DARD KA Saher

by paani on January 08, 2007, 03:56:08 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
Print
Author  (Read 7265 times)
paani
Guest
«Reply #15 on: February 01, 2007, 04:18:49 AM »
Pahlu mein aakar, askon ki sugaat de kar chala gaya
Humdard nahi tha,hamdardi ka dard de kar chala gaya
Un paani ke dard mein barkat hooti hai lamha lamha
Dard de kar koi, Khushiyon ki daulat luut kar chala gaya!!!!!

 [-o<
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aai naseem-e-saher by javedarshad in Shayri for Khumar -e- Ishq
saher by muna massood in Shayri for Khumar -e- Ishq
Welcome saher by iAdmin in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
Ajnabi saher.. by Kohinoor in Shayri for Dard -e- Judai
saher mera ek maqbra by soudagar in Shayri-E-Dard
paani
Guest
«Reply #16 on: February 01, 2007, 04:19:06 AM »
Pahlu mein aakar, askon ki sugaat de kar chala gaya
Humdard nahi tha,hamdardi ka dard de kar chala gaya
U paani ke dard mein barkat hooti hai lamha lamha
Dard de kar koi, Khushiyon ki daulat luut kar chala gaya!!!!!

 [-o<
Logged
paani
Guest
«Reply #17 on: February 02, 2007, 04:19:28 AM »
Aap aaye Dard ki mahfil mein aur Bina Dard chore chale gaye..

Shukriya Majid saheb aapka..
Logged
paani
Guest
«Reply #18 on: February 06, 2007, 07:19:59 AM »
Dard hi diya hai iantaaya talak mere talabgaron ne bus
Aap se bhi gujarish hai, kisi dard se Na-maluum na rahu!!!
Logged
paani
Guest
«Reply #19 on: February 16, 2007, 11:23:12 AM »
Thanx All u Guys
Logged
pinky
Guest
«Reply #20 on: February 18, 2007, 12:47:12 PM »
Bahut khoob likha hai Paani..

Aur Majid nice reply..!!
Usual Smile
Lage Raho.. :wink:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #21 on: February 18, 2007, 01:03:40 PM »
Quote from: "paani"
Pahlu mein aakar, askon ki sugaat de kar chala gaya
Humdard nahi tha,hamdardi ka dard de kar chala gaya
U paani ke dard mein barkat hooti hai lamha lamha
Dard de kar koi, Khushiyon ki daulat luut kar chala gaya!!!!!

 [-o<


so  touching..........    bahot khoob Paani......   and  Majid bhai
Logged
paani
Guest
«Reply #22 on: February 19, 2007, 04:42:12 AM »
Shukriya Waheed bhai, pinky ji thanx.... Majid bhai sahi jawwb diya aapne.. shhkriya aap sabhi ka.

arj hai.


 Sahmaha sa dard hai, sahmaha sa khayale-e-dil hai mera
 mahfil mein lauta hai wo , masarrat laya hai aaj fir koi..
 Gumma hai...  ya haqikat , be-zar ka dil kahuff-zada kyon hai !!!!


masarrat=happiness
lauta= come back
Logged
paani
Guest
«Reply #23 on: February 23, 2007, 06:34:17 AM »
Hum dono ke darmyaan
Bichdi yaadon ka dard,  
Bari barsaaton mein
Sukhi raaton ka dard
Kitna milta hai gar samze bhi koi
Teri aakhon se meri akhon ka dard......!!!!!
sleepy5
Logged
Roja
Guest
«Reply #24 on: February 25, 2007, 02:35:54 PM »
Quote from: "paani"
Hum dono ke darmyaan
Bichdi yaadon ka dard,  
Bari barsaaton mein
Sukhi raaton ka dard
Kitna milta hai gar samze bhi koi
Teri aakhon se meri akhon ka dard......!!!!!
sleepy5


Bahut khoob Paani ji..

Meri aankhon main aasoo, tujhse humdam, kya kahu kya hai,
Tehar jaye toh angaara hai, beh jaye toh Paani hai..
sleepy5
Logged
paani
Guest
«Reply #25 on: February 26, 2007, 10:59:50 AM »
Quote from: "Roja"
Quote from: "paani"
Hum dono ke darmyaan
Bichdi yaadon ka dard,  
Bari barsaaton mein
Sukhi raaton ka dard
Kitna milta hai gar samze bhi koi
Teri aakhon se meri akhon ka dard......!!!!!
sleepy5


Bahut khoob Paani ji..

Meri aankhon main aasoo, tujhse humdam, kya kahu kya hai,
Tehar jaye toh angaara hai, beh jaye toh Paani hai..
sleepy5


Aaap se yahi umeed thi Roja ji Shukriyaaaaaa.......................... bahut acche
Logged
Roja
Guest
«Reply #26 on: February 28, 2007, 06:50:48 AM »
Quote from: "paani"
Quote from: "Roja"
Quote from: "paani"
Hum dono ke darmyaan
Bichdi yaadon ka dard,  
Bari barsaaton mein
Sukhi raaton ka dard
Kitna milta hai gar samze bhi koi
Teri aakhon se meri akhon ka dard......!!!!!
sleepy5


Bahut khoob Paani ji..

Meri aankhon main aasoo, tujhse humdam, kya kahu kya hai,
Tehar jaye toh angaara hai, beh jaye toh Paani hai..
sleepy5


Aaap se yahi umeed thi Roja ji Shukriyaaaaaa.......................... bahut acche



Yaad ke zakham tere aur dard main behte aasoo
Na pooch "Paani", mujhse ki meri zindagi main kya rakha hai..!!
[/color]sleepy5
Logged
paani
Guest
«Reply #27 on: February 28, 2007, 08:30:57 AM »
Quote
Yaad ke zakham tere aur dard main behte aasoo
Na pooch "Paani", mujhse ki meri zindagi main kya rakha hai..!!


I could ask u. but I can't after that..

Marvelous  Roja...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: February 28, 2007, 09:24:23 AM »
Bahoot Khoob Paani Ji Aur Roja Bhai,..

Kamaal Ka Likha Hai aapne,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: February 28, 2007, 09:26:12 AM »
Ek Sheher Unka Jahan Dil Hain Patthar ke,..
Ek Sheher Apna Jahan Patthar Bhi Dil Rakhte hain,,

__________________________________-NM-
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:04:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.173 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer