Dard kee baat.

by Raj on July 23, 2004, 11:09:54 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2562 times)
Raj
Guest
Chandani raat main barsat buri lagti hai,
ghar main janaja ho to barat buri lagati hai,
laakh khusee ke sadhan jute hon magar ye dost,
Hai dil main dard to har baat buri lagti hai,
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Woh baat baat mein.... by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ek dard yahan hai ek dard wahan hai by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
JANEY KYA BAAT HEY IK DARD REHTA HEY. by N.R.MALIK in Ghazals
Dard-E-Dil Ki Baat Na Kar by Er AK in Shayri for Khumar -e- Ishq
nishita
Guest
«Reply #1 on: July 23, 2004, 06:57:59 PM »
Dard ko na dekhiye dard se...dard ko bhi dard hota hai
dard ko bhi zaroorat hai pyaar ki...
akhir dard hi to humara hamdard hota hai..!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: July 23, 2004, 10:03:26 PM »
Bahoot khub nishita!!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: July 23, 2004, 10:04:21 PM »
Dard ne kaha dard se aaa tuje mai sambhal lu,
kahi koi yah na kah de ki dard bhi badard ho gaya.
Logged
Raj
Guest
«Reply #4 on: July 24, 2004, 05:38:50 AM »
Dard ko bhee ab dard hone laga hai,
Dard khud ab mere jakham dhone laga hai,
main to GAM-E-DARD me kabhe nahee roya,
Dard khud mujhe chookar rone laga
hai.
Logged
nishita
Guest
«Reply #5 on: July 24, 2004, 09:44:32 AM »
Kisi se hum kya kahe ki har koi khudgarz lagta hai,
kisi se hum kya kahe ki har koi khudgarz lagta hai,
dard hi dil ke itne kareeb hai ki dard hi ab humdard lagta hai...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #6 on: July 24, 2004, 02:48:19 PM »
sabhi log dard mein doob gaye hain.....mujhe dekhkar ab dard hone laga hai.....
Logged
Neelam
Guest
«Reply #7 on: July 24, 2004, 02:58:16 PM »
wow nishita
dard ko hi hamdard na banaaiye
hum doston ke hote huwe!!!!!!!!!!
take care sweetie
Logged
nishita
Guest
«Reply #8 on: July 24, 2004, 05:27:59 PM »
thanks neelam...mere humdard ek list mein aap sabse upar dost!!
Logged
tabiah abbas
Guest
«Reply #9 on: July 24, 2004, 05:57:43 PM »
NISHITA . BADard ko na dekhiye dard se...dard ko bhi dard hota hai
dard ko bhi zaroorat hai pyaar ki...
akhir dard hi to humara hamdard hota hai..!HOT KHUB
Logged
tabiah abbas
Guest
«Reply #10 on: July 24, 2004, 05:59:50 PM »
NISHITA..

Dard ko na dekhiye dard se...dard ko bhi dard hota hai
dard ko bhi zaroorat hai pyaar ki...
akhir dard hi to humara hamdard hota hai..!

BAHOT KHUB KYA BAAT HEY
.......AKHIR DARD HI HAMARA HUMDARD HOTA HEY...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: July 25, 2004, 06:25:37 AM »
bahoot khub raj ji.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: July 25, 2004, 06:27:18 AM »
dard se hum dard ki dawa karty rahe
dard se hi hum dard ki dawa karty rahe
koi bata gaya tha jahar hi jahar ko marta hai.
Logged
siddiqa
Guest
«Reply #13 on: July 25, 2004, 06:49:02 AM »
Dard ki shiddat mein kitne saaz machle
madur suron sey jahan mahke
bekarari mein ek aah nile
naino ke farsh par shabnam chalke
aur jab yehi shiddat bekabu ho jaye
to sari kaynat karah uthe
Logged
Pooja
Guest
«Reply #14 on: July 25, 2004, 07:04:12 AM »
NICE  SIDDIQA
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 05:11:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer