Dard ki dawa

by Pooja on March 14, 2008, 03:49:28 PM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 8248 times)
Pooja
Guest
«Reply #30 on: June 02, 2008, 07:48:39 PM »
nice lines Sayyid ji!!

chubahn ek seene main, shabd hontho per goom hai
baithe hai samne samne, kyun itne gumsoom hum tum hai!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
wo dard hi kya jo dawa daaru se mit jaaye by bham in Shayri-E-Dard
dard ki dawa......... by manzil-e-ishq in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dard-e-Dil ki dawa na ho jaaye by rajansarhadi in Shayri-E-Dard
dard e gam ki dawa by aftab alam in Shayeri for Dard -e- Bewafai
zarraa .... dard lagta dawa ke jaisa hai by zarraa in Shairi - E - Zindagi
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #31 on: June 02, 2008, 09:29:40 PM »
Bohot khoob....

++++++
Logged
Pooja
Guest
«Reply #32 on: June 02, 2008, 09:32:56 PM »
wah kaya lines likhi hai apne sayyid ji bahoot sahi kaha:
muhabbat to ki thi khushi ke liye
magar dil ki saari khushi khogai

--- ------  -------   -------  -------    -------  -------- ----
Teri khushi samjh kar, tujhse pyar kar baithe
tune badya hath, jeevan yah tere naam kar baithe
Juda ab jabm tum hi mujhse apna sansaar kar baithe
hum bhi khuda se phir, apni mout ka izhaar kar baithe
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #33 on: June 02, 2008, 10:09:16 PM »
na na na mout ki baten na karo,  Feared. zara ye to suno...

+++++++++
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: June 02, 2008, 10:11:19 PM »
andhero mai goom,
khud main kahin goom ho gai hu
tham le tu, ya tham le ab khuda,
her honslle se ajj pasat ho gai hu!!
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #35 on: June 02, 2008, 10:20:36 PM »
Itni jaldi nahi....

++++++++++
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #36 on: June 03, 2008, 01:35:36 AM »
bahut accha likha hai aapne sayyid jee.

Kahbi jeet paya nahi koi lekin
Muqaddar se aashiq ulajhta to he

bahut sahi kaha hai aapne jee



Logged
ayesha ghazali
Guest
«Reply #37 on: June 03, 2008, 02:55:02 PM »
Applause Applause Clapping Smiley :hello2:excellent mind blowing superrrrrrrrrrrrr asa hi likhtay rahna
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #38 on: June 03, 2008, 05:02:57 PM »
bahut accha likha hai aapne sayyid jee.

Kahbi jeet paya nahi koi lekin
Muqaddar se aashiq ulajhta to he

bahut sahi kaha hai aapne jee


Me aap ka shukar guzaar hun jo aap ne ise samjha or pasand farmaya.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #39 on: June 03, 2008, 05:09:45 PM »
Applause Applause Clapping Smiley :hello2:excellent mind blowing superrrrrrrrrrrrr asa hi likhtay rahna


Ayesha sahiba aap ka swagat he yoindia me.

 

Or himmat afzai ka shukriya.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #40 on: February 09, 2009, 05:30:21 AM »
nice sonia
Logged
rawattanha
Guest
«Reply #41 on: February 09, 2009, 07:10:52 AM »
nice work good keep it up

Drad joh tune diya uski dawa milti nahin
zindagi hai jinda abhi magr jinda si lagti kyon nahin
jee raha hun jinda laasg ki tarah
khuda sr pooch baitha "tanha" meri kabra kisi se khudadti kyon nahin.

chal raha hun manzil ki taraf, magar manzil mujhe milti nahin
Dard diya joh tune uski dawa milti nahin.

tanhaa-----
Logged
salil2002
Guest
«Reply #42 on: February 09, 2009, 07:40:21 AM »
Dard ki dawa ab to dard hi kare
Zindagi hai kaya, kon parwah kare
Ro liye itna ki ab rona bhi atta nahi
Aor rone ki ab parwah kyun kare

Behlaane se kab dil behlta hai yaha
Phir dard ko behlane ki chinta kyun kare
Dekhati hai tamsha to dekh lene do dunia ko
Is dunia ki ab parwah kyun kare

Bhatak rahi hai ajj pooja
To bhatak hi jaane do
Sidhi hai raah ya hai yah galat
Iski khabar ab kisi ko kaya kare

Rone se nahi sulajhata dard yah jaan chuke
Hasi main na jaane kitni baar khud ko rula chuke
Chalkate hai ansoo hansi main ya ab gum main
Iski pehchan ab pooja kahan kahan kare.......

Dard ki dawa ab to dard hi kare
Zindagi hai kaya, kon parwah kare...............

bahut hi achcha aur dil kochhu lene walakalaamhai pooja di

mat lagao malham mere zakhmo par
haan yeh dard oonki aakhiri nishani hai
Logged
Roja
Guest
«Reply #43 on: February 09, 2009, 07:47:43 AM »
Sab ne bahut accha likha hai...
Salil ji 2 line mein bahut kuch keh diya aapne
Logged
salil2002
Guest
«Reply #44 on: February 09, 2009, 07:49:14 AM »
Sab ne bahut accha likha hai...
Salil ji 2 line mein bahut kuch keh diya aapne
thanks a lot roja ji

muqaddar se jo mila dard tohkoi gilanahin
qasoor shayad dil ka tha saathi mila nahin
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:29:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer