Dard Ki Paribhasha !!!!!!!!!

by Ninaah on July 04, 2005, 11:05:37 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 19
Print
Author  (Read 14296 times)
Ninaah
Guest
Dard Hain Zamane Mein,
Pur Koi Dard Se Anjaan Hain,
Hum Kya Dein Dard Ki Paribhasha,
Hum To Kuch Dino Ke Mehmaan Hain....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek nai Paribhasha by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jivan ki paribhasha!! by salma786 in Shairi - E - Zindagi
paribhasha by SAMIR SHARMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar ki paribhasha by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar ki paribhasha.... by apriya in Other Languages
bond
Guest
«Reply #1 on: July 04, 2005, 11:07:25 AM »
Quote from: "Ninaah"
Dard Hain Zamane Mein,
Pur Koi Dard Se Anjaan Hain,
Hum Kya Dein Dard Ki Paribhasha,
Hum To Kuch Dino Ke Mehmaan Hain....

nice
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #2 on: July 04, 2005, 11:09:39 AM »
OH THANKS BOND........


Quote from: "bond"
Quote from: "Ninaah"
Dard Hain Zamane Mein,
Pur Koi Dard Se Anjaan Hain,
Hum Kya Dein Dard Ki Paribhasha,
Hum To Kuch Dino Ke Mehmaan Hain....

nice
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: July 04, 2005, 11:14:00 AM »
Quote from: "Ninaah"
Dard Hain Zamane Mein,
Pur Koi Dard Se Anjaan Hain,
Hum Kya Dein Dard Ki Paribhasha,
Hum To Kuch Dino Ke Mehmaan Hain....


wah  wah  ................  very  nice  Ninaah.........................
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #4 on: July 04, 2005, 11:16:25 AM »
THANKS THANKS WAHEED JI........ AAPKA........


Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Ninaah"
Dard Hain Zamane Mein,
Pur Koi Dard Se Anjaan Hain,
Hum Kya Dein Dard Ki Paribhasha,
Hum To Kuch Dino Ke Mehmaan Hain....


wah  wah  ................  very  nice  Ninaah.........................
Logged
Meena
Guest
«Reply #5 on: July 04, 2005, 03:54:18 PM »
gud ninaah

kash hume bhi yeh guman hota,
ke jaldi hi hum maut se milenge,
aab tak to jhooti hasi chehre pe hai,
par tab muskurahat ke phool labon pe khilenge!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #6 on: July 04, 2005, 08:55:56 PM »
Quote from: "Ninaah"
Dard Hain Zamane Mein,
Pur Koi Dard Se Anjaan Hain,
Hum Kya Dein Dard Ki Paribhasha,
Hum To Kuch Dino Ke Mehmaan Hain....


kabhi khayal kabhi baibasey khayal hoye,
jawab dhondney nikley they khod sawal hoye

zamana hum sey youn katra key chal nikalta hai
key jaisay ishq sey bar kar koi wabal hoye

bada ghumand tha jin ki haqeeqatoon pay mujhey
woh saray yaar merey abh to khab-o-khayal hoye

jahan may husn ki waqqat sey hum nahin agah
magar joh ishq may dobey woh beimisal hoye

nahin sakat key sahain ishq ki bahar ijaz
key pechley war sey ab tak nahin bahal hoye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #7 on: July 05, 2005, 07:06:21 AM »
good one meena.....

zindagi se kyon maut hume behtar lagi,
shayad ye uski bewafayee thee,
ab kya jeena aisi zindagi,
ye soch bhi unse hume payee thee...



Quote from: "Meena"
gud ninaah

kash hume bhi yeh guman hota,
ke jaldi hi hum maut se milenge,
aab tak to jhooti hasi chehre pe hai,
par tab muskurahat ke phool labon pe khilenge!!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #8 on: July 05, 2005, 07:09:20 AM »
khayalon mein to bas uska chehra nazar aata hai,
sawal karke wo na jaane kidhar jaata hai,
hum ulajhte reh jaate hain unn sawalon mein,
pareshaan karke hume wo na jaane kya pata hai....




Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
Dard Hain Zamane Mein,
Pur Koi Dard Se Anjaan Hain,
Hum Kya Dein Dard Ki Paribhasha,
Hum To Kuch Dino Ke Mehmaan Hain....


kabhi khayal kabhi baibasey khayal hoye,
jawab dhondney nikley they khod sawal hoye

zamana hum sey youn katra key chal nikalta hai
key jaisay ishq sey bar kar koi wabal hoye

bada ghumand tha jin ki haqeeqatoon pay mujhey
woh saray yaar merey abh to khab-o-khayal hoye

jahan may husn ki waqqat sey hum nahin agah
magar joh ishq may dobey woh beimisal hoye

nahin sakat key sahain ishq ki bahar ijaz
key pechley war sey ab tak nahin bahal hoye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #9 on: July 05, 2005, 12:05:33 PM »
Dard ki paribhasha mein,
zindagi ko tanha paaya hai,
gumon se kya peecha chudana,
inse to dosti mein maza aaya hai....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #10 on: July 05, 2005, 04:37:10 PM »
Nice & Thanx For Replying
Quote from: "Ninaah"
khayalon mein to bas uska chehra nazar aata hai,
sawal karke wo na jaane kidhar jaata hai,
hum ulajhte reh jaate hain unn sawalon mein,
pareshaan karke hume wo na jaane kya pata hai....




Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
Dard Hain Zamane Mein,
Pur Koi Dard Se Anjaan Hain,
Hum Kya Dein Dard Ki Paribhasha,
Hum To Kuch Dino Ke Mehmaan Hain....


kabhi khayal kabhi baibasey khayal hoye,
jawab dhondney nikley they khod sawal hoye

zamana hum sey youn katra key chal nikalta hai
key jaisay ishq sey bar kar koi wabal hoye

bada ghumand tha jin ki haqeeqatoon pay mujhey
woh saray yaar merey abh to khab-o-khayal hoye

jahan may husn ki waqqat sey hum nahin agah
magar joh ishq may dobey woh beimisal hoye

nahin sakat key sahain ishq ki bahar ijaz
key pechley war sey ab tak nahin bahal hoye
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: July 05, 2005, 04:56:09 PM »
Supereb....................bahoot khoob Ninaah
Bahoot hi ache tarike se apne Dard ki Paribhasha apne shabdo mai bayan ki hai.......Good Work...


Dard ke had ki paribhasha, jaan saka kon!!!
Jitana dard saha, kam raha, jitna dard kaha, kam laga!!!

--------------------------------------

jab bhi laga, had hai yah meri
Ek teer kaman se chutta aor
pal pal chale teer jakhmo per, pal pal hum sahty gai
bas ab hui dard ki intanha, her baar sirf itna kahty gai!!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #12 on: July 05, 2005, 04:58:28 PM »
waah .......

ishart-e-katra hai dariya mein fana ho jaana
dard ka had se guzarna hai dawa ho jaana
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: July 05, 2005, 05:37:25 PM »
wah kay abaat likhi apne HumTum ji...................................


Dard hi dawa meri, ab is dawa ke sahare jinda hu!!
aor wo puchaty hai,
sab khatam ho jaane per, kis sahare bathi ho!!!!
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #14 on: July 05, 2005, 05:41:06 PM »
What a fantastic work by everyone ...
Keep it up all ...
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 19
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 01:22:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.175 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer