Dard Ke Ashaar Inhe Kehte Hain,.

by Jaanasheen on August 25, 2009, 09:42:49 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2083 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile

Aate Aate Mera Naam Sa Reh Gaya,.
Uske Hoton Pe Kuch Kanpta REh Gaya,.

Wo Mere saamne Hi Gay Aur Main,.
Raaste Ki Tarah Dekhta Reh Gaya,.

JHoor Vaale Kahin SE Kahin Bard Gaye,.
Aur Main Tha, Ki Sach Bolta Reh Gaya,.

Aandhiyon Ke Iraade To Achche Na The,.
Ye Diyaa Kaise Jalta Reh Gaya,.

-Waseem-Barelvi-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kehte hain by lovely_amez in Shayri for Khumar -e- Ishq
Loh kehte hain.. by 99% §hå®èèf_Mµñda in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Aaj kehte hain….. by HumTum in Shayri-E-Dard
Ashaar Mere Yun To Zamaane Ke Liye Hain,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ASHAAR . MERE . AKS . HAIN . USKE ,. JAMAAL . KE ......... HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals
thegrimreaper
Guest
«Reply #1 on: August 25, 2009, 09:46:01 PM »
maan gaye azeem bhai
aur ending to kamaal ki

Applause Applause Applause Applause
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #2 on: August 25, 2009, 10:09:15 PM »
waaaaah kya baat hai azeemji...bahut hi khoob.....
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: August 25, 2009, 10:20:59 PM »
Nice sharing Chote Bhai
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #4 on: August 25, 2009, 11:55:01 PM »
Wah wah bahut khoob Waseem ji,wonderful creation. icon_thumleft Applause Applause Applause  Applause Applause Applause Applause
beautiful sharing Azeem bhai. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
aaina
Guest
«Reply #5 on: August 26, 2009, 11:10:13 AM »
thnxx for nice sharing azeem
Logged
aaina
Guest
«Reply #6 on: August 26, 2009, 11:17:33 AM »
apne har har lafz ka khud aaina ho jaunga
usko choata keh ke mein kaise bada ho jaunga

tum giraane mai lage the, tumne socha hi nahi
mein gira, to masala ban ke khada ho jaaunga

mujh ko chlane do, akela hai abhi mera safar
raasta roka gaya, to qaafila ho jaaunga

saari duniya ki nazar mai hai mera ehed e wafa
ek tere kehne se kya mein bewafa ho jaaunga
[/size]

(potry by waseem bareilvy)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: August 26, 2009, 11:43:37 AM »
maan gaye azeem bhai
aur ending to kamaal ki

Applause Applause Applause Applause

Shukriya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: August 26, 2009, 11:45:35 AM »
waaaaah kya baat hai azeemji...bahut hi khoob.....

Shukriya,.

Nice sharing Chote Bhai

Shukriya Rajesh Bhaiy,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: August 26, 2009, 11:47:08 AM »
Wah wah bahut khoob Waseem ji,wonderful creation. icon_thumleft Applause Applause Applause  Applause Applause Applause Applause
beautiful sharing Azeem bhai. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya Madhuwesh Sis,.

thnxx for nice sharing azeem

Shukriya Aslam Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: August 26, 2009, 11:48:42 AM »
apne har har lafz ka khud aaina ho jaunga
usko choata keh ke mein kaise bada ho jaunga

tum giraane mai lage the, tumne socha hi nahi
mein gira, to masala ban ke khada ho jaaunga

mujh ko chlane do, akela hai abhi mera safar
raasta roka gaya, to qaafila ho jaaunga

saari duniya ki nazar mai hai mera ehed e wafa
ek tere kehne se kya mein bewafa ho jaaunga
[/size]

(potry by waseem bareilvy)

BOhat Achchi Sharing APNE Yahaan Jordi Hai,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #11 on: August 26, 2009, 12:20:13 PM »
Bahut bahut khoob. thanks for sharing azeem and alsam ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: August 26, 2009, 12:41:36 PM »
Bahut bahut khoob. thanks for sharing azeem and alsam ji

THank U,./

Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:46:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.165 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer