Dard Ki Paribhasha !!!!!!!!!

by Ninaah on July 04, 2005, 11:05:37 AM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 19
Print
Author  (Read 14302 times)
Ninaah
Guest
«Reply #195 on: October 19, 2005, 04:49:53 AM »
aaj kisi ke dil mein ishq ki kami hai,
jaane kyon humare aankhon mein ik nami hai,
khud ko aasmaan kehne wala,
humko bata ta sirf ek jameen hai...........

Quote from: "harashmahajan"
Aankho mein ashq kam nahi,
 roti hain jaar-jaar
chun ke her ashq ko
pemaane mein dale ho baar baar.
bulandi pe hoti ger apni kismat
toh hum unki zulfon ke saaye mein
sote   her baar.........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek nai Paribhasha by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jivan ki paribhasha!! by salma786 in Shairi - E - Zindagi
paribhasha by SAMIR SHARMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar ki paribhasha by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar ki paribhasha.... by apriya in Other Languages
Ninaah
Guest
«Reply #196 on: October 19, 2005, 04:51:26 AM »
bewafaon pe kaise hum yakeen karein,
unse kadam kadam pur dhoka khaya hai,
humne to sirf wafa ki uske saath,
pur badle mein hamesha bewafa ko paaya hai..........

Quote from: "alam"
Hum unki yadon mein khud kko bhulaye Baithe hain....

Ajeeb Hadsa hai zindagi ka...

Ke Hum Kisi Bewafa ko Apna banaye Baithe hain
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #197 on: October 19, 2005, 04:52:32 AM »
thanks pooja.........

Quote from: "Pooja"
wah kaya baat hai bahoot khoob Bond!!!

bahoot hi acha likha hai apne Ninaah and harashmahajan!!!!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #198 on: October 19, 2005, 04:54:35 AM »
thanks waheeed.......

sitaron mein takdeer dhundhne wale,
tu kiss baat pe humse khafa hai,
ab dobara na pyar karenge,
ye galti humari pehali dafa hai...........

Quote from: "waheed_rose2004"
wonderfullllllll  Ninaah........  Bond.........beautiful  wordssssssssssss

dil  ko bahlayen kaise sabe hijar mein,dil  bahalne ka koi sahara nahi
chand bhi chup gaya raat  bhi dhal gayee, aasman per koi sitra nahi .....nm

Quote from: "Ninaah"
hum tumhe kya kahein iss dil ke baare mein,
hum to khud apne dard se pareshaan hai,
hum yahan yaadon mein bhatakte rehate hain,
aur wo humare dard se anjaan hain..........

Quote from: "bond"
bahut khoob NINAAH.......

jaat nahi hai aab, iss dard ka hum kya karein....
mayusiyaan hai baaki, jinda rahe to kaise rahein...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #199 on: October 19, 2005, 05:23:56 AM »
bilkul sahi kaha ninaah..

AAdmi ko chaiye apne liye do gaj zamee
jaane phir kyuin doon ta hai be-wajeh dheron zamee.

koun jaane zindagi ka ye diya kab tak jale,
khud hi gamo ki baarh mein behne lage apni zamee.

dekh ker ke aayina khud se bharosa uthh gaya,
be-shaq khuda se maangta hai 'harsh'' ab do gaj zamee.

Ninaah wrote

Quote
aaj kisi ke dil mein ishq ki kami hai,
jaane kyon humare aankhon mein ik nami hai,
khud ko aasmaan kehne wala,
humko bata ta sirf ek jameen hai...........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #200 on: October 19, 2005, 05:42:15 AM »
waah kya baat kahi..... harash.........

iss jameen ne dil mein nafrat bhar dee,
issi ne dushmano ki hasrat puri kar dee,
pyar se lahraate har rishte ki,
har jameen ko banjar kar dee..............

«Reply #201 on: October 19, 2005, 05:52:03 AM »
barhi gehraayee bhar di in shabdon mein ninaah ji....ik muddat beet gayee instant shayari mein..aaj toh lutf be-misaal hai...

nafraton ke saaye hum tanha-tanha
rishte lagte ho gaye begaane kitne

dushmani se derte nahi khuda ke bande aaj
per dushmani ke ho gaye ab matlab kitne.

afsos hame hai ab ki pyaar ne daaman badal liya
woh kya jaane zameen-e-pyaar ke hain matlab kitne.

«Reply #202 on: October 19, 2005, 11:28:00 AM »
thanks harash but yours quote is more impressive then mine........and its true.......

kismat se humne dost kam,
aur dushman jyada paaye hain,
jab bhi pukara kisi dost ko,
to dushan chale aaye hain..........

Quote from: "harashmahajan"
barhi gehraayee bhar di in shabdon mein ninaah ji....ik muddat beet gayee instant shayari mein..aaj toh lutf be-misaal hai...

nafraton ke saaye hum tanha-tanha
rishte lagte ho gaye begaane kitne

dushmani se derte nahi khuda ke bande aaj
per dushmani ke ho gaye ab matlab kitne.

afsos hame hai ab ki pyaar ne daaman badal liya
woh kya jaane zameen-e-pyaar ke hain matlab kitne.

Quote from: "Ninaah"
waah kya baat kahi..... harash.........

iss jameen ne dil mein nafrat bhar dee,
issi ne dushmano ki hasrat puri kar dee,
pyar se lahraate har rishte ki,
har jameen ko banjar kar dee..............

Quote from: "harashmahajan"
bilkul sahi kaha ninaah..

AAdmi ko chaiye apne liye do gaj zamee
jaane phir kyuin doon ta hai be-wajeh dheron zamee.

koun jaane zindagi ka ye diya kab tak jale,
khud hi gamo ki baarh mein behne lage apni zamee.

dekh ker ke aayina khud se bharosa uthh gaya,
be-shaq khuda se maangta hai 'harsh'' ab do gaj zamee.

Ninaah wrote

Quote
aaj kisi ke dil mein ishq ki kami hai,
jaane kyon humare aankhon mein ik nami hai,
khud ko aasmaan kehne wala,
humko bata ta sirf ek jameen hai...........
Logged
natural
Guest
«Reply #203 on: October 19, 2005, 11:38:41 AM »
Very nice Harsh and Ninaah.......... Wakayi kaafi asliyat bayaan ki hai aap dono ne apni shaayari mein........ :wink:
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #204 on: October 19, 2005, 07:02:43 PM »
natural ji bahoot bahoot shukriya ...per aapke liye bhi mein ek ashaar padna chahoonga...

ye hamare ashaar nahi jinhone rujha liya yuin tumko
ye tumhaara pyaar hai jo hamaare lafzon ne paya hai.

harsh
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #205 on: October 19, 2005, 07:14:26 PM »
ninaah ji...ab kya kahoon...aap apnie liye itni be-rukhi na bertein ...achhi shayari kabhi kabhi hi zehen mein angraayee leti hai....badi muddat se intzaar tha in lamho ka...bahoot khoob keh letein hain aap....waise toh yahaan bahoot se shayar hain achha kene waale...jinse bahoot kutchh seekhne ko milta hai....hum toh bas yuin hi do haath aazma lete hain...

aapne dushmano ke baare mein bahoot hi sahi cheez likhi....main dushmano ke baare mein yahi kahoonga..ki woh doston se kahin jiyaada imaandaar hote hain....is baare mein mein apna ek kundaliya chhand padna chahoonga....

dost se dushman bhala, Rishta layee nibhaaye
jab-jab baan chalaat hai, turat bhaan per jaayee
turat bhaan per jaayee, rahe koi bhi dhurander
mitra baan chal jayee, jarhaan(root) ne kaate ander
kahe 'harsh' samjhaaye, kabhoon na khana ghost
aisa dushman paalio, jo raha na dost.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #206 on: October 20, 2005, 05:14:51 AM »
thanks natural...........

Quote from: "natural"
Very nice Harsh and Ninaah.......... Wakayi kaafi asliyat bayaan ki hai aap dono ne apni shaayari mein........ :wink:
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #207 on: October 20, 2005, 05:18:49 AM »
bahot khood harash jee............

zindagi ne bahot rulaya hai,
aur zindagi ko hum aazma na paaye,
har kisi ko to bhula diya,
pur kisi ek ko bhula na paaye............

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji...ab kya kahoon...aap apnie liye itni be-rukhi na bertein ...achhi shayari kabhi kabhi hi zehen mein angraayee leti hai....badi muddat se intzaar tha in lamho ka...bahoot khoob keh letein hain aap....waise toh yahaan bahoot se shayar hain achha kene waale...jinse bahoot kutchh seekhne ko milta hai....hum toh bas yuin hi do haath aazma lete hain...

aapne dushmano ke baare mein bahoot hi sahi cheez likhi....main dushmano ke baare mein yahi kahoonga..ki woh doston se kahin jiyaada imaandaar hote hain....is baare mein mein apna ek kundaliya chhand padna chahoonga....

dost se dushman bhala, Rishta layee nibhaaye
jab-jab baan chalaat hai, turat bhaan per jaayee
turat bhaan per jaayee, rahe koi bhi dhurander
mitra baan chal jayee, jarhaan(root) ne kaate ander
kahe 'harsh' samjhaaye, kabhoon na khana ghost
aisa dushman paalio, jo raha na dost.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #208 on: October 20, 2005, 06:44:07 AM »
main phir se kayal hoon aapke is nazmi ashar ka...main dohrahoonga..

chale aao dil ke khule dareechon se,
dil ke jakhm abhi hare hi hain.

«Reply #209 on: October 20, 2005, 07:30:09 AM »
humare he dil ke zakhmo ne,
zindagi ko nasoor bana diya,
kisi ki bewafayee ne hume,
jahan mein mash hoor bana diya ..........

Quote from: "harashmahajan"
main phir se kayal hoon aapke is nazmi ashar ka...main dohrahoonga..

chale aao dil ke khule dareechon se,
dil ke jakhm abhi hare hi hain.

Quote from: "Ninaah"
bahot khood harash jee............

zindagi ne bahot rulaya hai,
aur zindagi ko hum aazma na paaye,
har kisi ko to bhula diya,
pur kisi ek ko bhula na paaye............

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji...ab kya kahoon...aap apnie liye itni be-rukhi na bertein ...achhi shayari kabhi kabhi hi zehen mein angraayee leti hai....badi muddat se intzaar tha in lamho ka...bahoot khoob keh letein hain aap....waise toh yahaan bahoot se shayar hain achha kene waale...jinse bahoot kutchh seekhne ko milta hai....hum toh bas yuin hi do haath aazma lete hain...

aapne dushmano ke baare mein bahoot hi sahi cheez likhi....main dushmano ke baare mein yahi kahoonga..ki woh doston se kahin jiyaada imaandaar hote hain....is baare mein mein apna ek kundaliya chhand padna chahoonga....

dost se dushman bhala, Rishta layee nibhaaye
jab-jab baan chalaat hai, turat bhaan per jaayee
turat bhaan per jaayee, rahe koi bhi dhurander
mitra baan chal jayee, jarhaan(root) ne kaate ander
kahe 'harsh' samjhaaye, kabhoon na khana ghost
aisa dushman paalio, jo raha na dost.
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 19
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 04:52:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer