Dard ki jab inteha hoti hai!

by shara63 on November 22, 2012, 07:28:39 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1559 times)
shara63
Guest
Dard ki jab kabhi intihaa hoti hai,
dawa ki zaroorat, phir kahaan hoti hai

tanhaai, bechaini aur kuchh aahen
inme pal kar hee muhabbat jawaan hoti hai

Anjaan the jis tadap se hum ab talak
kya maloom tha ke vo seene me pinha hoti hai

Zikr chalta hai jab bhi unsiyat ka 'ainy'
nazar ke saamne ek soorat ayaan hoti hai!

Dard ki jab intihaa hoti hai,
dawa ki zaroorat phir kahaan hoti hai !!  .............'ainy'
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
wo na hoti to dard-e-dil na hota by siddharth in Shayri-E-Dard
Dard se Chahat Jawaan Hoti Hai by arshadasshu in Shayri-E-Dard
Dard ki inteha................ by md.ayad in Shayri-E-Dard
Dard ki haden chup hoti Karbala ki yaad me by @kaash in Shayari-e-Parastish
dard ab kam nahi hoti by saahill in Share: Poetry of Pain
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #1 on: November 22, 2012, 08:02:39 AM »
Dard ki jab kabhi intihaa hoti hai,
dawa ki zaroorat, phir kahaan hoti hai

tanhaai, bechaini aur kuchh aahen
inme pal kar hee muhabbat jawaan hoti hai

Anjaan the jis tadap se hum ab tak
kya maloom tha ke vo seene me pinha hoti hai

Zikr chalta hai jab bhi unsiyat ka 'ainy'
nazar ke saamne ek soorat ayaan hoti hai!

Dard ki jab intihaa hoti hai,
dawa ki zaroorat phir kahaan hoti hai !!  .............'ainy'
nice
Logged
shara63
Guest
«Reply #2 on: November 22, 2012, 08:37:04 AM »
Thankyou MANOJ6568 ji
Logged
aqsh
Guest
«Reply #3 on: November 22, 2012, 09:11:19 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause
very nice....
Logged
shara63
Guest
«Reply #4 on: November 22, 2012, 09:23:57 AM »
Thankyou very much aqsh ji !
Logged
laaiba
Guest
«Reply #5 on: November 22, 2012, 11:18:14 AM »
nyc 1,......
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: November 22, 2012, 05:26:48 PM »
bahut badhiya shara jee
badi khoobsurti se likha hai aapne.
dil daad qubool farmaayen
Logged
janumanu
Guest
«Reply #7 on: November 23, 2012, 02:47:27 AM »
Bahut badhiya ji
Bahut hi khoob
Ye rau kaise dete hain..
Koe de de aapko
Dard ki jab kabhi intihaa hoti hai,
dawa ki zaroorat, phir kahaan hoti hai

tanhaai, bechaini aur kuchh aahen
inme pal kar hee muhabbat jawaan hoti hai

Anjaan the jis tadap se hum ab tak
kya maloom tha ke vo seene me pinha hoti hai

Zikr chalta hai jab bhi unsiyat ka 'ainy'
nazar ke saamne ek soorat ayaan hoti hai!

Dard ki jab intihaa hoti hai,
dawa ki zaroorat phir kahaan hoti hai !!  .............'ainy'
Logged
suman59
Guest
«Reply #8 on: November 23, 2012, 02:50:21 AM »
Dard ki jab kabhi intihaa hoti hai,
dawa ki zaroorat, phir kahaan hoti hai

tanhaai, bechaini aur kuchh aahen
inme pal kar hee muhabbat jawaan hoti hai

Anjaan the jis tadap se hum ab tak
kya maloom tha ke vo seene me pinha hoti hai

Zikr chalta hai jab bhi unsiyat ka 'ainy'
nazar ke saamne ek soorat ayaan hoti hai!

Dard ki jab intihaa hoti hai,
dawa ki zaroorat phir kahaan hoti hai !!  .............'ainy'

bahut khoob  Applause Applause
Logged
shara63
Guest
«Reply #9 on: November 23, 2012, 03:58:35 AM »
bahut bahut Shukria Suman ji !!
Logged
shara63
Guest
«Reply #10 on: November 23, 2012, 04:04:17 AM »
janumanu ji, bahut bahut shukria apko daad ke liye bhi rau ki peshkash ke liye bhi..aap ne kah diya aur mujhe taskeen ho gayi!
Logged
shara63
Guest
«Reply #11 on: November 23, 2012, 04:08:22 AM »
Meri dili shukria mkv ji...bas aise hi khoobsurat alfaazon se mujhe achchha likhte rahne ka hausla dete rahiye !
Logged
shara63
Guest
«Reply #12 on: November 23, 2012, 04:09:47 AM »
thanks a lot laaiba ji!
Logged
prashad
Guest
«Reply #13 on: November 23, 2012, 04:58:38 AM »
very nice
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #14 on: November 23, 2012, 09:29:29 AM »
very nice
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:28:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer