Dard Ki Paribhasha !!!!!!!!!

by Ninaah on July 04, 2005, 11:05:37 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 19
Print
Author  (Read 14313 times)
Ninaah
Guest
«Reply #120 on: July 15, 2005, 04:22:56 AM »
nice one bharat..........

surat se insaan dhoka khata hai,
sirat wo kahan dekh pata hai,
malaal to tab hota hai,
jab waqt hathon se nikal jaata hai.....



Quote from: "Bharat_Desai"
Quote from: "Ninaah"
bewfaon ko khone ki jaroorat nahi,
wo to khud he saath chod dete hain,
chahe kitne he pyar do tum unko,
pur wo mohabbat bhara dil tod dete hain....


Quote from: "Yoindian Ghunda"
tere zulam ki yeh inteha thi zalim k hum roo bhi na ske
yeh kia kama tha k jo apna na huwa usay hum khoo na sake


Very good shayari Ninaahji............

Woh mahalo ke khwab dekhte the
Kash hame unki fitrat ka pata hota
Hum to unki surat pe mar mite the
Kash hame unki sirat ka pata hota
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek nai Paribhasha by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jivan ki paribhasha!! by salma786 in Shairi - E - Zindagi
paribhasha by SAMIR SHARMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar ki paribhasha by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar ki paribhasha.... by apriya in Other Languages
Ninaah
Guest
«Reply #121 on: July 15, 2005, 04:24:30 AM »
bahot khoon ghunda ji......

khilwad karne ki hamme himakat kahan,
mohabbat to humari jaroorat hai,
koi humase pyar kare na kare,
pur unse pyar karna to humari fitrat hai......



Quote from: "Yoindian Ghunda"
Ninaah ji aap ki nzar krta hoon....omeed hai aap ko pasand ayein gay

Pyar karte bhi ho aur mukarte bhi ho,
humse milte bhi ho aur jagadte bhi ho,
kyo karte ho khilwad itna dil se,
jab khudse jyade pyaar mujse karte ho.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #122 on: July 15, 2005, 04:26:51 AM »
good chhaya.....

zindagi aaj bhi unhe bulati hai,
unki yaad mein aankhein chalak jaati hai,
maut na bhi hamara daman choda hai,
na jaane kyon ye zindagi ki chahat jagati hai....



Quote from: "chhaya"
Hamare dard se to yaha her kisi ko maloom hai
Batana na chahte hue sab jaan gaye
Bas ek oh hi nahi jante
Jo gam deke zindgi se chale gaye


Quote from: "Ninaah"
har kisi ko yahan dard nahi milta,
hum jaise he yahan dard ke maare hain,
wo humare pyar se khel kar khush hain,
aur hum unse dil laga kar haare hain....


Quote from: "chhaya"
Kaun yaha kisi aur ke liye jita hai
Kaun kis ka dard samzhta hai
Her koi apne dard ke sath
akela hi jiye jata hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #123 on: July 15, 2005, 04:28:26 AM »
Thanks Saba Darling.......aap bhi khoob likhti hain.......sabko aapki shayari pasand hai..... and yah thanks from all of us...

na khauf se darr,
na unse khafa ho,
nikal do dil ka waham,
yun na unse juda ho........



Quote from: "Saba_Saba"
Buhat Acha Likha Hai Chayya, Hum TUM, YG ,And Ninaah YOU are Superb

Main Bhi Apnay Dil Ki Baat Keh Deti lekin
EK Anjan Khoof Ney Mujhay Rok Rkha Hai
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #124 on: July 15, 2005, 08:25:15 AM »
Quote from: "Ninaah"
bewafaon ka kaam hai dil se khelna,
aur khel ke chod dena,
jab aati hai baari zimmedari ki,
to wafa aur pyar se mooh mod lena......


Quote from: "Yoindian Ghunda"
kagiz k phool main kabhi khusbu hoti nahin
bwafao main kabhi wafa hoti nahin


Very true Ninah sis..........

Waada karte hai woh roz ek naya
lekin in waado ko kis ne hai nibhaya
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #125 on: July 15, 2005, 09:41:19 AM »
khoon?

pyar krna hi insaan ki fitrat hai isi liye
 tu yeh sab s ashrful mkhloqat hai


Quote from: "Ninaah"
bahot khoon ghunda ji......

khilwad karne ki hamme himakat kahan,
mohabbat to humari jaroorat hai,
koi humase pyar kare na kare,
pur unse pyar karna to humari fitrat hai......



Quote from: "Yoindian Ghunda"
Ninaah ji aap ki nzar krta hoon....omeed hai aap ko pasand ayein gay

Pyar karte bhi ho aur mukarte bhi ho,
humse milte bhi ho aur jagadte bhi ho,
kyo karte ho khilwad itna dil se,
jab khudse jyade pyaar mujse karte ho.
Logged
chhaya
Guest
«Reply #126 on: July 15, 2005, 10:20:58 AM »
AAj phir se oh mode aa gaya
jab phir tum hamse dur gaye
per jaha jao waha yad jaroor karna
koi to hai jo tumhi pe hai marata
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #127 on: July 15, 2005, 10:42:37 AM »
Itna kuch khoya ki pana na aaya..
Pyar kiya to nibhana na aaya..
aa gaye is dil mein pehli nazar mein vo..
Kasoor humra tha jo dil mein samana na aaya
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #128 on: July 15, 2005, 04:53:18 PM »
Every body has written mindblowing here ...
Keep it up all ...


Darr ke chhup jaata hai jaise saap khazaane mein,
Jarr ke jor se zinda hai khaak kisi viraane mein,
Jaise rashm adaa karte ho shehro ki abaadi mein,
Subah ka ghar se door nikal kar shaam ko vaapas aane mein ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #129 on: July 15, 2005, 04:53:39 PM »
Every body has written mindblowing here ...
Keep it up all ...


Darr ke chhup jaata hai jaise saap khazaane mein,
Jarr ke jor se zinda hai khaak kisi viraane mein,
Jaise rashm adaa karte ho shehro ki abaadi mein,
Subah ka ghar se door nikal kar shaam ko vaapas aane mein ...
Logged
sarafz
Guest
«Reply #130 on: July 23, 2005, 06:05:59 AM »
Quote from: "Pooja"
Quote from: "sarafz"
Quote from: "Ninaah"
Dard ki paribhasha mein,
zindagi ko tanha paaya hai,
gumon se kya peecha chudana,
inse to dosti mein maza aaya hai....


Tamaam umar zindagi se door rahe,
Apki khushi ke liye apni khushi se door rahe.
Ab is se badkar wafa ki saja kya hogi,
ki apke hokar bhi aapse door rahe...!!!
tongue3



wah bahoot hi khoob sarafz and Ninaah..........sarafz ji apko bahoot hi mahino baad dekha hai. Acha laga...please atty rahe............

Tere payar mai na jaane kaya khoya kaya paya hai
Tu mera na hua, aor mujko mera rahne na diya!!!!!!!!


Excellent Pooja Ji............  Nice to watch that you remembered me in your pages.   tongue3

Tune hee toh kaha tha main kashti pe bojh hoon,
Ab aankhen na moond, mujhe doobte hue bhi dekh.
 tongue3
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #131 on: July 25, 2005, 05:28:02 AM »
wada nibhana wo jaante hain,
jinse hume umeed hai,
wo kya wafa nibhayenge,
jinse hum na-umeed hai............




Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "Ninaah"
bewafaon ka kaam hai dil se khelna,
aur khel ke chod dena,
jab aati hai baari zimmedari ki,
to wafa aur pyar se mooh mod lena......


Quote from: "Yoindian Ghunda"
kagiz k phool main kabhi khusbu hoti nahin
bwafao main kabhi wafa hoti nahin


Very true Ninah sis..........

Waada karte hai woh roz ek naya
lekin in waado ko kis ne hai nibhaya
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #132 on: July 25, 2005, 05:31:17 AM »
aakhir insaan kyon pyar karta hai,
jab iss mein wo bala ka dard pata hai,
wo yaadon ka samandar tohfe mein de kar,
na jaane kahan jaata hai......



Quote from: "Yoindian Ghunda"
khoon?

pyar krna hi insaan ki fitrat hai isi liye
 tu yeh sab s ashrful mkhloqat hai


Quote from: "Ninaah"
bahot khoon ghunda ji......

khilwad karne ki hamme himakat kahan,
mohabbat to humari jaroorat hai,
koi humase pyar kare na kare,
pur unse pyar karna to humari fitrat hai......



Quote from: "Yoindian Ghunda"
Ninaah ji aap ki nzar krta hoon....omeed hai aap ko pasand ayein gay

Pyar karte bhi ho aur mukarte bhi ho,
humse milte bhi ho aur jagadte bhi ho,
kyo karte ho khilwad itna dil se,
jab khudse jyade pyaar mujse karte ho.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #133 on: July 25, 2005, 08:00:24 AM »
nice one chhaya......

kisi se pyar karna,
kitna bada gunah hai,
yahan har pyar ki keemat hai,
isliye dil lagana mana hai.......


Quote from: "chhaya"
AAj phir se oh mode aa gaya
jab phir tum hamse dur gaye
per jaha jao waha yad jaroor karna
koi to hai jo tumhi pe hai marata
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #134 on: July 25, 2005, 08:37:00 AM »
GUR SAMA JAATE KISI KE DIL MEIN,
TO YE ZAKHM AUR DARD NA PAATE,
HAR WAQT MUSKURAHAT HOTI HONTHON PE,
YUN KISI KI YAADON KE SAAYE MEIN NA AATE.....



Quote from: "Yoindian Ghunda"
Itna kuch khoya ki pana na aaya..
Pyar kiya to nibhana na aaya..
aa gaye is dil mein pehli nazar mein vo..
Kasoor humra tha jo dil mein samana na aaya
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 19
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 05:25:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer