DARD KA EHSAAS NA HOTA..........

by khwaish on October 16, 2007, 06:35:17 PM
Pages: 1 2 [3] 4  All
Print
Author  (Read 4599 times)
Pooja
Guest
«Reply #30 on: January 22, 2008, 09:21:29 PM »
wah kaya baat hai...

roj sochte hai kyun likh kar khud ka dil dukhate hai
ab na likhege, per na jaane rah nahi paate hai

her shabd se unki yaadon ko pass bulate hai
baith kar ru-b roo, wo humse na jaane kaya likhwate hai

raz ajj bhi nahi usne kuch, humari baatein
her pal unhi ke sath to hum bitate hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bolne waale ko ehsaas hi kab hota hai. by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
kahan dard-e-dil dard se nashaad hota hai by @kaash in Ghazals « 1 2  All »
dard ko bhi dard hota hai !!! by sarfira in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
dil ke zakhmo'n ka jab ehsaas mujhe hota hay by Syed Mohd Mahzar in Miscellaneous Shayri
dard kaa ehsaas nahee hota by jeet jainam in Miscellaneous Shayri
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #31 on: January 22, 2008, 09:33:43 PM »
yeh kabhi na sochna ke hum likh kar apna dil dhukaate hai
jo baat zubaan nahi keh paati,unhe kalam se hi keh paate hai

yehi dastoor hai zindagi ka,
ke bichde hue ko yaadon se hi paas bhulate hai
har shaks nahi samaj paata haal-e-dil
isliye hum alfazo mein likh jaate hai

kabhi khud se maayus na hona  "pooja"
aapko dekh ke kahi log jeena sikh paate hai


Logged
Pooja
Guest
«Reply #32 on: January 22, 2008, 09:39:06 PM »
mayus kaise ho jaau wo ajj bhi mujh mai mukurate hai
roti hai uski ankhia, per sath wo ajj bhi nibhate hai
mehsoos jo hota hai uska sath, to hum bhi jiye jaate hai
dunia ka koi hosh nahi, dhadkano mai ajj bhi use hi basate hai!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #33 on: January 22, 2008, 10:03:40 PM »
BAHUT KHOOB POOJA...

HAR PAL,HAR DIN UNKI YAAD MEIN GUZARE HUMNE
UNKI JUDAI MEIN BHI KIYA  JEENA GAWARA HUMNE
NAHI MILI FURSAT UNHE DO PAL KE LIYE BHI
JINKE LIYE ZINDAGI KA HAR RAASTA NIHARA HUMNE
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: January 22, 2008, 10:07:22 PM »
wah kaya baat hai

dil ka haal, chah kar bhi dikhaya nahi jaata
bahoot mushkil se kiya juda, pass bulaya nahi jaata
jo raah na laker jaaye kisi manjil tak
un rasto per usko bhatkaya nahi jaata
Logged
SHONA
Guest
«Reply #35 on: January 23, 2008, 12:11:22 PM »
beautiful one's khwaish and pooja..great going
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #36 on: January 24, 2008, 07:18:36 PM »
thanx a lot shona,par kahan ho aajkal...
aur aap kuch likh kar bhi nahi gaye...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: February 21, 2008, 10:27:36 PM »
thanks Shona!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #38 on: February 22, 2008, 08:26:53 AM »
Wah kya baat hai Pooja di and khwaish ji
Logged
zakhmola
Guest
«Reply #39 on: February 22, 2008, 08:44:24 AM »
Dard bada diya Dard ke Aihsaas ney
kambhkhat kyonkar yaad aate hain Beete huye pal...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #40 on: February 22, 2008, 08:30:43 PM »
kaash yeh dard-e-dil na mila hota
uski chaahat main ruswa yun na hua hota
ab to dil bhi thak chuka hai dharakte dharakte.
afsos ki uss din yeh chehra shaadi main na mila hota.

(S Naami)
Logged
Pooja
Guest
«Reply #41 on: February 22, 2008, 08:31:45 PM »
nice lines zakhmola ji and syednaami ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #42 on: March 03, 2008, 06:54:13 PM »
APNE MAJBOORIYON SE HAI PARESHAAN
AAJ KA INSAAN,YEH DEKHIYE!!

HAS TO LETA HAI YEH MEHFIL MEIN
PAR ISKE AANKHON MEIN HAI
ASHKO KA SAMUNDAR,YEH DEKHIYE!!

KEHTA HAI ANDHERO SE ISSE BAHUT DARR LAGTA HAI
PAR WAQT KE HISAAB SE
ANDHERO SE BHI GUZAR JAATA HAI INSAAN,YEH DEKHIYE!!

SAFAR APNE MUKAAM PAR PAHUNCH BHI JAAYE
TO INSAAN KHUSH NAHI HOTA,
KEHTA HAI ABHI THE DIL MEIN THE KUCH AUR ARMAAN, YEH DEKHIYE!!

DARD BAANT DETA HAI INSAAN KO TUKDO MEIN
PHIR BHI KAISE JEETA HAI INSAAN, YEH DEKHIYE!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #43 on: March 03, 2008, 07:13:51 PM »
bahoot khoob khwaish ji!! yah lines sab se achilagi

DARD BAANT DETA HAI INSAAN KO TUKDO MEIN
PHIR BHI KAISE JEETA HAI INSAAN, YEH DEKHIYE!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #44 on: March 19, 2008, 06:14:05 AM »
bahoot khoob khwaish ji!! yah lines sab se achilagi

DARD BAANT DETA HAI INSAAN KO TUKDO MEIN
PHIR BHI KAISE JEETA HAI INSAAN, YEH DEKHIYE!!

bahut bahut shukriya hausle-afsaai ka...
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:41:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer