aane se darta hai woh
apna k meri mohabbat ko phir thukra diya
shayad apne vaade se mukarta hai woh
Logged
salil2002
Guest
«Reply #21 on: November 11, 2008, 05:31:17 AM »
tanhayee main ek aks ubhar kar aaya mere saamne
maine kaha chale jao mujhe akela chhod do
muskuraaya woh aise jaise barson kii pehchaan ho
haan main bhool gaya woh meri rooh thi dosto
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: November 16, 2008, 12:03:57 PM »
nice one
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #23 on: November 16, 2008, 12:31:15 PM »
unke jane ka manzar tamasha nahi
door tak dekhiye der tak sochiye

dard ka tazkira to bohat ho chuka
dard ko ab mehsoos bhi kijiye

                            -nm-

jism jhulsa hua sase rukne ko hain
koi parwane ka haal to poochiye

husn-o-daulat wa shaurat sab hain pass tere
phir bhi dil yeh hamara rakh lijiye

                              -sg-
                             
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #24 on: November 16, 2008, 12:50:16 PM »
ek hi hai bechara, kis kis ko doge dil miyan,
kab talak kahte rahoge, har rahgujar ko manjil miyan
 Is it SO!
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #25 on: November 16, 2008, 01:49:19 PM »
ek hi hai bechara, kis kis ko doge dil miyan,
kab talak kahte rahoge, har rahgujar ko manjil miyan
 Is it SO!
jab de raha tha dil khuda discount chal raha tha
ek ke bajaay humne dharjan bhar le liye the  Giggle

aur jis raah pe nazar aayee pehle se behtar koi nazneen
bas usi ko apni manzil samaj kar uski rehguzar par chal diye  Laughing hard
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: November 16, 2008, 02:31:50 PM »
Dard Mera Dil Se Ubhar Raha Hai Behte Paani Ki Tarah,.
Kahin Ye To Nahi, Ke ye Toofaano Ka ishaara De Raha hai,.

Logged
salil2002
Guest
«Reply #27 on: November 22, 2008, 12:17:22 PM »
samjhaya maine khud ko bahut tere jaane k baad
aur phir mein bilakh kar ro pada tere jaane k baad
mujkhe poochte rahe sab maazra kya tha
isliye maine sil liye honth tere jaane k baad
Logged
salil2002
Guest
«Reply #28 on: March 17, 2009, 12:28:56 PM »
dard mein dhoond li maine wajah muskuraane kii
har ek deewaar dheh gayi mere aashiane kii
magar main oosi chhat k saaye mein tha ruka
jahan yaadein thi  mere mohabbat k zamaane kii
Logged
salma786
Guest
«Reply #29 on: March 17, 2009, 12:41:44 PM »
very nice Salil ji,Sajid ji n bhawna ji!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:46:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer