Dard Ki Jugalbandi,.

by Jaanasheen on December 28, 2010, 08:50:21 PM
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Author  (Read 5028 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Salaam Doston, Main Ek Naya Topic Open Kar Raha Hoon, Jahaan Aap Sab Doston Ko Shirkat Karna Hai, Yahaan Aap Bas 2 Lines Mein Hi Apne Dil Ki Baatein Bayaan Karein..

Main Chahta Hoon Ke Sab Yahaan Jugalbandi Kare, It Will Be A Serious Thread,.

Hope the Ashaars which will be posted here, will touch your Hearts,.


Rota Hai Dil Jab Yaad Karta Hoon Wo Daur "Azeem,.
Jab Ek Lardki Khudko, Meri Dharkan Kaha Karti Thi,.

-Azeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jugalbandi..! by myheart_ursonly in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ek dard yahan hai ek dard wahan hai by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
kahan dard-e-dil dard se nashaad hota hai by @kaash in Ghazals « 1 2  All »
dard ko bhi dard hone laga hai... by theyash in Share: Poetry of Pain
Intezar
Guest
«Reply #1 on: December 28, 2010, 09:05:12 PM »
wo dhadkan apni suna kar mera naam liya karte the Intezar
ab mujhe mita kar jaane kiske liye saans liya karte hain wo !

Intezar !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 28, 2010, 09:30:38 PM »
wo dhadkan apni suna kar mera naam liya karte the Intezar
ab mujhe mita kar jaane kiske liye saans liya karte hain wo !

Intezar !

Us Shaks Ki Lakeerein Mere Haaton Mein Nahi,.
Main Intezaar Bhala Kabtak Karta Uska,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: December 28, 2010, 10:01:11 PM »
Bahut Achha Thread Hai Azeem Bhai
Kam Se Kam Kuch Derr Hi Sahi Thoda Sa
Dil Ka Bojh Halka To Ho Jaayega Issi Bahane
Bahut Achha Likha Hai Aap Dono Ne Main Bhi
Kuch Koshish Karunga Gar Kabhi Bana To... icon_silent

Filhal To Share Kar Raha Hoon Umeed Hai
Aapko Pasand Aayega...
happy3

Gumah Tha Chaaha Bahut Zamaane Ne Mujhe
Main Aziz Tha Sabko Magar Jarurato Ki Tarah.


Khush Rahiye... Thumbs UP

~Shihab~


Shukriya Bhai, Thanks For Joining Us,.

Sab Kuch Lutaane Ke Baad Ye Jaana Hai "Azeem,.
Har Cheez Yahaan Keemat Se Aur Kismat Se Milti Hai,.

-Azeem-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: December 28, 2010, 10:18:37 PM »
Azeem Mere Bhai Kya Likh Diya Yaar
Sach Mein Tabiyat Khus Kar Di Aaj To
Jitni Tareef Karun Kam Hai Tumhari Yeh
Line Jarur Sambhal Ke Rakhunga Mujhey
Behad Hi Pasand Aayi Bahut Hi Khub...

ALLAH Pak Aapko Sukoon Bakshe Aameen

Khush Raho...

~sHIHAB~


Aameen Ya Rabbul Aalameen,.

Ye Tumhaari Chahat Hai ke Tum Itni Izzat Dete Ho,.
Hum To Yaar Kisi Kabeel Hi Nahi,.

Shukriya Dost,.


Kaash Tu Meri Maut Hoti, "Meri Jaan,.
Ek Na Ek Roz To Tujhse Milne Ki Aas Hoti,.

-Azeem-

Logged
Intezar
Guest
«Reply #5 on: December 28, 2010, 10:20:21 PM »
likh likh kar mitaaya hoga mera naseeb usne Intezar
yun hi har baar wo milne se pehle bichhad na jaata mujhse... !

Intezar !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 28, 2010, 10:24:34 PM »
likh likh kar mitaaya hoga mera naseeb usne Intezar
yun hi har baar wo milne se pehle bichhad na jaata mujhse... !

Intezar !

Nice Lines,.


Har Baar Naseeb Ko Dosh Dena Achcha Nahi "Dost,.
Kabhi Kabhi Hum Hi Hadd Se Zyaada Maang Lete Hain,.
Logged
Intezar
Guest
«Reply #7 on: December 28, 2010, 10:28:40 PM »
kya maine duniya ki khudaayi maangi us khuda se kabhi Azeem
ya phir main kisi ki baahon mein rehne ke kaabil bhi na tha... !


Intezar !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: December 28, 2010, 10:31:55 PM »
kya maine duniya ki khudaayi maangi us khuda se kabhi Azeem
ya phir main kisi ki baahon mein rehne ke kaabil bhi na tha... !


Intezar !

Tere Mukaddar Mein Tanhaai Likhi Hai "Dost,.
Tune Rishte Banaake, Taqdeer Se Bewaafi Karli,.
Logged
Intezar
Guest
«Reply #9 on: December 28, 2010, 10:35:49 PM »
tanha main laakh sahi kitna bhi tha Intezar
par ehsaas iska tere bichhad jaane ke baad hua... !


Intezar !
Logged
manjum
Guest
«Reply #10 on: December 29, 2010, 03:53:18 AM »
Ruk gai dhadkane ham ab bhi jiya karte hain.
Zahar ghamo ka wo hamko diya karte hain.
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #11 on: December 29, 2010, 04:21:56 AM »
gazab ka thread shuru kiya hai Azeem tumne........tumhari air intezaar ki jugalbandi ka kya kehna.......behad dard bhara ye shayri ka safar yunhi chalta rahe....

meri kismat me tum ho janti hun main
par kasak dil me paalne se dar lagta hai
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #12 on: December 29, 2010, 06:14:04 AM »
Gumah Tha Chaaha Bahut Zamaane Ne Mujhe
Main Aziz Tha Sabko Magar Jarurato Ki Tarah.

Kya baat hai bohat Khoob Shihab Saheb.
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #13 on: December 29, 2010, 06:22:28 AM »
***
taqdeer se bhi ladne ki kubbat thi hamari
      meri chahat se gar wo bezaar na hote
***
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: December 29, 2010, 09:24:24 AM »
tanha main laakh sahi kitna bhi tha Intezar
par ehsaas iska tere bichhad jaane ke baad hua... !


Intezar !

Mujhe Is Ashaar pe, ye Lines Yaad Aaaye,.

Duniya Jise Kehte Hain Jaadu Ka Khilona Hai,.
Miljaaye To Mitti, Kho Jaaye To Sona Hai,.
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 03:18:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer