DARD KA Saher

by paani on January 08, 2007, 03:56:08 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
Print
Author  (Read 7267 times)
tushar_4u_im
Guest
«Reply #105 on: July 30, 2007, 06:52:11 AM »
dard k shaher me deewane kai milange....
is shaher ki galiyo me aafsane kai milange....

sambhal kar chalna is begane shaher me...
kyuki tumko yaha har kadam per thukrane wale kai milange....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aai naseem-e-saher by javedarshad in Shayri for Khumar -e- Ishq
saher by muna massood in Shayri for Khumar -e- Ishq
Welcome saher by iAdmin in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
Ajnabi saher.. by Kohinoor in Shayri for Dard -e- Judai
saher mera ek maqbra by soudagar in Shayri-E-Dard
paani
Guest
«Reply #106 on: July 31, 2007, 05:22:18 AM »
nice one tusahar.. sharing with u all..

Patthar ki muraten hain is shahar ke log...
Sine mein yahan par kisi ke dil nahi hota..
Hota bhi hai agar to ek aas ka tukda...
Lekin wo bhi dhadakne ke kaabil nahi hota...
Yun to her ek dariya ka saahil hota hai lekin....
Har duubte ki kismat mein saahil nahi hota...
Masjid mein baithkar dua karte hain shekhjee...
Accha hai, magar isse kuch haasil nahi hota...
TANHAAI MEIN MILO TO TUMSE KAHENGE AI DOST.........
YUN ZIKRA KABHI DIL KA SARE MAHFIL NAHI HOTA
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #107 on: August 02, 2007, 09:07:22 AM »
tushar ji well said!! very gud, pani ji bohot hi acha likha apne!! keep it up u both!!!
Logged
paani
Guest
«Reply #108 on: August 03, 2007, 05:30:16 AM »
nice one meena ji..
Logged
paani
Guest
«Reply #109 on: September 05, 2007, 09:15:19 AM »
Wo gazab ka mausam hai usski yaadon ka bhi,  aaj lauta
fir lamha lamha khaali sa mera, dard se bhar gaya hai
Logged
SHONA
Guest
«Reply #110 on: September 05, 2007, 11:29:03 AM »
Quote

Patthar ki muraten hain is shahar ke log...
Sine mein yahan par kisi ke dil nahi hota..
Hota bhi hai agar to ek aas ka tukda...
Lekin wo bhi dhadakne ke kaabil nahi hota...
Yun to her ek dariya ka saahil hota hai lekin....
Har duubte ki kismat mein saahil nahi hota...
Masjid mein baithkar dua karte hain shekhjee...
Accha hai, magar isse kuch haasil nahi hota...
TANHAAI MEIN MILO TO TUMSE KAHENGE AI DOST.........
YUN ZIKRA KABHI DIL KA SARE MAHFIL NAHI HOTA

wow...too good paaniji.worth reading it again =D>
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #111 on: September 06, 2007, 09:06:58 PM »
Bohat khoob Paani..
Logged
paani
Guest
«Reply #112 on: September 19, 2007, 11:52:33 AM »
Thanx. Aryan & SHONA...
Logged
Talat
Guest
«Reply #113 on: September 19, 2007, 02:26:33 PM »
Quote from: "paani"
nice one tusahar.. sharing with u all..

Patthar ki muraten hain is shahar ke log...
Sine mein yahan par kisi ke dil nahi hota..
Hota bhi hai agar to ek aas ka tukda...
Lekin wo bhi dhadakne ke kaabil nahi hota...
Yun to her ek dariya ka saahil hota hai lekin....
Har duubte ki kismat mein saahil nahi hota...
Masjid mein baithkar dua karte hain shekhjee...
Accha hai, magar isse kuch haasil nahi hota...
TANHAAI MEIN MILO TO TUMSE KAHENGE AI DOST.........
YUN ZIKRA KABHI DIL KA SARE MAHFIL NAHI HOTA

Very nice Paani =D> =D>
Logged
paani
Guest
«Reply #114 on: September 20, 2007, 05:34:39 AM »
Thanx Talat ji.. aap aaye bahaar aayi...
Logged
paani
Guest
«Reply #115 on: September 29, 2007, 08:01:27 AM »
Got time today.. aur ye dard fir ummar aaya..

Tere intizaar ka sahi hai, aytbaar ka ab hausala nahi hai
Dur se dekhte ho bus, pass bhi aao koi fasala nahi hai
u gum-e-muhobat  se gumzadda hai mere naseeb badnseeb
juda nahi hun jammin se, magar mere dard ka koi aasmaa nahi hai

Tute dil ke tukde beech bhi lu mutthi mein, koi fayada nahi hai
Bhaut nibhaayi preet tune bhi, teri wafa mein ab wo jayeka nahi hai
mat dekho iss aarju se meri nazron mein uttar kar dobara tum
suraakh hai ye do gahre se, kaanch ka koi aaina nahi hai

Surkh gulaab the tum kabhi, rang bhi ab to ye tum per fabta nahi hai
lauta diye hai tere sapne bhi mene, koi khawwab in palko mein sazta nahi hai
teri yaadon wo jununi saaya , jo ab NAAG ban gaya hai
chadta bhi hai Zahar jism mein mere, kambakhat lekin wo dasta nahi hai

sapnaa
Guest
«Reply #116 on: September 29, 2007, 09:53:07 AM »

Very nice paani..really too good.. Usual Smile
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #117 on: September 29, 2007, 01:21:32 PM »
Paani

One can feel the pain in your poem. Very nice.
Logged
Roja
Guest
«Reply #118 on: September 30, 2007, 12:36:44 AM »
Quote from: "paani"
Got time today.. aur ye dard fir ummar aaya..

Tere intizaar ka sahi hai, aytbaar ka ab hausala nahi hai
Dur se dekhte ho bus, pass bhi aao koi fasala nahi hai
u gum-e-muhobat  se gumzadda hai mere naseeb badnseeb
juda nahi hun jammin se, magar mere dard ka koi aasmaa nahi hai

Tute dil ke tukde beech bhi lu mutthi mein, koi fayada nahi hai
Bhaut nibhaayi preet tune bhi, teri wafa mein ab wo jayeka nahi hai
mat dekho iss aarju se meri nazron mein uttar kar dobara tum
suraakh hai ye do gahre se, kaanch ka koi aaina nahi hai

Surkh gulaab the tum kabhi, rang bhi ab to ye tum per fabta nahi hai
lauta diye hai tere sapne bhi mene, koi khawwab in palko mein sazta nahi hai
teri yaadon wo jununi saaya , jo ab NAAG ban gaya hai
chadta bhi hai Zahar jism mein mere, kambakhat lekin wo dasta nahi hai

juda nahi hun jammin se, magar mere dard ka koi aasmaa nahi hai

Bahut khoob Paani.. Dard bara yeh kalam dil ko chu gayee.
Keep flowing dear
Logged
paani
Guest
«Reply #119 on: October 01, 2007, 04:36:02 AM »
Sapana ji, Rajbir bhai.. n RoJa ji... tahe dil se Shukriya aap sabhi ka... lekin ek line to dard se mere naseeb kar dete.. to..
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:16:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer