Dard Ki Paribhasha !!!!!!!!!

by Ninaah on July 04, 2005, 11:05:37 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 19
Print
Author  (Read 14310 times)
chhaya
Guest
«Reply #105 on: July 13, 2005, 07:57:35 AM »
Kaun yaha kisi aur ke liye jita hai
Kaun kis ka dard samzhta hai
Her koi apne dard ke sath
akela hi jiye jata hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek nai Paribhasha by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jivan ki paribhasha!! by salma786 in Shairi - E - Zindagi
paribhasha by SAMIR SHARMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar ki paribhasha by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar ki paribhasha.... by apriya in Other Languages
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #106 on: July 13, 2005, 09:59:58 AM »
tere zulam ki yeh inteha thi zalim k hum roo bhi na ske
yeh kia kama tha k jo apna na huwa usay hum khoo na sake
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #107 on: July 13, 2005, 12:13:35 PM »
dhadkano ke bina zindagi adhuri hai,
jee rahe hain unke bager, ye meri majburi hai,
muskura rahe hain apne gumon ko hum chuppa kar,
kyonki jamane ko muskura kar dikhana bhi jaruri hai....



Quote from: "sandhaya"
Vo dil main basa hai usse bhulaun kaise
ye baat apne apno ko samjaun kaise
vo kaise hai ki bhul jaun main usko
par jo dil ki dhadkan hai usko bhulake main ji paun kaise
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #108 on: July 13, 2005, 12:15:50 PM »
bhulana to bewafaon ki fitrat hai,
dilon se khelna unki jaroorat hai,
aur hum jaante huve bhi haar bethe hain dil,
pur wohi humari zindagi ki mohabbat hai.....


Quote from: "Yoindian Ghunda"
Vo dil main basa hai us ko khud s juda kroon kaise
woh lakh hrjai hai,us ko main bhulaoon kaise
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #109 on: July 13, 2005, 12:17:33 PM »
har kisi ko yahan dard nahi milta,
hum jaise he yahan dard ke maare hain,
wo humare pyar se khel kar khush hain,
aur hum unse dil laga kar haare hain....


Quote from: "chhaya"
Kaun yaha kisi aur ke liye jita hai
Kaun kis ka dard samzhta hai
Her koi apne dard ke sath
akela hi jiye jata hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #110 on: July 13, 2005, 12:19:15 PM »
bewfaon ko khone ki jaroorat nahi,
wo to khud he saath chod dete hain,
chahe kitne he pyar do tum unko,
pur wo mohabbat bhara dil tod dete hain....


Quote from: "Yoindian Ghunda"
tere zulam ki yeh inteha thi zalim k hum roo bhi na ske
yeh kia kama tha k jo apna na huwa usay hum khoo na sake
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #111 on: July 13, 2005, 09:51:50 PM »
kagiz k phool main kabhi khusbu hoti nahin
bwafao main kabhi wafa hoti nahin
Logged
Bharat
Guest
«Reply #112 on: July 14, 2005, 02:27:36 AM »
Quote from: "Ninaah"
bewfaon ko khone ki jaroorat nahi,
wo to khud he saath chod dete hain,
chahe kitne he pyar do tum unko,
pur wo mohabbat bhara dil tod dete hain....


Quote from: "Yoindian Ghunda"
tere zulam ki yeh inteha thi zalim k hum roo bhi na ske
yeh kia kama tha k jo apna na huwa usay hum khoo na sake


Very good shayari Ninaahji............

Woh mahalo ke khwab dekhte the
Kash hame unki fitrat ka pata hota
Hum to unki surat pe mar mite the
Kash hame unki sirat ka pata hota
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #113 on: July 14, 2005, 02:39:14 AM »
Ninaah ji aap ki nzar krta hoon....omeed hai aap ko pasand ayein gay

Pyar karte bhi ho aur mukarte bhi ho,
humse milte bhi ho aur jagadte bhi ho,
kyo karte ho khilwad itna dil se,
jab khudse jyade pyaar mujse karte ho.
Logged
chhaya
Guest
«Reply #114 on: July 14, 2005, 08:17:31 AM »
Hamare dard se to yaha her kisi ko maloom hai
Batana na chahte hue sab jaan gaye
Bas ek oh hi nahi jante
Jo gam deke zindgi se chale gaye


Quote from: "Ninaah"
har kisi ko yahan dard nahi milta,
hum jaise he yahan dard ke maare hain,
wo humare pyar se khel kar khush hain,
aur hum unse dil laga kar haare hain....


Quote from: "chhaya"
Kaun yaha kisi aur ke liye jita hai
Kaun kis ka dard samzhta hai
Her koi apne dard ke sath
akela hi jiye jata hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #115 on: July 14, 2005, 08:25:29 AM »
waah  chhaya ji ...

acha hua ke mere ghum ka mere dilbhar ko maluum nhi
mana ke dhukaya hai dil usne magar phir bhi dilbhar hai
hai duaa yhi ke woh rhey salaam 'ta umr
Aaj bhi muhye pyaar usss kafir se iss kadar hai !!
Logged
chhaya
Guest
«Reply #116 on: July 14, 2005, 09:29:32 AM »
Hamne suna hai ki dil ko dil se raah hoti hai
to yeh bhi sach hoga ki
dilber ki dil main kya hai maloom hota hai
agar hamare dil ki baat woh na jane....
to humkaise samzhe unko bhi pyar hai
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #117 on: July 15, 2005, 02:49:51 AM »
Buhat Acha Likha Hai Chayya, Hum TUM, YG ,And Ninaah YOU are Superb

Main Bhi Apnay Dil Ki Baat Keh Deti lekin
EK Anjan Khoof Ney Mujhay Rok Rkha Hai
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #118 on: July 15, 2005, 03:21:26 AM »
Mehrbani ji  Saba_Saba


Is Dunya ko hum samjh na paye,
Tere jane ke baad hum tumko bhool na paye,
Kash jub tumne choda, yeh yade bhi chali jati,
Hum ney tere jane k baad buht ghum hain uthaye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #119 on: July 15, 2005, 04:21:35 AM »
bewafaon ka kaam hai dil se khelna,
aur khel ke chod dena,
jab aati hai baari zimmedari ki,
to wafa aur pyar se mooh mod lena......


Quote from: "Yoindian Ghunda"
kagiz k phool main kabhi khusbu hoti nahin
bwafao main kabhi wafa hoti nahin
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 19
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 04:58:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer